lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach or emotion ko avoid karna zarori hain
    lalach hamara sab sy bara dusmin main hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha prifit hasil kar ky apnlife sy gurbat ko kthem kar sakty hain ham is main out off account bana kar be kam kar sakty hain yhi yai aik asa business hain jis main hamara koi be boss nahi hota
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

    G dear ap n thk kaha hy k soch samjh kr kiya hova kam humy faida daita hy aur woh kam jo hum jazbat m krty hy to woh humy nuksan daita hy to kbhi bhi lalch nhn krni chahiya balky sabr aur himat se kam krty rehna chahiya aur asi m hanari kamyabi hy
    • #3 Collapse

      Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

      g haan is may agqr hum ziada jazbaathi hokar kaam karangay tho loss he hoga kionka is may hamay buhut soch samajh kar our achay analysis k saath he trade open karna chahiay our agar asay nahee karangay tho hamay loss k sewa kuch haath nahee aayega is liay soch kar our aqal ka istimaal kar k he trade open karna chahiay
      • #4 Collapse

        Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

        han g agar ham aesa nahi karain ge to loss kaain ge aur agar ham ne loss karna hai to ham ksi bhi tarah kaam kar sakte hain hmainkoi masal nahi hai lekin ham ne agar acha kaam karna haiur mehnat karni hai to hmian buhat hi mehnat ki zaroorat hai aur agraham ne acha kaam kiya to hi ham earning kar sakte hain aur market buhat bari hai is mein buhat loag han is liye acha kaam karain
        • #5 Collapse

          Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

          g dear forex trading men agr humen achi kamyabi haasil kaarni hy to humen chaia keh hum forex busnes men mehnt sy kam karen gy forex men jab hum lalach nai karaen gy apny emotion par control karen gy to hum baahot he ahci kamyabi hasil kar ssaken gygyg jab tak hum lalach karty rahen gyy to hum kabhe bhe kamyaab nai ho saken gy
          • #6 Collapse

            Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

            G bhai jan forex pakistan mein kaam kartey howey hum sab ko chahaye k hum eik tu apni lalach pe control karein q k dostu lalach eik bahut hi buri bala hai aur dosra es forum mein kaam kartey howey hum sab ko apney emotions ko control mein rakhna chahaye aur jazbaat mein aa kar yahan par koi bhi ghalat faisla nahi lena chahaye.
            • #7 Collapse

              Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

              Agar hamare paas ek equity kam hai to bade volume ke sath trade karenge to last khaenge gay agar aapane acche analysis ke sath trade Kiya hai to apne a emotion ko control Karen trade karte hue Stop loss lagaen .
              • #8 Collapse

                Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                Forex trading risky business hai is main market bahut Buri movement karti hai andaza karna bada difficult hota hai agar market Mein Lal Raj karte hain yah emotional hokar trading Karte Hain To fir loss hi hoga jab tak market Mein proper plan bnao kar Apne risk ko manage Kar Ke trading Nahin Karte use vakta kamyabi Nahin Mil sakti
                • #9 Collapse

                  Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                  Ji all member Agar ham Aise Nahin Karenge toulouse Hote jaenge Hamen chahie Kisi kism Ka lalach nahin karna aur aur apne Lalach aor emotion ko control karna hoga lalach Karenge to nuksan uthenge Forex farm main main bagair Lalach ke kam karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                    Forex trading main lalach Sur emotion sy parhaiz Karna lazimi hota hai hamen chaheay k Forex market mehnat sy Kam Karen lalach AUR emotion ko control Karen is m hamara faida hota hai AUR ham istrah sy Achi earning hasil Kar sakty Hain is main hamen planning se work Karna hota hai tabhi ham kamiyab hoty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                      Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain agr ap forex trading main lalach karin gy to ap kamiyab nhi ho saky gy forex trading main lalach nhi karni chahey q ky lalach aik bori bala hain lalach sirf nuqsan ho ta hain or acount wash ho ja ta hain is liy bager lalach ky kam karin soch samjhe ky market ko analiyses kar ky or kam lot size trade opne karin ta ky ap ko loss na ho or ap acha profit earn kar saky or kamiyab ho saky
                      • #12 Collapse

                        Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                        g bilkul dear jo bhe member trading main lalchj sy trade karta hy wo is main kabhe bhe achi kamiyabi gain ni kar sakta wo is main hamesha he nakam he rehta hy is liye dear ager ap is amin achi earning gain karna chaty han ap chaty han k ap ko har trade main acha profit ho or ap ka account save rahy tu ap ko chye k ap koshsh karen k lalch sy door rahen
                        • #13 Collapse

                          Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                          Dear trad krna aik aisa kam hay keh jis may kisi aik chiz ko bhi koi membr avoid nhin ker skta hay kyun keh ye sab khud say hi membrs say ho jata hay is ki waja yeh hay keh wo trad krty howy khud ko relux nhin rakh paty hain lkin aksr aisa bhi ho jata hay keh yehi lalach or amotions kafi nafa day jaty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                            lalach hamara sab sy bara dusmin main hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha prifit hasil kar ky apnlife sy gurbat ko kthem kar sakty hain ham is main out off account bana kar be kam kar sakty hain yhi yai aik asa business hain jis main hamara koi be boss nahi hota
                            Trading mein laalach aur emotions donon hi traders ki bahut jyada enemy Hote Hain traders ko chahie ki apni trading Mein Na Kabhi emotions ko involve Karen aur na hi kabhi bhi trading karte hue kabhi bhi lalach Karen lalach Karke aapko kabhi bhi fayda nahin ho sakta
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalach or emotion ko avoid karna zarori hain

                              forex mein humy trading karty howe koi lalach nahi karne chahiye balkeh market ko dakh kar he trading kaerne chahiye kuch members asy bhi hoty hai ky jab unhy kese trade mein thore profit ho jata hy to wo wo lalach mein aa kar us trade ko close nahi karty hain ya phir aik he waqt mein zayada trades open kar dety hain jis ki wajah sy unhy phir loss hota hy trading mein humy emotional bhi nahi hona chahiye humy pory focus aur active mind sy he trading karne chahiye tab he hum kamyab ho sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X