Forex se boht se log financially strong huy hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex se boht se log financially strong huy hain
    A.o.a forex business main boht pesa hai jisy achi learning r apni kabilyat r mehnat ki base per hi gain kerna mumkin hai jin logo ne yahan mehnat ki hai r is main dil laga ler kam liya hai aj wo forex ki base per hi financially strong huy hain r aona future strong banaya hai un members k pichy long time period ki mehnat hai to yahan ham bhi lamyab ho sakty hain just need hard work
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے

    yes brother bahut se log aise Hain Jin logon ne forex se bahut hi acchi earning Le chuke hain aur main samajhta hun ki agar Ham bhi koshish karen aur ham ismein achcha experience banaa Le to Ham bhi is business se bahut hi acchi amount maja nahin Le sakte hain main apne 5 year experience mein is business se kafi coach earn kar chuka hun aur main samajhta hun ki abhi bhi Mera experience bahut kam hai
    Last edited by ; 14-02-2020, 07:49 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

      ji hun jin logon na forex main apna qemti wqt spend kia ha tu unhin forex main kamiyabi mili ha aur unhon na forex se unlimited earning ki aha ager hum bhi chaty ahn k hum forex main achi earning karein tu humain is main mehant se kam kerna ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

        G haan bilkul apkii baat sahii gaii forex syy bhot saary loog gain ji ky finanicily strong huwee gain unhin ny bhot hii mhinat kii gaii aur apnaa kaam koo sahi aur achii trhaa mhinat sy kuyaa haii aur woh qamyaab bhee hoo oiee hain agr hum liig iss main qamyaabii hasill krnaa chahtaa hain too hunain iss main bhot hii achii mhinat krnii hogii aur yss sy hunain bhot hii achaa bonys milk piee gaa aur vinyss sy phr humain trading bhee bhot hii achi mhinat krnii higii phr jaa ky hunain achii earning hasill hoo piee gii
        • #5 Collapse

          Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

          G han dear maine bi kuch aisay traders ko dekha hay jo forex trading ki waja say ameer hway hain aur aj achi earning kar k ek achi life guzar rahay hain aur yah aisay log hotay hain jo forex ko time day kar proper learning kartay hain aur learning k bad ek proper way say trading kartay hain jis ki waja say kamyab hotay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

            bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum hard work or ak planing ka sath trading kartaa ha to per hum ko bohat he achi earning hoge laken ager hum es taraa nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga es leya hum ko chaheya ka hum planning ka sath trading start karday.............
            • #7 Collapse

              Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

              G han ji dost men apki baat say agree karta hun apki baat bilkol thek hy ap nay yaqeenan ak bahot achi bat ki hy k forex trading men bahot saray log financially strong hove hyn or ab b bari tezi say horahay hyn but men apko batana chahta hun k forex men mehnat k bgair koi b kabi b financially strong ni ho sakta wohe hoga jo is men bahot zada mehnat kary ga kion k mehnat karnay walay e kamyab hotay hyn agar hum mehnat ni karen gy to kabi b kamyab ni ho saken gy
              • #8 Collapse

                Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                G han thek kaha apnh is main koi shak nahi k forex main kaam Karne waly kafi log is main financially strong hue hajn or achi eraning or profit kamate hue is main kafi issues resolve hue hain isliye Forex ko serious le k kaam karne maim hume bhot faida hota hai isliye koshish karen k forex main mehnat k sath kaam karen or acha profit kamaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                  g han hamain is forum main kam kar k apna har khwab pora kar ksaty hain so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien agy aur hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main bi trend ko use kar k hi hum achi trade karny main b i koi prblm na ho saky gi tab hi hum real main bi trade kary main bi koi mushkil na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                    g han is m ain kam kar k hum sucess ho skaty hain aur achi earning kar k apny arman pora kar skaty hain aur hamain is k bary main bi trend ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain is k bary main bi trned ko use kar k hi hum planing karni ho gi ta k earn karien gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main earn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                      Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai earning honey ki waja sey bohat sey traders Financially strong hoay hai. Es business mai success hasil krney key lye forex buimai learning aur experience hasil krna zaroori hai. jis key bad trader es business mai success hasil kr sakty hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                        A.o.a forex business main boht pesa hai jisy achi learning r apni kabilyat r mehnat ki base per hi gain kerna mumkin hai jin logo ne yahan mehnat ki hai r is main dil laga ler kam liya hai aj wo forex ki base per hi financially strong huy hain r aona future strong banaya hai un members k pichy long time period ki mehnat hai to yahan ham bhi lamyab ho sakty hain just need hard work
                        G han dear bilkul ap ne thek kaha hy pak forex business mein kafi sare log financially tor par waki strong hve han likn ager ap bhe apne kam dasti se dur hona chate han to zror forex business ko join keryn ge to zror ksmyab bhe hon ge es liye ap ko cheye mehnat or himat se kam keryn kuin ke knowledge or experience ko gain ker ke hi ham success hasil ker sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                          Han g bhai ap ny tk kaha h bht sy log forex ko join karny k bad kafi financial strong bny hy r vo bs apni mhynat ki vja sy bny hy r ya asa hm b kar skaty hy forex ko join kismat valy karty hy hm ny forex my pore himat k st dn rat ek kar k agar mhynat kar d h to hm b ek dn strong powerful man bn sakty hy bs forex my himat na hary start my kamiyabu ni mlti h bht kuch learn karna hta ha experience hasl karny bad hm successful ho paty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                            Assalamu Alaikum friends is Forex Mein kam Karke Apne Har Sapne pure kar sakte hain so Hamen Iske bare mein learning Karni Hogi aur uske bad acchi khasi earning kar sakte hain forex for Business mein madad karne wale log Hamesha hi kamyabi Hasil karte hain Forex Var business is good business
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex se boht se log financially strong huy hain

                              G han dost ap ki es baat se mein bilkul agree karta hoon k forex pakistan mein kaam kar k es business k zariye bahut sarey loog financially strong howey hain tu agar hum bhi es forum mein bahut zyada mehnat karein aur lagataar mehnat karein tu hum bhi es forum k zariye financially strong ho saktey hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X