Compairing se los kam ho jata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Compairing se los kam ho jata he
    Forex ko agar doosre buisness se compaire kren to ham thore profit par hi khush ho jate hen or es tarah loss k chances bhe kam ho jate hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Compairing se los kam ho jata he

    han bhai ap ki bat theek hy ager hum apny ap ko kam profit main khush rakh sakty hn to yhi hmary liay bht bari blessing hy bhai hmain chahiay kh hum kisi or business sy ziyada is ko twajo sy tarin q kh is ki unlimited income hy hmain is main bht mehnat kerni perti hy ager or business ko daikha jay to yh hmain kahin ziyada best lagta hy
    • #3 Collapse

      Re: Compairing se los kam ho jata he

      Dear friend apne sahi kaha h agr hm forex ko kisi dosre business SE compair krte hon to is m hmen yah faqr dekhta h dosre business SE forex Kai guna best h is m hm bna invest keiy Kam KR ke achi earning kr skte h dear dosre business SE hmen lost bhi hota h aur forex m bhi hota h aur forex m hm agr smjhdari SE kam krte hn to hm ghr bethe achi earning kr skte hn
      • #4 Collapse

        Re: Compairing se los kam ho jata he

        yes you are right agr dekha jay comparison men to forex men dosry bussiness s bht ziada milta h hmen r bht profit bhi hota j r is s hm bht ziada gain krty hn forex bht acha bussiness h is s learning r earning same time p hoti h hmen r hmen prpfit milta h jo k withdraw ho jata h
        • #5 Collapse

          Re: Compairing se los kam ho jata he

          forex dusri business se bahut achcha hai kyunki ismein loss or profit hota hai Jo main per minute ke sath indicated karta hai vah bahut accha profit answer kar leta hai aur jod trader bahut jald band hota hai aur jaldi mein Los hi karta hai kyunki aisi trading lalach ki vajah se hoti hai jismein loss hota hai aur dusre business mein bhi profit hota hai lekin forex mein bahut jyada hai agar Ham chhote chhote profit ko collect Kar ke koshish karenge ke bich account banaen to isase on kanha ke kamyab ho Jain ....
          • #6 Collapse

            Re: Compairing se los kam ho jata he

            Forex aik aisa business Jo har kisi ki pounch mein hai agar kisi k pass investment nahi hai tu brokers aj kel bahut achi offers daity haen jin se hum start le sakty haen aur esi liye humaen es ko dosry business se compare karny mein ye business asaan lagta hai aur hum agar lalch se bachy rahaen tu es business mein hum kamyab bhi ho sakty haen.
            • #7 Collapse

              Re: Compairing se los kam ho jata he

              ji han bilkul dear Agar Ham Forex forum mein Had Se Zyada over confidence ke sath kam Karenge Relaxo ke Kam Nahin Karenge Hamen isiliye chahie ki Ham is business Mein ful peaceful mind ke sath fresh mind ke sath positive mind ke sath kam Karen Agar Ham positivity ke sath Kam Nahin Karenge To Hamen nuksan Hoga Agar Main activity ke sath kam Karenge to bhi Hamen nuksan hoga
              • #8 Collapse

                Re: Compairing se los kam ho jata he

                G dear hum ko hamesha total pairs ko compaire kr lyna chahiye. compairing krny sy loss kam ho jata hai. hum mein sy aksar log maximum profit gain krna chahta hai mgr mehnat aur target ko complete nhi kr ty jo keh thek baat nhi hai hamein khud ko sanjeedagi ky saath kaam krna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Compairing se los kam ho jata he

                  bilkul aisa hi hai agar market Mein Thoda Thoda profit nikaalte Hain plan Banakar to easily make call Sakenge Kyunki market ki movement ka andaza Nahin Hota kab kis Taraf movement kar Jyada profit nikalna bahut hi difficult hai market Mein order place Karen job profit Mein Jata Hai Jaane De Jab market reverse Le Apna order close kar de
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Compairing se los kam ho jata he

                    hamy mistakes ko avoid kar ky kam krna ho ga pher h hum paisa kam saky gy forex ak internaitoal business hain hum is ma i24 ganty mai sy kes b wakt ka tiem able bana kar kam kar akty hain hum is mai agar bager learnng ky kam karg gy to hamy oss ho jy ga forex paksitan mai legal ba cua hain hum is mai apny boss aphe hoty hain forex aik internatinal busiess hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X