Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

    Bilkul forex market mein agar Best earning karna chahte hain to proper plan Banakar trading ki Jay lalchi Naukari market mein jo knowledge karta hai use problem hi banti hai movement Ko Mukammal koi bhi understand nahin kar sakta proper plan Banakar trading Karenge to best rahenge Soch Samajh Kar Apne risk ko manage Karke trading Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
      Friends ager ap ziyada earning or safe earning hasil karna chaty hain to apko chiye kay forex best amal ye kay kabhi bhi ziyada earning ka lalach apny minde main bilkul naa rakhyn kyun kay ager aysa karty hain to apko account bahi safe rehta hai or profit bhi hasil hota rehta hai so lalach say nachyn
      Lalas to Ek bade se bade Insan ko bhi Maar dalti Hai Ham Logon Ko chahie ki lalach kiye bagair kam Karen Forex ke upar Jahan Ham Logon Ko Lage ki Hamare liye munasib profit a Gaya Hai aukat Se Jyada profit Hai vahan Hamen trade ko close kar dena chahie
      • #18 Collapse

        Re: Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

        lalach se bachna achi strategy haiji han dear lalach se bachna hamare liye bahut zaruri hai kyun k Jab Ham trading mein lalach se bach kar trading Karte Hain to isse hamara bahut zyada fayda hota hai Hamen ek strategy bana kar lalach se dour rahna chahiye kyun k lalach se dour rahne se Hi Hamen kamyabi milti Hai lalach se hamara nuksan hota hai aur jab Ham lalach se dour rahte Hain to is se Hamen faida hota Hai trading mein Hamen kabhi bhi lalach nahin karni chahiye Jo trader lalach karega uska sirf loss hoga Forex trading mein zyada hard working Karne Wale trader ko kamyabi milti hai aur jo lalach Karta Hai uska nuksan hota hai isliye Hamen Apne kam mein lalach bilkul bhi nahin karni chahiye kyun k lalach se bahut zyada nuksan hota hai hardworking Karen hardworking karne se bahut zyada fayda hoga aur hardworking karna hamare liye bahut zaruri hota Hai strategy bana kar Hi Kam karna chahiye kyun k agar Ham strategy banate hain to Ham lalach nahin Karte jisse hamara fayda hota hai trading mein kamyabi ke liye zyada hardworking bahut zaruri hoti hai trader ko hamesha zyada hard working karni chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

          Han g bilkul sahi kaha apne.. Forex main lalach se bachne Chahiye.. Hame mehnat se kam karna q k mehnat me ji kamyabi hai
          • #20 Collapse

            Re: Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

            G dear apny slachi kaha lalach sy bachna chahy q ku lalach buri bala hy or lalach sy insan apna nuqsan kr bethta hy
            • #21 Collapse

              Re: Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

              Ji han Agar Ham lalach Karenge to kabhi bhi Ham Achcha profit nahin kar Sakenge Hamen chahie ki Ham Na Lage De bacche Agar Hamare Paas acchi stratigy Hogi To Ham Achcha kam kar Sakenge Hamen acchi planning ke sath hi trading Karni chahie.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Achi earning kay liye lalch say bachna he achi strategy hai..

                yes,dear yeh baat theek hay k agar ham lalch say bach saktay hain to ham market main bhi success hain aur agar koi aur bhi business kartay hain to ham har lihaaz say success hain laikin jink andar lalach jaisi bimaari aa jaty hay unk liye markeet main tikna bhi mushkil hay aur achi earning ka karna bhi na mumkin hay is liye aisay halaat say bachanya k liye hamko chaye k ham kam say kam lalach karain aur zaida say ziada achi earning karain yahi kamyaabi hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X