big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

    G han brother ap nay bahut achi bat ki hay agar kisi trader ko loss ho jaay to usay thora thora kar k small lot size k sath hi loss ko recover karnay ki koshish karni chaheay aur kabi bi zayada lot size use kar k ek hi trade say loss ko recover karnay ki koshish nai karni chaheay warna es tarah loss double ho jaay ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

      G bilkul forex trading main koi members asy v ha jinko jab loss hota ha tu wo lot size bari kardety Han us recovering krn k Lea lakin ASA krna SA una hmesha zyda loss hota ha kabi v recovery Ni hoti is Lea sub traders ki chaiya k hmesha loss ko recover krna k Lea best strategy k istmal kren
      • #18 Collapse

        Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

        Forex trading business mai lot size ka bohat important role hai. Traders ko lot size hamehsa apnay balance aur pair ya commodity kay spread kay mutabiq he rakhna chaiye. Agar kisi trade mai loss ho jaey tou usay recover kernay kay liye big lot size ki bajaey normal lot size say he kaam kerna chaiye kiyu kay pehlay say loss mai Janey waley account ko mazeed risk nahi daalna chaiye.
        • #19 Collapse

          Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

          Ji han aapane bilkul theek kaha Ham badi lot laga ke kabhi bhi apna Los recover nahin kar sakte balke loss recover karne ke liye hamen ek tu Laut chhoti lagani hogi dusra hamen aur jyada learning karni hogi jyada se jyada learning karke hi Ham apna loss recover kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

            ji han Agar hamara Bada volume lagaenge, aur hamen loss ho jaega to uska recover karna hamare liye bahut hi mushkil ho, jaega, uski vajah yah hai ki Jab Ham Bada volume lagate Hain to hamen lost Hota Hai vah hamara account wash kar deta hai yah hamen itna jyada ho jata hai ki Ham dobara utna volume nahin laga sakte Jab Ham volume nahin laga sakte farmers loss recover karne ke liye bahut jyada time Dena padega
            • #21 Collapse

              Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

              yes , agar humy trading mein loss ho jaye to humy chahiye ky hum preshan na ho aur care full trading kar ky apny loss ko recover karen , hum kbhi bhi loss ko big lot ky sath recover nahi kar sakty hain , kuch members ko jab trading mein loss hota hy to wo samjhty hain ky hum aur trading kar ky zyada lot use kar ky jald he apny loss ko recover kar sakty hain magar loss kbhi bhi jalde recover naho hota hy agar hum jalde karen gy to humy mazeed loss ho ga ...
              • #22 Collapse

                Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                big lot ka use Kar k loss aur hoga ji han dear jo forex mein is niyat ke sath big lot use karta hai k uska big lot use karne ki wajah se loss recover hoga to wah bahut bara bewakof Hai kyon ke Forex trading Mein big lot lagane se aur zyada nuksan hota hai Hamen koshish karni chahiye k Apna lot size kam se kam rakhna chahiye kyun k Jab Ham Apna lot kam se kam rakhenge to Ham loss recover kar sakte hain loss recover karne mein bhi Sabar ki zarurat Hoti Hai Sabar ke Bina Ham kabhi bhi loss reover nahin kar sakte Forex trading Mein jiske pass Jitna zyada sabar hai woh trader Kamyab hoga zyada Se zyada Sabar karna hamari kamyabi ke liye bahut zaruri hai Sabar karne wala member hi Forex trading Mein Kamyab trader banta hai jo Sabar karne ke sath apna lot size aur money management Ka khayal rakhte hue trading Karta Hai woh kyab hota hai money management Ka khyal rakhte hue trading karni chahiye kyun k money management hamare liye bahut zyada zaruri Hoti Hai Ham money management Karenge to Ham Kamyab honge Forex trading Mein money management ka role bahut zyada important hai Hamen money management ke sath hi trading karni chahiye kyun k money management se trading Karenge to Hamen kamyabi milegi Forex trading mein zyada Se zyada hardworking karne ke sath money management Ka khyal bhi rakhna chahie is hi wajah se Ham Kamyab hote Hain
                • #23 Collapse

