Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

    agar to kiis ne is ko apna futue bana liya hai to phir to us ko fikar karne ki zaroorat nahi honi chahiey buhat hi acha kaam ho ga aur buhat hi achi kameyabi ho sakti hai kyonke jab koi maksad hota ai to phir mehnat hoti hai aur agar koi maksad nahi hai to mehnat bhi nahi ho patai hai agar ap ko knowledge ho ga to ap pareshan nahi ho ge ap ko pata ho ga ke ye loss kyon hua hai ap usko theek karo ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

      Han g bilkul dear Forex ko hamen Kabhi bhi Nahin chorna chaheay chaheay hamen loss bhi q na ho aik na aik din ham Forex ko already samjh saken gy AUR jab ham Forex ko complete smjh gye Tu ham is main aasani sy Kam Kar sakty Hain AUR Forex main Achi kamai hasil Kar sakty Hain hamen Chaheay ky Forex main mehnat k sath kamyab Jon
      • #18 Collapse

        Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

        Loss Kisi bhi business Ka hissa Hota Hai Jab Ham trading ya koi bhi business Karte Hain To Hamen Jahan profit hota hai vahan loss bhi ho sakta hai Forex trading business Mein Hamen Agar nuksan Ho Raha Hai To Hamen Hamare Safai per focus karna hoga Hamen dekhna Hoga Ki Ham kahan galti kar rahe hain Hamen acchi planning ke sath acchi trading karte hue Achcha profit karna hoga
        • #19 Collapse

          Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

          G han dear ap ko chae ke ap.lage rhe hen chae loss hu ya profit apko nh chorna chae es jesi asaan online business ko q ko ap es ko part time men mukamal kr sakte hen ...ap khud pe sawar na kren esko relax hukr kren ap kaam aur tajrbat hasil kren...
          • #20 Collapse

            Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

            agar Ham forex trading karte hain aur usmein hamara loss Ho jata hai to hamen usko chhodana nahin chahie kyunki koi bhi karo baar Ho usmein loss aur profit hota hai aur trading bhi bilkul ISI tarah hai isiliye hamen forex trading mein loss hota hai ya profit hota hai hamen ise nahin chhodana chahie balke ismein aur mehnat karni chahie Taki aaj hamara loss hua hai to cal hamen profit ho aur agar Ham ismein mehnat karte rahenge to ek din jarur kamyab Ho jaenge.
            • #21 Collapse

              Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

              Salam all forex member han g ap ki baat tk h my ap ki baat sy agre karta ho hm ko forex kbi b ni churna chahiyy chahy hm ko loss hi ku na ho kuk kamiyabi k liy hm ko start my bht c mushklat ka samna karna hta ha r hmy in sb ko face karna hta h hmy loss sy ghbrana nahi chahiy r na apni himat torni chahiy hmy apni himat mazed strong kar k strugel karni chahiy r again ase koi mistake na akry jis sy loss ho hmy kamiyabi k liy achy profit k liy bht zada mhynat kar k experience hasal karna chahiy
              • #22 Collapse

                Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

                Bilkul apni working ko continue Rakhna chahie ya chhodana nahin chahie Forex bahut hi best business a is Mein Jitna Jyada kam Karte Jaenge pahle loss hoga aaj tak Aisa Hi samajh aati hai koi bhi kam hai use join Karte Hain Uske bare mein knowledge slow slow hi banta hai Fox maybe working Karte Rahe Rasta Rasta Achcha knowledge or experience Ban Jaega time dete Rahen kamyabi mil Jayegi
                • #23 Collapse

                  Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

                  Ge bilkul hum ko Pak Forex me mehnat Kari takhna chahye es ko kabhe bhe nahen chorna chahye chahye hum ko es me loss ae ya profit ae es me mehnat karte rehna chahye to hum ek din Acha trader BN sakte Hain or zeyada profit hasil kr sakte Hain es business se
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

                    Forex ko chorna bht bari bewaqufi hai.. Forex se hame bht faida milta hai jahan itna profit lete hain wahan thora bht loss b sahi.. Hame himmat nhi harni Chahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex ko na Chorian Chahye Loss Ho Ya Profit

                      Ji han Hamen Bharat trading co Nahin chhodana chahie Bharat trading business Ek bahut Achcha business hai agar Hamen start Mein loss ho raha hai to bhi Hamen Forex trading business Ko Nahin chhodana chahie Forex trading business Ek bahut hi Achcha profitable business hai Ham is business Mein mehnat Karke acchi earning kar sakte hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X