Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo practice kitna arsa karni chahiye ?
    Assalamu alaikum dear Forex members main aapse ye puchna chahta hun k hamen kitna arsa demo p kam karna chahie aur kitna arsa hamen practice karni chahie Taki ham Puri tarah kama saken!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

    Demo account main aap ko pata hona chahie ki forex trading mein acha experience milta hai aap ko pata hona chahie kay trading main hamain acha point of view karna chahie forex trading main annaylisis achay honay chiay kiun kay aap ko pata hona chahie kay trading aik acha online business hai forex per
    Last edited by ; 11-02-2020, 06:26 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

      Je dear demo ki practice ma din ni count karny chahe, ap ko demo ki practice ka tb faida hota hai jb ap achy analysis karna sekh jaty hai, jb apki maximum trades profit ma jana sharu ho jayn to wo he time asa hota hai jb ham forex k real acct ma ah sakty hai,
      • #4 Collapse

        Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Imran saif پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum dear Forex members main aapse ye puchna chahta hun k hamen kitna arsa demo p kam karna chahie aur kitna arsa hamen practice karni chahie Taki ham Puri tarah kama saken!
        demo practice ke liye hamen kafi time period chahie hota hai demo practice ek ya do din yah ek bhi karne se hamen kuchh bhi hasil nahin hota hai hamen kam se kam 2 to 3 years demo practice karni hoti hai tab jakar hamen kuchh experience milta hai isliye hamen chahie ke Ham jyada se jyada demo practis Kiya Karen demo practice ki vajah se Hi Ham expert trader Ban sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

          dear friend demo account pa practice trading experience gain krnay k liay ki jati ha keun k demo account trading experience gain krnay ka aik tool ha jis pa meray khial mn us waqt tk practice jari rakhni chayay jb tk achha trading experience hasil ho jay
          • #6 Collapse

            Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

            G bhai ap ny pocha hai keh demo ko kitna arsa krna chahiye? my dear ye baat practice par depand krti hai keh ap demo ko dekh kr ap os ky learn kitna krty hain jo kuch ap learn kren gy oski miqdar par depadnd krta hai. Esi liye ye nhi dekhna chahiye keh hum ny demo ko kitni bar dekha hai balkeh ye dekhein keh hum ny os demo sy seekha kia hai?
            • #7 Collapse

              Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

              assalamu alaikum pyare doston MIT karta hun aap sab khairiyat se honge demo per hamen practice use waqt karte rahana chahie jab tak Ham usmein profit nahin kar lete vaise kam AZ kam hamen demo per 6 month practice karni chahie Taki hamen market ka pata lag jayegi market kis simt kab aur kis tarah jaati hai shukriya.
              • #8 Collapse

                Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                G han dear demo account ke parctice kerna bhpt zrori hota hy kuin ke demo account mein farzi piasy hote han jis pe trade par trade lagna asan hota hy wha se hamre experience or knowledge hone se hamain loss or profits milta hy es liye demo account ke learning or practice kerna cheye esi se ham kamyabi bhe zror milty hy
                • #9 Collapse

                  Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                  slam app ny bhout accha swal kia hy ,demo account main humain us waqat tak practice kerny chaheye jab tak hum trading ko acchy sy smajh nahin jaty.hum is main acchy tarah analsis ker sakty hoon or humay meximum trads profit main ja rahi hoon .keon ky ye aik onlin business hy to humain chaheye k hum is ko poori tarah samajh ker is main trading kerain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                    haan mere payarey dost nay kahaAAa hai kay hamaray trading career kay liye demo ki ginti bohat zurori hai hamein apnay demo counter kay liye shuru karnaaAaa hai tab hum ghair haqeeqi bazaaaAar mein apni asli raqam kaAAa idraak baghair kisi ilm o tajarbay ke sirf aik bohat baraaaA nuqsaAAaan ya kuch aur nahi karain ge mein apni raye mein itnaaaA hon kay pehlay ilm haaaAasil karain phir forex trading market mein kaaAaam karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                      Demo practice us wakt Tak krni chahiy jab Tak so ko mukamal knowledge aur experience Ni ho kata. Demo practice ap per depend krti Hy kh AP kitny wakt men forex business ka knowledge aur experience hasil krty Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                        demo mai hum kam ka kyt ache earning gain kar sakatyh ain hamy ach learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex pksitan ma legal ban cuka hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain um is mai part time be kam kair sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain is maai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                          aslam alikum g demo practice tab tak karta rehna chahya jab tak apko yaken na ajae ka ap forex trading main advance level ka expert nahe ho jata or ye karna wala pa depend karta ha ka wo kitna time main seekh sakta ha wesa demo practice lamba arsa tak karta rehna chahya kuyn practice practice make men perfect normaly keh sakta ka maximum 6 month tak to practice must ha isa skill or learning dono achi hote ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                            Humen demo account per us waqt tak practise karni chahiyea jab tak hum is qabil na hojae ky hum achi real trading kar sakain or profit hasil kar sakain kiuu ke hum jitni practise karengy utna he experience hamein hasil hoga isliye humein practise karni chahiyea
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo practice kitna arsa karni chahiye ?

                              demo main practice karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main trend ko use kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum perfomr karin gay aur hamain is k bary main kam kar k h i hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum real main bi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi tab hi hum trade karien gay ta k earn ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X