Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

    hun ager hum forex main kamiyabi k liay koi short cut laina chaein gy tu is se humain kamiyabi nhi mil sakti q k is se hum mazeed kamiyabi se dor hoty jain gy is liay humain ager kamiyab hona ha tu humain is main dheery dheery kamiyabi ka safer tay kerna ho ga ager hum is main raton rat ameer ban,nay k chaker main kam karein gy tu is se humain nakmai hi milay gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

      Han g Bhai Jan apki bat Sahi hai Forex main hamen kamaiyabi zruri milti hai lekin Karo s main kamaiyab hony k leay Thora time spend Karna parta hai isleay hamen Chaheay ky Forex main ziyada se ziyada time spend Karen aur Forex main Achi kamaiyabi hasil Kar saken ISI main hamara fax da hota hai
      • #18 Collapse

        Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

        hamy is main aik din main kamyba nahi mil sakti ham is main hard work or lagan sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha prifit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty han
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #19 Collapse

          Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

          G hn bilkul ap ny thk kaha ha hmen kmyabi ahista ahista milti ha isk lye apko kafi time lgta ha tb ja k ap ek achy trader bn skty ho is lye dil chota krny ki bjay mehnat py zor den phr ek din apko kmyabi zror mily ge
          • #20 Collapse

            Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

            kameyabi milti hai hmainham jab mehnat akrte hain to ham kameyab hote hain lekin ahr chjeez ka aik waqt hotaaur jab hmain qwo cheez time pe milti hai to hi ham kameyab hotyte hianis liye mehnat karna buhat hi zarori hai aur agar ham ne acha kaam karna hai to hi ham ne kameyab hona hai is liye jitan hio sake ach akaam karain achi learning karain
            • #21 Collapse

              Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

              agar hum kamyba hna chate haian to hamy pahly learning gain karne ho ge hamy aik time table banaa kar kam karna ho ga pher he hum paias kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
              • #22 Collapse

                Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

                G bilkol peyary bhai ap bilkol sahi keh rahy hai life maj koi bhe kam hu ahiata ahista huta hai jald bazi mai koi kam ni huta hai insan ko chhaeyai jo bhe kam karay bilkol frrsh hu ka karay jo kam ahista huga bilkol aram sakon say tu uska fida hia ak tu wo kam bhe acha huga dosra jb kam acha huta haj tu bandy ko us kam mai experience bhe ziada huta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

                  Thek kaha ap ne kamiyabi hame dheeray dheeray se he mil sakty ha koi bhi forex me aik din me ya aik haftay me kamiyab hua forex me aj tak jo bhi kamiyab hua ha is ne bohat mehnat ki hoty ha aur struggle ki hoty ha aur forex me apna maximum time spend kia hota ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

                    Han g dear ye bat sahi he ke ap koi bhi kam kerte hen to us me kamyabi foran nahi mil jati bulkeh time ke sath sath jese experience barhta jata he wese hi dheere dheere kamyabi milti jati he is lie ager start me kamyabi ni mil rhi to preshan na hon aur dil se kam kerte rahen inshaallah apko dheere dheere kamyabi milna start hojae gi
                    • #25 Collapse

                      Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

                      g han ager insan mehnat kerta ha to kamyabi zaror milti ha lakin boht mehnat or koshish ke bad dheerey dheerey kamyabi milti ha itni asani se nahi milti boht mehnat kerna perti ha forex ma bi ap jitni8 zyada mehnat keren ge utni zyada earning keren ge or utni hi zyada kamyabi bi mile gi mehnat boht zarori ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kamyabi hmein milegi lekin dheerey dheerey

                        Apne work ko continue Rakhna chahie koi bhi Kam Hai Jab use time Dete Hain Karte Rahte Hain To Uske bare mein samajh aa hi Jati Hai Forex trading business ko bhi time dete Rahenge ismein struggle karte rahenge daily basis per working Karenge to Iske bare mein bhi achcha knowledge Ban Jaega kamyabi mil Jayegi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X