Zaida dair tak market ko na daikhe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaida dair tak market ko na daikhe
    Hamen chahie kya Ham trading karte hue Bar Bar market Ko Na Dekhen Jab Ham bar market ko Bar Bar Dekhenge To Ham emotional Ho Jaenge aur emotions Mein Aakar Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte acche profitable trading karna chahte hain To Hamen Apne emotions per control Rakhna hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

    Zayida dar Tak market ko nahi dahktay rhna chaiy aap nay theek kaha forex main jab bi trading krtay hai tu aap ko zayida dar Tak market ko nahi dahktay rhna aap ko apna kaam pr tawajjo Dani chaiy or acha kaam Kar ka kamyabi hasal karni chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

      ager hum market ka analysis kar rahya hya to hum ko zada say zada achay say analysis karya iss say hum ko acha tread mil sakti hya agera kiss pair per achi tread na ho to iss kay liya hum ko iss ko hi nahi balkya kiss or pair ko bhi dekana chya takya hum ko achi tread mil sakya
      • #4 Collapse

        Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

        Analysis karne ke liye market ko bahut karna padta hai aap Ko jitna Bhi time lagega. Aapko market ko Dena chahie lekin Jab aap Koi order Le lete ho to fir market ka rule hai ki aapane market ke samne nahin baithana Kyunki ab agar. Aap market ke samne baithoge to aap emotional ho sakte ho aapko kuchh Bhi Ho sakta Hai jiski vajah se aap trade close kar do yah aap over trading kar do isliye acchi baat hoti hai ki aap market ko watch na Karen
        • #5 Collapse

          Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

          Bilkul trade mein stop loss aur take profit use krny k bad bar bar market ko nhi dekhna chahiye kionkeh is tarah confusion paida hoti hai air traders order loss se bachny k liye modified krty rehty hein jiski waja se unko ziada loss ho jata hai jb aik dafa trade open kr kein tu phr stop loss ya take profit k hit hony ka wait krna chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

            My dear apki baat bilkul baja hai keh hamien maximum time market ko nhi dekhty rehna chahiye kyun keh market pal pal mein change hoti rehti hai. es liye hamien market ko analyse mein krny ki bjaye khud ko amal ki janib ly kr jana chahiye takeh hum kuch impliment kr ky bhi muqaam tak pahnch pain.
            • #7 Collapse

              Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

              bahi mara tu ak hi asool hai ka mai jub trade lagaata hon tu ak hi dafa stop loss or take profit laga kr chir data hon ohr bar bar nahi dabkta kiun ka asa karna sy taklef hoti hai tension hoti hai or kabi tu khlat faisla ho jat hain jahan band nahi krni trade hum perashan ho kr band kar data hain is lia bar bar market ko nahi dahkna chaya bus wiat karna chaya ka sl hit hota hai ya tp bus is ka wait lazmi karian
              • #8 Collapse

                Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                g jub hum zeada dair tak market ko dekhty hain hamen jub loss ho raha hota hai to hamen kabhi bhe market ko bar bar nahi dekhna cheye ,,jub hum market ko dekhty hain loss ki condition main to hamen zeada tension hoti hai or nuksan hota hai ,,or phir hum jaldbazi bhe kar jaty hain or kamiyab nahi ho paty hain ...
                • #9 Collapse

                  Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                  hamy market klo achy sy samaj kar ky aik time table bana kar news ko watch kar ky is main trade lagi chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik secure or famous business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                    Friends hum ko market ko check kar k analysis karna bohat zaroori ha is say hum ko koi achi tread mil sakti ha jis par hum treading kar k profit Kama Sakain or agar hum ko koi achi tread na miley to us pair ko Ziyada learning nhi karna chahiay balke dosrey pair ko dahk kar tread karni chahiay
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                      Yes brother aap ki baat theek hai ki Ham Ko Jyada der market Ko Nahin dekhna chahie market ko Jyada der dekhne se Insan depression ka patient ban jata hai Kyunki Uske mind mein Har Waqt Yahi Baat Hogi ki market ki moment kis Waqt acchi Ho ho aur mein trade lagakar acchi profit earn karo
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                        G jitni baar market ko anaylasis kerny ki koshish keriny gay utni baar app ka dil kery ga trade kerny ko or app emotional ho kay trade laga dainy gay ho sakta hy app iss say loss zaida bear keriny. App aik target set ker lainy kah 1 din may itna profit earn kerna hy usay earn kerny kay baad app us din may mazeed trade na keriny tabhi ap loss say bach sakty hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                          hamy market ke movement ko samjna ho ga hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik unique business hain hamny ahteyta sy kam karna ho ga pher he hum pasia kam saky gy forex aik acha business hain hum is mai market ko samj kaer kam kary gy to he hum munfa kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha or legal business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                            Hamai chaye jab ham iss mai trade lagay to har waqt mobile ya laptop ke samnay na baitay balkai trade laga kar chor dai aur time to time ussko daiktay rahai takai hamai koye tention na ho aur market ko bar bar daik kar ham koye ghalat faisla na karay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zaida dair tak market ko na daikhe

                              Bilkul Kuchh members bahut hi jyada market mein Main Baithe rahte hain market ko Dekhte Rehte Hain Is Tarah market mein jyada loss hota hai maarpeet ko analyses Karen Koi best entry milati Hai trade lagakar market se thoda profit nikalkar market ko close kar diya Jaaye Thoda Thoda market se proper planning Banakar profit nikalna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X