Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??
    asslam.o.alaikum
    main ummid karta hun k sub memeber bilkul thek hun geyai or forex ko enjoy kar rhy hun geyai main new memeber sey kahan chahata hun k wo please rapeated thread post na kary is sey un ka bhe nuqsan hota hai or dosry memeber jo os par jawab dety hain un ka bhe bahot nuqsan hota hai please new topic par thread post kary
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

    repeated thats ke upar hamen post nahin karna chahie lekin aapko pata hona chahie ki hamen yad nahin rahata ki repeat kaun sa hai kyunki aapko nahin pata ke har dafa insan naya topic nahin generate kar sakta topic mein bhi milta julta Ho lekin uska jo question hoga woh different hota hai isliye ham log reply kar dete Hain
    • #3 Collapse

      Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

      Walaikum assalam Ham sab theek hain dost aap kaise hain aapki baat sahi hai hamen repeated thread bar bar nahin lagana chahie kyunki isase sab ka nuksan hota hai moderator vah thread delete kar dete hain aur jisse aapki earning per effect padta hai aapka bonus - hota hai aur jo UN per reply karte hain matlab bad mein comment karte hain unki post bhi sath mein delete Ho jaati hai kyunki main topic jab delete hota hai to sab kuchh delete ho jata hai to sab ki mehnat Jaya Ho jaati hai hamesha new aur fresh thread lagaen
      • #4 Collapse

        Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

        Dear friend g han ap theek kah rahy hain k hamain forex forum main repeated thread nahi krnay chahay q k delete hi jaty hain hamain forex forum main ziada sy ziada mahnat krny chahay q k mahnat krnay sy hamain kamyabi hasel hoty hy hamain acha kam krna chahay
        • #5 Collapse

          Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

          New members zada thread repeted thread kartya hya ager hum iss mya in ko acha knowledge shera karya gay to iss say humary new members repeted thread nahi karya gay
          • #6 Collapse

            Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

            W Salam g Han billkul AP ka acha sawal ha new members zada rupeated thread pr post krta Han un ko nhi krni chahia rupeated thread pr post or Jo log rupeated thread create krta Han un ko bi khyl rakna chahia keon ka forex ma rupeated thread ka koi faida nhi hota
            • #7 Collapse

              Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

              Dear forex member ap ko had hina chaya ke ye repeated thread he he leken in mem er ko chaya ke wo aik jesa thread na de aur kuch maya thread de take log fayada uta sake aur acha bonus hasil kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

                hamy daily is main achy achsy ot different topic walay threads reply karny chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain hamy kisi ko be copy yai paste nahi karna chahey wrna hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main maket ka yai hamary brokers ka koi be qsoor nahi hota yai aik world wide business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

                  Assalamu Alaikum Pakistan Forex Mein Dekha gaya hai people aise Hain Jo hamesha repeat thread submit karte Hain aisi kaun si vajah hai unhen chahie repeated post ya thread Yahan per submit nahin karna chahie iss say unko loss hogaPakistan forex business bahut achcha business hai Hamen chahie Khoob Yahan per mehnat se kam Karen aur ek Bar agar koi post Yahan per Agar submit ho gai hai to usko Bar Bar Ham na Karen aise unhen loss hoga Pakistan Forex Mein Ji lagakar kam Karen Tu Hi acchi kamyabi aasani se Hasil ho jayegi Pakistan forex business is a very good job
                  • #10 Collapse

                    Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

                    repeated topic s bchny ki try krain kbhi bhi repeated topic p thread na post krain is s koi bhi faida ni milta ulta jb apki thread repeat hoti h to phr apko ek warning milti h r phr s agr apki repeat ho to apka acount bhi wash ho sakta h isi liay soch smjh k kam krain r repeat na krain
                    • #11 Collapse

                      Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

                      Humain chaiye k hum iss main repeated post or thread na kariye aisa karna sy humera bouns kam aa sagta hain or humeri kahye post iss chakar main delete be ho jatye hain humain chiaye k hum iss main jab be kam kar ta hain toh acha knowledge or experinces k saat iss business main kam kariye tabhi hum iss main agye bar sagta hain or iss business main success be tabhi pah sagta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

                        Good point uthaya apne repeated topic pe thread karne wale apne thread ke sath sath dusrun ki posten bhi delete karwa bethte he ap bhi jis thread ko repeated samjhen us se door rhen isi me bhalai he kuchh knoledge aor tricks share karne chahye jin se kisi ko faida pahunchr
                        • #13 Collapse

                          Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

                          Kuch members bht zyada ye kam kr rahe hain.. Bar bar topic repeat karte hain jis ki waja se wo delete ho jate hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Rapeated topic par kiun thread post karty hain ap ??

                            Jo bhi members is form per Apne friends new start kar rahe hain unhen jaaiye ke pahle new start grade karne ke rules and regulations ko acchi Tarah se padh len. New thread start karne ke liye instructions jaane ke liye Yahan per click Karen Instructuions for new threa. Agar Ham post start karne ke liye in rules and regulations ko follow Karenge To Hamen bonus Bhi Milega aur Hamara account bhi band Nahin ho sakta.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X