Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai
    A.o.a forex members apni loss wali trades check karen to us per loss pehly se kam hoga kiun k friday meri eik trade ziyada loss main thi but ab us per loss kam hai r umeed hai inshaAllah ye loss profit main change ho jay ga ye markete main gap ki waja se hota hai r profit wali trade bhi loss main ja sakti hai is liye soch samjh ker trade karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

    g han dear forex market aj he opaan hove hy humen chaia keh hum forex market par naazar rakhni chaia or humen chaia keh hum forex men tarding karty wakt lot ka kahsa kaahyka rkahan chaia tab he hum bahot he achi kamyabio hsaailn kaar saken gy jab hum forex men achi trah sy market ko analksyes nai kareen gy to hum kabahe bheh ahii kamyabio hasil naia kar4s saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

      bhai mery khayal main koi pair bhi gap sy shoro nh hovy is liay hmain preshan nh hona chahiay lakin kuch wait bhi kerna perta hy ager market ap ki trade ky sath ja rahi hy yani profit main a rahi hy to thora or wait ker lain ap ko acha profit mily ga lakin ap juld bazi main loss main koi trade close na karin
      • #4 Collapse

        Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

        wALAKUM slam ji han dost apne theek kaha markit ki har movement ek jesi nhi rehte our ye maslsal change hoti rehti hai is lye monday ko kisi pair main gap ki wajha se loss howa hai to trade close na karen balke kuch time sabar kar lian.
        • #5 Collapse

          Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

          g aj Market ka pehla day Hai r mere khyal men is waqt market ke movement ko smjhna kuch mushkil hi skta Hai qk isko stable hone men kuch waqt lg skta Hai is waqt to yahen umeed Hai keh woh apni movement ko jald set kr ke profit men askti hai
          • #6 Collapse

            Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

            Brother Aaj Monday hai Kyunki market aaj saturday aur Sunday ke bad Khuli Hai To isliye aaj market ki movement bhi acchi Hogi ho sakta hai ki jo trade Mari loss Mein ja rahi ho to woh profit Mein Bhi Ja sakti hai Kyunki Do Din market off hone ka gap raha hai to isliye Ham is Golden mauke se fayda Utha sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

              G han bhai jaan ap sawal acha hy hamin forex min trradi g ajj monsay hy aaj markewt open ho jay jo bhi hamri phechly week min jitni bhi tread loos min chal rahi ho dakta hy aaj market min whi hamri tread profot min aa saky is lia hamin fore xmin kosish karni cahye ka hum firex min apni loos min lagai hoi trrad ko kabhi bhi close nahin karna cahhe balie hamin forex min os tread ka profit min any ka baad hamin os ko close karna cahg2
              • #8 Collapse

                Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                bahut hi achy bat sahre ki hy apny aj mondey ka din hy aur pher markere gap sy open hi hoy hy koi koi pair so hamara to loss ziada loss main hi chala gia hy aur pher jis ka loss profit main agia hy wo iko close kar dien is cheeze sy unko kafi ziada fiada hoa hy so hamein chaye ky ham profit main trade ko close kar dien
                • #9 Collapse

                  Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                  g han agar pa ki trade loss mein thi aur agar wo gap mein open hoti ha aur ap ko priofit hota hai to wo p ko faeda de gi lekin us ke liye ap ko ye daikhna ho ga ke ap ko mehnat kitni kare gi ke ap ka wo profit nahi milna ap ko kyon ke wo jump pe liya gyua ho ga ur forum ya insta wale aese profit ko nahi mante wo ap ko profit nahi dain ge to smooth agar ho gi trading tyo hi ap ko faeda ho ga lekina agar aesa nahi ho ga to ap ko faeda nahi ho ga is liey acha kaam karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                    Aj kal tou her Monday ko jab market open hoti hai tou gap main hi zyada ter pairs main open hoti hai tou aesy main hamain Friday ko tamam trades close ker ky sona chahiay ky jab Monday ko market reopen ho tou ham market ky analysis ker ky current trend ky mutabiq trade open ker ky continue kerain ky ham bara loss sy bach sakain
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                      dear friend asa kabi kabhi hota hy gab markiet gap main opon hoty hy to hamary loss walyv trade bhi profet main opon ho gaty hain as leye hamesha asi trade karen go ap ko acha profet bhui day gay as keleye ap ko chhaye nmarket ko achi tarah analses karenj as main acha kam, karen aur tab hi as main ap bahtren earnin g hasel kar sakty hain yeh sab ap par depand karta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                        ji hun mondya humyshan akser pairs gap main start hoty han humari loss wali trades profit main aut profit wali loss main bhi open ho sakti han is liay khaha jata ha k ager hum na koi risky trade lagi ho tu humain usy friday ko hi close ker daina chahiay taky ager humain loss ho tu bht bara na ho tu bht ha tu koi bat nhi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                          G han brother agar market ka gap ap ki trades k favor main hota hay to phr zarur ap ko faida hoga aur ap ki trades jo loss main close hwi thi Friday ko to aj ya to woh profit main aa gai hon gi ya phr un ka loss kam ho geya hoga but agar gap opposite direction main hota hay to phr loss aur zayada barh geya hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                            G Han bilkul AP ki baat saheh Hy Trading main Kam krty howy AP ko chahy k dip Sy Kam krain take AP Kamyab ho skain AP ki mehnat AP ko Kamyab banati hy AP ko chahay k Dil sy Kam krain take AP Kamyab ho skain
                            🌼 Never Give Up 🌼
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aj monday hai markete main gap ki waja se loss wali trade profit main asakti hai

                              g han market k close rehny ki wja sy kch pairs mn gap aa jata h jb market close hoti h r ksi news ya ksi b waqia k wja sy gap creat hojta h to loss wli trade profit mn b ja skti h r profit wali trade loss mn b ja skti h r ksi wqt account wash b ho skty hen agr is tarah ka risk len gy to koshish krni chaiye k market closing py trades ko close kr liya kren jo k zyada safe b h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X