Har ky bad jeet hoti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har ky bad jeet hoti hy
    Assalamu Alaikum assalamu alaikum my most respected seniors and juniors ummid Karte Hain ki aap sab khairiyat se Honge ji my dear Mera Har Aane Wale new member se aur loss Karne Wale UN member se jo ke loss hone ke bad Pareshan Ho Jaate Hain aur Khud Ko Hara Hua Samajh Kar Apne kam ko post-op laga deti hain SO my bro Aisa kabhi bhi nahin karna chahie Yad rakhen Kya Hamesha andhere ke bad Ujala Jarur hota hai ISI Tarah Agar Hamen Aaj Har Hui Hai To Ham Jeet bhi sakte hain Apne knowledge ko increase Karke Apne experience game Karke Ham Agar posting trading Dobara se karna start kar de to Hamari Har Hamari Jeet Mein Badal sakti hai I am right my dear friends?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har ky bad jeet hoti hy

    Gee hn Bhai ap ne thek kaha h
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Har ky bad jeet hoti hy

      g bilkul haar k bad jeet he milti hai hamen himmat k sath kam karna cheye or kabhi bhe dil ko chota nahi karna cheye bus hamesha himmat k sath he kam ko jari rakhen tabhi hum kamiyab hongy hamen bhot mehnat karni hoti hai or mehnat k bad he hum kamiyab hoty hain or kamiyab life bhe guzarty hain ...
      • #4 Collapse

        Re: Har ky bad jeet hoti hy

        Jinab kui bhe kam krin to ap ko mehnat krni prti hai or har nai manty q jo har bnda chata hai k min jo bhe kam kron us min mire jeet ho pr har jeet to muqdar naseb ke bat hi or agemr bhe jao to mayos na hon agli bar InshAllah zaror jeet ho ge pr ap ko dogne mehnat krni pry ge
        • #5 Collapse

          Re: Har ky bad jeet hoti hy

          Haan gee bilkul yeh baat tu hai. Haar k baad jeet hoti hai laikin jeet kay liye hamaen kafi intezar bhi karna perhta hai aur hamaen sabar bhi karna perhta hai. Aur apni mistakes se seekhna bhi hota hai. Ta kay hum apni trading ko improve karty rahaen aur aik din sari mistakes pe control paa kar hum achi trading start kar daen.
          • #6 Collapse

            Re: Har ky bad jeet hoti hy

            agar hamy loss ho to hamy loss sy learning gain karne ho ge pher hehum pasia kama skay gy forex aik unique business hain hum is mai bagr pasiao ky account bana kar be kam kaer sakty hain hum is mai part timee be kam kari sakty hain hu mis mai full time be kam kari sakty hain yai kabe b e band na hony wala acha busness hain
            • #7 Collapse

              Re: Har ky bad jeet hoti hy

              G haan billkul AP na billkul tk kha forex ma har ka bad Jeet hoti ha loss ka bad Profit hota ha is Lia sb members ko chahia forex ma mehnat Kia kran knowledge or experience gain Kia kran tu agr loss ho jy tu prashan nhi hona chahia mehnat krni chahia profit bi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Har ky bad jeet hoti hy

                g han insan loss say hi hum smjhta hai har kamyabi ka raz loss hii hota hai hamian is forum main loss ho jaye tou sbr say hi kam karna ho ga atb hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trader bannay sya pahly is k bary main planing karni ho gi ta k earn karin gay aur markt main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Har ky bad jeet hoti hy

                  G han dear friend ap ny sahi kaha jis rarha subha ky bad rat zaror hoti hy esi tarha haar ky bad jeet hoti hy hum ko himat nh harni chahiye apan Kam jari rakhna chahiye Insah Allah hum sab ko kamiyabi hasil ho gi hum ko chahiye ky Pak Forex mn mahnat sy Kam Karen achy experience aur knowledge wali information share Karen apan Kam interested ho kr aur ek responsibility samjh kr Karen tab hi hum successful hon gy aur acha porfi earn kr saken gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Har ky bad jeet hoti hy

                    Assalam o alaikum dear friends .
                    Dost apne right kaha hai keh haar ke baad Jeet hai so hame phir forex par yaqeen rakh Kar hi kaam karna chahiey taa keh dosto ham aek acha profit gain Kar sake ge aor mehnat se success bhi hasil Kar sake ge.
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                    • #11 Collapse

                      Re: Har ky bad jeet hoti hy

                      Ji han bhai Pakistan Forex Mein har ke bad hi Jeet hoti hai humko chahie Yahan per Khoob mehnat Karen Ham kam karne ka ek Target banaa Len aur jab Ham ek Target bana kar Pakistan Forex Mein kam karenge to Hi aasani Se wo target chase ho jae ga Pakistan forex business is a very good job who should always do good work from here acchi kamyabi Hasil ho jayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Har ky bad jeet hoti hy

                        Loss or profit her business ka hissa hotey hain isliye agar humein loss hojae tou humein ghabrana nahe chahiyea balky mehnat karni chahiyea or acha profit hasil karney ki koshis chahiyea agar hum mehnat karengy tou zuroor loss recover hojaega
                        • #13 Collapse

                          Re: Har ky bad jeet hoti hy

                          g han har k hi insan jeetaata hai so hamain is fourm main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain chahye is k bary main learning karni ho gi ta k earn krien gay aur hamain trnd ko use kar k hi hum achi earning karien gay aur hamain is forum main bit rade kar k hi hum loss say bach skaty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Har ky bad jeet hoti hy

                            Bilkul aisa hi hai apni struggle ko continue Rakhna chahie. Hi Waqt Ke Sath Sath koi bhi kam hai uski samajh a Jaati Hai Fox mein bhi time dete Rahe pahle Thodi struggle karni padegi lekin joefox ke about knowledge Banta Jaega FIR easily working kar Sakenge Har ke bad Jeet Aati Hai Himmat Nahin Harni chahie struggle Karte Rahe kamyabi mil Jayegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Har ky bad jeet hoti hy

                              har jeet tou sath sath hoti hai so hamain is k bary main bi trade kar k hi hum palaning kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum run karien agy aur hamain is forum main bi trend ko use kar k hi hum planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien agy aur hamain is k bary main bi trade karien agy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X