learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey
    hamy forex main kam karny ky liey learning ko best banana ho ga jitne ache learning ho ge hamara kam be utna he acha ho ga or hamy bonus be utna he acha hasil ho ga hum is main live kam karty hain hum is sada urdu main kam karty hain hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

    G haan billkul AP n billkul tk kha forex ma Kam krna ka Lia learning bohat zarori ha is Lia sb members ko chahia forex ma mehnat kran or zada sa zada learning kran tu PR hi ham forex ma kamyab hon ga or acha acha profit ho ga sb members ko chahia learning pr focus kran
    • #3 Collapse

      Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

      G dear apki ye baat bahut pasand ai keh hum ko forex education par bhi pori tawajjo krny ki zarorat hai agr hum sirf kamai ky bary mein sochien gy to zaroor hum forex mein pechey rehny waloon mein sy ho jain gay. kyun keh jo seekh kr krta hai to wo jeet jata hai aur jo bina seekhy kam krey to wo ya to haar jata hai ya peechy reh jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

        G Han dear member jitne hm forex form m learning karenge utna hm achi earning Karen get qk AP ke jitne zyada learning karenge utne hi AP ko earing mile get is lkey doston zyda Se zyda learning kare aur ache earning hasil karen
        • #5 Collapse

          Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

          hamy achi learning hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarort ko apni marzi sy pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy part tiem be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hai yai aik asa business hain jis main haamra koi boss nahi hota
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

            G bilku dear apki ye baat bahut pasand ai keh hum ko forex education par bhi pori tawajjo krny ki zarorat hay is liye sb members ko chaiyeforex ma mehnat kran or zayada sy zayad learning kran tu phir hi ham forex ma kamyab hon gay or acha profit ho ga sb members ko chaiye learning pr focus kran
            • #7 Collapse

              Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

              hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nibst achca business hain hum is mai bager pasio kyaccount bana kar b ekam kar sakty hain hum is mi agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade karien gay aur boht say log is forum main kam karty yhain aur hamain is k bary main planing karni ho gi aur market main kam karein gay tab hi hum sucess hn gay aur hamain demo main practice kar k hi hum achi trade karien gay aur learning jitni karien gay is forum main bi trade kar skaty hain it is best job
                • #9 Collapse

                  Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                  yes dear agar humy forex ein kamyab hona hy to humy chahiye ky hum forex mein zayada sy zayada learning gain karen hum jitne zayada forex mein learning gain karny par focus den gy hum utna he zyada forex mein kamyab rahy gy kun ky forex mein kamyabe forex ki zayada learning sy he mumkin hy
                  • #10 Collapse

                    Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                    forex aik online karobar hain hamy is main confidence sy kam karna chahey per he hum is mai acha result hasil kar sakty hain agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy result be negative he hasil ho ga yai aik asa business hain jo hamy learning be dyta hain hamy market main trade lagany sy pahly is main stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ka safe grad hain
                    • #11 Collapse

                      Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                      ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy achi learning hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham achi earnig hasil kar sakty hain ham is man bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hai yai aik real job hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                        ji han dear learning bahut jyada jaruri hai Agar Ham Forex forum Mein learning Nahin Karenge To Hamen bahut jyada nuksan hoga Agar Ham bahut jyada mehnat se kam Karen Hamen Itni Jyada mehnat Karenge utani Jyada Hamen kamyabi Milegi Hamen chahie ki Ham bahut jyada mehnat se kam Karen Taki main bahut jyada kamyabi Hasil Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                          hamy learning gan kar ky kam karrna ho ga her he hum paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty maisy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamay loss ho jy ga hum is mai apny boss pa he hoty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam akr sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                            Asslam o alaikum dear members ji bilkul aapane theek kaha hai k forex mn Kam kerny or kamyabi hasil kerny k lea learning bht he zarori h q k learning sa hm apny trading k purpose mn ache tra kamyab ho sakty hn so hmen hmesha trade mn ahtiat kerni chaya. Forex mn kamyab hony k or b bht sa treky hn Jin pa Amal ker k hm na waqar roazgar hasil ker sakty hn or aik achy trader k tor pa hm samny aa sakty hn so hmen hmesha aik aitmad k sath he kaam kerna chaya isi mn he kamyabi h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: learning bohat zaroe hain forex main kam karny ky liey

                              Dear g han forex business ak learning he ha jo hm ziada se ziada learning kren ge bonus or point mele ge forex business me experience or knowledge k sath achi learning kren forex business me hmen bht ziada learning krne chaye jo khe hmare bonus or market me up greed krte ha es me hamen bht faida mele ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X