Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

    g bilkul forex mein copy paste karny sy ap ka khud ka hi nuksan hota hai,ap ki post bhi delt ho skti hein.so hmein is mein copy paste sy avoid karna chahiye,balky hmein khud sy apny ideas share karny chahiye is sy hmein hi faida ho ga copy paste sy kxh faida nai hota ulta bonus bhi nai milta to bhtr hai k agr ap apna time is mein uze kr hi rahe hein to axhy sy krein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

      Agar Park Forex forum ki baat ki Jaaye to park Forex forum main aapko kabhi bhi Kisi Ka kam copy nahin karna chahie Kyunki Jab aap Kisi Ka kam. Copy karte ho to vah delete bhi ho jata hai aur aapki ID bhi Band Ho Jaati Hai Jiski vajah se aapka. Hi nuksan hota hai usko aapko kabhi bhi Aisi Koi Harkat Nahin Karni chahie Jiski vajah se aapki ID band ho.
      • #18 Collapse

        Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

        dear tanmam member koshsh karen k jab bhe posting karny laghen tu kisi member ki bhe post ya thread ko copy kar k apni posting ya threade main add na karey dear ager koi member asa karey ga tu os ka account banned kar dia jata hy is liyer dear koshsh karen jk khud sy postibng or thread karen tab he ap apny account ko save rakh kar is main kam kar sakty hanachi kamiyabi is sy hasil kar sakty han
        • #19 Collapse

          Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

          Dear forex mein copy paste karny sy humara account banned ho jaye ga aur hum kabhi bhi forex phir us account par kam nahi kar saken gy , aur agar humara account banned na bhi ho ta bhi humy bonus acha nahi mily ga jis sy hum forex sy phir earning hasil nahi kar saken gy ess liye hum agar forex mein ache earning gain karna chahty hain to humy chahiye ky hum forex mein apna kam karen kese ki copy paste nahi karen thanks
          • #20 Collapse

            Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

            Agar aap forum ki terms and conditions ko read karain to wahan par ye bat clearly likhi hue hue hai kay copy paste allow nahi agar koi forum member kisi ki posts copy karta hai to wo jan lay kay us ka account kisi bhi waqt ban ho sakta hai.
            • #21 Collapse

              Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

              Agar aap Pak Forex forum per kam karte hain. Aur agar aap Achcha bonus Hasil karna chahte hain to aapko kabhi bhi Kisi Ka kam. Copy nahin karna chahie Kyunki Aisa karne se aap ki id Band Ho Jaati Hai aur aapka account FIR band ho jata hai aur isase aapko Achcha Mal se Hasil Nahin hota hai jo aapko chahie kya? Aap apna kaam kiya Karen Taki aapko Achcha bonus bhi Hasil Hota Rahe aur aap apne account ko bhi safe Rakh sake.
              • #22 Collapse

                Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                g ha g forex main ham agr copy paste kary gy to ham achi earning hasil nh kar sakty hain ham jitni bh mhant say kam kary gy hamy otna hi faida hota hain forex ak best job hain agr ham copy paste kary gy to ham achi learning hasil kar sakty hain our ham jitni bh achi learning hasil kary gy ham otna hi acha bonus hasil kar sakty hain kisi bh threads ko copy ya paste kar ka ham loss main ja sakty hain our na hi ham achi earning hasil kar sakty hain
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                  Agar hum forex trading me copy pasting karengy tou us sey humara account block hojaega isliye humein copy paste nahe karna chahiyea or apne mind sey kam karney ki koshis karni chahiye phir he humain acha profit milyga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                    Acha tu mery bhai yai jo kuch log copy paste kardety hai ak dosro ki post tu es say unko kuch hasil ni huta unka account baine hujta hy unkoo chaheyao ka wo mahnt karay aesy copy paste ka chakr mai na jae aesy account apna baine na krwae khud mahnt kray aur achy say kam karay gay tu achi earnig kar sakay gay insha Allah
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                      Pak forex business men work karty hwe agr ham Copy paste karein Gy Tu Hamra account ban ho jay Ga Hamein Chahhye ham Copy paste say bachein aor Khud Apni Mehant Say Hi Pak FOREX trading business men Work karein Tab Hi Good profit asaani sy hasil ho jae ga pak Forex trading business bhot acha business hy yahan ham Ko Chahye ham Khoob mehnat Se Hi Achi Kamyabi kalye Achii learning Say Hi Hardworking karrin Tab Hi Good Success asaani Sy Hi Hasil ho jae Gi Pakistan Forex Mein ham copy paste Na karein Warna hamra account permanently closed ho jae Ga
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                        Brother forum per succeasful run kerna hai to copy paste k bary main sochiye ga bhi nahi ager ham copy paste kerty hain to forum per apka account foran se banned ker diya jata hai r ham mazeed phir is main stay nahi ker sakty is liye dear copy paste na karen balky Allah pak ne her insan ko akal di hai to isy use kerty huy forum per aesa work karen k yahan life time earn ker saken
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                          jo log forum mein posting copy kar kay kartay hain woh aik na aik din ppakratyy jatay hain aur banned kye jatay hain aur un ka bonus anay say rok jataaaA hai aur nakaaAaAm ho jaaaAtay hain is liye copy paste na karain aur is mein mehnat say kaaaAm kar kay earning kay baray mein sochen
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                            Asalamualaikum dear forex forum Mein kisi ki post ko copy ya paste krny sy Hamara account band ho skta Hai es leye aesa koi kaam na kreyin
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                              Dear forex members forex aik aysa bussiness ha k Ham agr kisi ki copy Karen ga to hamari posts delete ho jati hn or ham ko in mistakes ki waja sy zyada bonus nahe milta or hamra account b wash ho sakta ha is friends agar aap chahty hn k ap kamyab hon to kisi ki copy na karna
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex main copy aur paste krna sy kia hota hai kisii bhe mawad ko

                                Pakistan Forex forum ke Kuchh rules Hai Hamen UN rules ko follow karna chahiye Agar Ham Rules ko follow Nahin Karenge To Hamen Achcha bonus Nahin milega Pakistan Forex form per Ham copy pest nahin kar sakte Jab Ham copy pest Karenge to yah cheating activity Hogi isase Hamara account block ho sakta hai Hamen Achcha kam karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X