big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse
    dear start me jub traders trading kartay hain tu kam knowledge honay ki waja se un ko loss ho jata ha phir loss honay kay bad wo emotional ho jatay hain kay loss recover ho ga tu profit mile ga or wo loss recover karne kay liey wrong method ka use kartay hain or mazeed loss karwa letay hain
    dear ap ko samjna chahiey agr ap loss recover karne kay liey big lots ka use karay gay tu mazeed ap ka nuksaan ho ga 90% traders aisa karne se apna account wash karwa letay hain ap ko chahiey big lots use karne ki bajaey market ki learning par focus karay trading stop karke
    jub ap kay pass knowledge ajaey ga tu ap ko market me analysis karna ajaey ga tu waha par ap discipline kay sath money management kay zariey lots size ka use karke slowly slowly Apne loss ko safe and secure rehtay huey recover kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

    g friend ap na thek kaha hmain apna loss recover karnay k liay aik planing bnani chaiay aur ye baat mind ma rakhni chaiay k hm sara loss aik hi waqt main recover nhi kar saktay, is k liay hmain sabr k sath kam karna ho ga aur small lot k sath trading karna ho gi agr hm big lot k sath loss ko recover karnay ki koshish karain gay to hmara account b wash ho sakta ha q k market ki moment ka kuch pata nhi chalta agr wo hmari trade k opposite move kar jae to hmain nuksan ho ga
    • #3 Collapse

      Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

      New traders kam knowledge hony ki waja se boht emotional hoty hein kam loss ho jaye ya phr foran tension ly lety hein isi preshani mein big lot use krty hein jis se mazeed loss hony lgta hai agr us waqt ye preshan na hon aur sochny ki achi ability ho tu aisi mistake krny k bajaye trading stop kr dengy aur achy waqt ka intezar kr k loss ko recover krny ki koshish krein tu kamyab ho sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

        G han dear bilkul thek kaha hy pak forex business mein jitna zeyda ham lots ka use small kerte han utna hamain achi kamyabi bhe milty hy forex mein loss ko cover kerne kilye big lots ka use nahi kerna cheye kuin ke big lots ka use kerne se kabi bhe loss cover hone ke bejeye ulta zeyda loss ho jata hy es liye mehnat kerte rehne se ham kamyabi hasil ker sakty han
        • #5 Collapse

          Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

          G ager hum ko loss recover karna hya to hum ko iss kay liya planing karni chya na kay zada lot size use kar kay isskarya gay iss say hum ko itna kam loss ho ga. mya or zada loss kiya jay jasya hum kam lot size use
          • #6 Collapse

            Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

            hmesha lot size ko maintained rakhain big lot size sirf. r sirf loss deta h loss ko recover ni krta isi liay hmesha soch smjh k kam krain r lot size ko maintained rakhain tbhi ap kamyab hn gy r kuch gain ho sakta h apko ni to kuch bhi gain karna bgt mushkil ho sakta h ap k liay
            • #7 Collapse

              Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

              G han ap bilkul sahii keh rahy han keh ager hum big lot size rakhy ge to os sy hameen losse ko recover krna hota hy ager hum apne lose size k mayar ko brabe kre ge to hameen aik a6y treding kr sakeen ge aur jb hum aik a6y treding kre ge to hum ko aiik bahut a6a boniis hasil hoa
              • #8 Collapse

                Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                G dear brother ap n thk kaha hy k kuch log jaldi se zeada earning k chakr m hanesha lot size zeasa select krty hy aur aesa krny se un ko liss ho jata hy aur phr loss ko recover krny k chakr m zeada se zeada lot size select kiya jata hy to as se phr loss ho sakta hy to humy jaldi m zeada lot size nhn rakhna chahiya balky ahsta ahsta jo earning ho gi woh best ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                  Big rod ka use karna theek Nahin hota hai. Kyunki Jab aap Big Lot ka use karte hain to usse aapka Kaun Divas Ho Jata Hai Ram ka bahut bada nuksan hota hai. Isliye aapko Hamesha Sabra ke sath Aurat ke sath trading Karni chahie Hamesha Kanoon ke mutabik a lot size ka use karna chahie Taki aap acchi trading kar Saken aur kamyabi Hasil kar sake aur apni life ko Behtar kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                    Big lot use ker k ham khud hi loss lo dawat dety hain r aesa moatly new members kerty hain la knowledge na hony ki waja se bug lot use ker lety hain jis se unki trade profit main chalny k bajy trend k opposite chalti hai r unhy loss ho jata hai even k account bhi wash ho jata hai is liye big loy kabhi use na karen pwhly apny account balance ko dekhen usi k hisab se lot use ker k apny account ko safe rakhty huy trade karen
                    • #11 Collapse

                      Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                      G bhi ap Bikul theak k rhy hain kbi be loss hony k bad ye ni sochna chiey k Mujy to loss o gya a aur Ab is k jaldi se recover karny k liey Bari lot k sath dobra entry loo aur apna loss recover karoo is se ulta Ap ko dobara loss o skta a jb be ap loss o us k bad humy skoon se sochna chiey aur next trade achi tara study kr k karni chiey
                      • #12 Collapse

                        Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                        Big lot ka use kbi b na kren r revange trading to bilkul b na kren traders ko loss hota h to depression mn aa k bri lot sy trade open kr dty hen loss ko cover krny k chkr mn to r b zyada loss ho jata h is ka treeqa yeh h k loss ho jy to kbi b foran trade open na kren plan k mutabiq trading kren agr plan k teht trade open krny ka point ml jata h to open kr len jldi mn trade open na kren is sy loss zyada hony ka chance hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                          Aapane theek kaha hai agar Ham mehnat karenge to achcha kam karenge lekin Agar Ham bara volume lagayenge Ham greed karain ge to kamyabi hamare liye bahut hi mushkil ho jayegi isliye agar humne. Kamyab hona hai to hamen money management ko follow karna padega Agar Ham money management ke sath kam karenge to Ham Jis bhi system ko follow karenge at least Agar fail bhi Hota Hai to hamara account watch nahin hoga to Jab account watch nahin hoga to Ham account ko recover kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                            Big lots laganay sey ya tension se loss cover nahi hota hay tension mei aur loss hojata hay aur big lots se aur loss hojata hay hamesha loss recover planning sey hota hay small profit gain kartay aap loss ko cover kar jatay ho yahi best way hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: big lots ka use karke loss recover nehi kia ja sakta ha mazeed loss ho ga isse

                              g bilkul deatr ap ki bat bilkul thek hy dratr hum tab he apna loss recover kar sakty han jab hum apni har trade main lot saiz ka istaml many manege kar k karen gy apny acvcount balence ko dekh kar karen gy tu he hum pher is main apna loss recover kar paebn gy ager dear hum loss ko recove karny mainjald bazi karen gy tyu hunmen mazeed loss hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X