Scalping strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping strategy
    Asslam o alaikum dear members scalping strategy aik business style h jis mn aik trader prices k small change sa market mn smal profit hasil ker sakta h. Ye aik behtreen strategy h jis sa hm pass kma sakty hn laken is mn severe loss hmary small gains ko eliminate ker sakta h so hmen aik ache strategy k sath kaam ker sakty hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping strategy

    Small balance walon ky liay scalping ky elawa koi stretigy nehi hai ky jis ko forex trading main apply ker ky achi earning ker sakain hamain agar forex market main small balance per trade kerni hai tou hamain scslping ky liay bhi market ky achy analysis kerny ky bahd trend per trade kerna hogi tab hamain kuch earning ho sakti hai same stretigy ko use kerny sy
    • #3 Collapse

      Re: Scalping strategy

      scalping Mein profit jarur hai, lekin har Koi nahin kar sakta iske liye bus camping kya mind Hona jaruri hai Aur Agar kisi ka itna fast chalna ke usko foran order close bhi karna hota hai, aur Lena bhi hota hai aur bahut immediate decision lene hote hain to itna fast mind Agar chal raha hai to bahut acchi baat hai lekin hota hai yah isliye hai ki experience bahut Achcha Ho Jata Hai to fir aap Is Tarah ki position Le sakte ho.
      • #4 Collapse

        Re: Scalping strategy

        Bohat sare traders scalping strategy ka use karte hain lekin scalping strategy ka use karne se pahle aapko acchi Tarah Se knowledge or experience le le kar lena chahie Kyunki scalping strategy ka use karna kaafi Mushkil hota hai aur uske liye aapke pass Jyada Se Jyada Forex ka wali Jora experience Hona bhi bahut Jaruri hota hai isliye aapko acchi Tarah Se practis Kar leni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Scalping strategy

          G haan dear scalping trading bhi achi trading ke jis ka account acha Ho woh scalping trading kar sakte hain kyun ke scalping trading se Ham kuch hi ghanton mein bahut acha profit Le sakte hain koshish Kiya Kareng ke aap zyada se zyada mehnat Kiya Karen kyun ke Jab aap mehnat Karenge to aapko acha bonus milega aur scalping trading ke liye acha bonus Hona bahut zaruri hota hai jo scalping trading karta Hai uska amount acha hoga to woh trader acha profit lene Mein Kamyab hota hai trading Mein hamesha zyada se zyada mehnat Karne Wale trader ko Kamyab milti hai aur uske sath trading hamesha zyada se zyada mehnat Karne se Hoti Hai trading hamesha learning karne ke bad hi kiya Karen kyun ke Jab Ham market ko watch kar ke market ki condition Ko dekh kar trading Karte Hain to is se Hamen profit Milta hai aur jab Bina learning ke trading Karte Hain to is se bahut zyada nuksan hota hai aur scalping trading hamesha pahle demo account per use Kiya Karen kyun ke demo account per use karne se aapko profit ke bare mein sahi se pata chal jata hai aur ham demo account Ko Jitna zyada use Karenge jisse Ham utna zyada fayda Hoga trading hamesha zyada se zyada hard working karne ke bad hi kiya Karen kyun ke jab ap zyada hard working Karenge to acha bonus milega aur yah sab ke liye bahut zaruri hota hai trading Mein kaam aata hai isliye koshish Kiya Karen ke aap zyada se zyada mehnat Kiya Karen mehnat Karne Wale hote Hain Jo trader hamesha Hardworking karta hai use buhat zaida faida hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Scalping strategy