                  Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                  Dears lot ko ziada use nhn karna chahiy balk is main ap ko yeah daikhna chahiy k market ki stretegy kia hay aur market forex ko kis side main move kar rahi hay means profit ziada ho raha hay k risk ziada invlove ho raha hay.is tah karny se ham loss se avoid kar sakty hain aur behtr business kar sakty hain aur apny kaam ko ahista ahista barha sakty hain thoray time k baad bhi....
                  • #24 Collapse

                    Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                    Big lot siz lga k ham apana loss ko cover nai kr sgty hy agr ham aoani trading ko acha ham krty hy agr ham sahi sahi hamnapni mhnat krty hy to ha sahi sahi hamnkam kry gy to ham kamyab ho sgty hy mhnat ham sahi sahi ham kary gy to us ki mhnat achi kry our sahi apni mhnat ko agy ly jayeour kamyab ho jaye is kam my
                    • #25 Collapse

                      Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                      Big lot size ke sat kam karne se loss nahe hota balke rong direction me kam karne se loss hota he.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.
                      • #26 Collapse

                        Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                        hun jub hum lalach se lot bari rakh ker trading kerty han tu is se humain loss ho jata ha aur is loss ko recover kerna bht mushkil ho jat aha q k jub loss hota ha tu tradrs main confusion barh jati ha tu phir jub hum koi trdae lagty ahn tu is se humain mazeed loss bhi ho sakta ha is liay humain is loss ko recover kerny k liay kum se kum lot se trdaing kerni chahiay.
                        • #27 Collapse

                          Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                          forex market Mein Jitna Bhi loss hota hai use proper plan Banakar hi recover Kiya Ja sakta hai agar Jyada alot lagakar ya fir jaldbaji se market Mein Apne loss ko recover Karenge to aur loss ho jaega fayda Nahin Hai market ki situation ko sambhal kar slow slow Apne loss ko recover karna chahie
                          • #28 Collapse

                            Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                            Pakistan Forex Mein Hamen chahie Ham lot size Ko itna Jyada use na Karen uski main reason kya hai Pakistan forex business Mein market ka level low bhi Hota hai high bhe Hota hai Agar market ka level high Ho To Agar Ham laut size lagayen gu To Hamen achcha sa Faida Hasil ho jaega Agar market ka level Low hy To Hamen is baat ki khyal Rakhna chahie ki Ham use Waqt lot size use na Karen To Hamen lose Nahin hoga isliye Hamen uss loss se save rahana chahie Tu Hi aasani Se Pakistan forex business Hamen kamyabi dega
                            • #29 Collapse

                              Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                              Is Forum per bahut Sare dost loss recover karne ke liye money management ko forget kar dete Hain Kyunki vah apni trading ko Jyada Se Jyada fastly profit mein Main change karna chahte hain To Hamen chahie ke Ham apni trading ko target ke hisab se chalayen Agar Ham target ko bhul Jaenge To Hamen loss ko face karna padega in result Ham lot size ko Jyada use Karenge Taki loss ko jaldi se jaldi recover kiya jaaye Lekin Hamen Hamesha towards the trend hi trade leni chahie aur support and resistance levels ko maintain karna chahie aur bullish trend Mein bullish trade Hi Le aur bearish trend mein sirf aur sirf sell ki trade ke bare mein soche.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                                assalamu alaikum ji all members forex business ki market mein agar kisi member ko Allah na Karen loss ho jata hai jyada loss ho jata hai usko cover Karen chhoti se chhoti ladki lekar kam Karen Allah per bharosa rakhe himmat na hare kamyabi ki taraf badhta jaaye koshish karta jaaye ek din jarur kamyab ho jaega aur loss say buche Jaye gaforex business bahut achcha business hai ismein jyada mehnat karni chahie Taki hamen achcha bonas aur kamyabi mile

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X