            Scalping strategy karna Aasan Kam Nahin Hai ismein Hamen nuksan ho sakta hai agar Ham bahut short term trading Karenge To Hamen nuksan hone ke chances jyada ho Jaenge Hamen chahie ki Ham swing trading Karen long term trading Karen swing trading aur long term trading Mein profit jyada ho sakta hai aur risk kam ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Scalping strategy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: arshadkhan پيغام ديکھيے
              Asslam o alaikum dear members scalping strategy aik business style h jis mn aik trader prices k small change sa market mn smal profit hasil ker sakta h. Ye aik behtreen strategy h jis sa hm pass kma sakty hn laken is mn severe loss hmary small gains ko eliminate ker sakta h so hmen aik ache strategy k sath kaam ker sakty hn.
              scalping strategy hamare liye bahut hi dangerous hoti hai kyunki jab Ham apne account mein is scalping ka method use karte hain to Ham apni trading per high risk se kam karte hain aur jab bhi Ham apna Kam hai risk lekar karte Hain to tab hamen use hone ke bahut jyada chances hote hain isliye hamen chahie ki Ham apne account per kam risk lekar trade Kiya Karen jab Ham kam risk lekar trade karenge to tabhi Ham successful Ho sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Scalping strategy

                Scalping Stradgy pak forex trading business men bhot zyda Zrori hy pak forex trading business men Scalping Stradgy say Hi Markeet men achi trading asaani sy hasil ki jaati Hy Pak forex business men Scalping ki Bhot hi zyda Zrorat Hoti hy khoob mehnat say hi good Success asaani SY Hi Hasil ki jaata hy pak forex trading business bhot acha hy her Koi achi Trah say Like karta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping strategy

                  Agar aap scalping ka use karna chahte hain to uske liye aapko sabse pahle acchi Tarah Se learning Karni chahie aur Apna knowledge or experience acchi Tarah Se increase karna chahie Kyunki scalping Ek Aisi strategy Hai Jisko aap easily use nahin kar sakte ho aur scalping strategy ka use karne ke liye aapke pass Jyada Se Jyada Forex ka knowledge aur experience Hona bahut Jaruri Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping strategy

                    g han bhai apki bt blkkl thk ha hme cheyae kae scaling stratgy sae hellp lae kr kam krn isi trah hm forex pr axa bonus bna skty han hme cheyae kae hm forex pr axe trah mhnt kr kae kam krn us kae bad small amount sae trading krn or kam kam kr kae profit bnana choru krae isi trah hm market ko smj skty han or axe trah mhnt kr kae kam kr skty han hme cheyae kae hm forex pr axe trah mhnt kr kae kam krn or axe trah forex ko smj kr kam krn takae loss ko kam kr kae profit ko zyda kr skae
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping strategy

                      dears scalping trading bahut zarori hay aur trading ko kamyab karny k liy hamyn achi trading karni chahiy tak ham kam se kam time main forex ko bahut achy se manage kar sakyn aur yeah trade k liy zarori hay k is ka hamyn yeah pta ho k is ko long time use karna hay ya short trme is k benefita kahan hay aur is ki profit aur risk ration kia hay long term main aur short term amin......
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping strategy

                        w.salam scalpnig bahot ziada importent hai agar ap ka account chota hai or os main bouns ziada nahi hai is lia ap ko chahi hai k agar ap choty account main profit krna chty hain to ap ko chahi hai k achi trha sey scalping ko sekh ley agar ap ko scalping ati ho ge to ap rozna ki 50 sey 100 pip tak profit nikal skty hai jo k bahot ziada hai
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping strategy

                          Scalping Trading karne ke liye market ki situation bhi kabhi kabhi Aati Hai market ko time dete Rahana chahie Jab Kabhi market Mein Koi company hota hai to market Mein against reverse karna hota hai use Waqt market Mein interview lagakar profit nikalkar. Apna market Mein order ko close kar dena chahie.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping strategy

                            Forex mein scalping har koi Nahin kar sakta kiok scalping Karne k leye knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai scalping k leye hum ko apni trade mein ziada lot size use kar k market mein in hona hota hai aur Kam profit earn kar k market se out hona hota hai hum ko market ka knowledge aur experience ho ga tu hi hum Forex se acha profit earn kar saktay han aur agr hum ko knowledge aur experience nahin hai tu scalping se loss bhi buht ziada hota hai aur account wash ho jata hai New trader ko scalping nahin Karna cahaiye kiok un ko knowledge aur experience kam hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X