Forex Main Money Se Zaida Trader Ki Strategy Important Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex trading main money be bohat he importent hain or kiyoo agar app k account main money nahee hogy tu app trading kisi karogy to money si ziyda zaroree hain forex trading main trader ke experience hot startegy be bohat he zaroree hain . agar app k pass ek achi stretegy hain tu app ek acha profit earn kar sakty ho
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Well I think both are important in forex trading, if we do not have money we cannot do trading and if we do not have a good strategy we would lose our capital in our trading quite easilg, so both are important for me in this manner as we cannot survive without either of them in forex trading.
      • #93 Collapse

        rizwan sir aap ne bilkul thek baat kahe hai k invest se ziada aik acahy trader kii startegy us k leay importnat hote hai aur main trading k leay jis amal ko apni best aur helpful strategy kehte hun wo hai RSI ko chek kar k trade karna aur dosra stop loss ka aur take profit ka use karna
        • #94 Collapse

          Yes Dear mein aap ki baat se agree kerta ho k investment kafi zarori hai per hum investment kiye bina he bonus k through trade ker sakte hai is leye is hisab se strategy bohat he zaida zarori hai kiw k jab tak aap k pass koi achi strategy na ho or na he aap is business ko samjhte ho tab tak aap yaha se kuch earn nai ker sakte hai.
          :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
          :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
          • #95 Collapse

            i am agree with that if a trader is about to invest in forex trading then first thing he has to do that is strategy and without strategy investing money is not good and a good trader always first makes planning and then he start investing with forex trading so we can say that before we trade and we decide to invest with forex trading then we need first planning
             
            • #96 Collapse

              han jee bilkul theek bat ki hay ap nay kay Forex main planning bohot zarori hay.Forex main ham jitna marzi invest ker len ham tab tak kamyab nahi ho saktay jab tak ham tradting strategy nahi bnaty.so tarde karnay say pahlay planning zarori hay.
              • #97 Collapse

                Mere bahi ager koi trader aik achi strategy say trade kerta hai to wo kabhi bhi loss nahi kerta wo hamesha profit he kerta hai.Forex trading business mein aik achi strategy say hum aik acha profit earn ker sakte hai.
                • #98 Collapse

                  salam my dear brother ap ka sawal bohot acha hai our mare kheyal main ap ne jo bat ki main us se agree hn zada invesment se ham zada profit kama saktey hain hai our us k liye ap ko to ek market ka analysis karna bohot zarori hai our ap ko right time ka pata hona chahiye k kab trading hight ho sakti hai mere kheyal main 11.00 se 12.00 k darmiyan trading high hoti hai
                  • #99 Collapse

                    Dear mare khiyal me dono hi important ha in dono ka hi hona zarori ha but app ky pass ak achi strategy ha tu ap kam time me forex trading business me success hasel kar sakhte ho mare dost lakin hume dono ko hi gain karna chaye mare dost.
                    • #100 Collapse

                      Jee han forex may strategy ki bohat ahmeyet ha kio is baghair trading may bhat si mushkilat asakti hain or us ka invest kia hua paisa doob bhi sakta ha.
                      • #101 Collapse

                        forex main strategy important role ada krty ha agr ap is ko smjh jain to bht faida hasil kr skty hain. agr ap k pass itna knowelde ha to ap ko zida invest ki zarorat nhi ho gi km sy hi ap bht kuch ern kr skty hain.
                        • #102 Collapse

                          Is baat main to doubt he nhe. Bnda jitna marzi invest kray agar usk pas koi plan he strategy he ni to wo to faida ni utha skta. Sb se pehlay bnda strategy bnata hai plan bnata hai keh kesay kamana hai aur kesay nuksan se bachna hai usk bad he wo kamyab ho skta hai warna invest krnay ka koi faida ni.
                          • #103 Collapse

                            Yes dear, main aap say agree karta hoo, Zahar si baat hay agr aap kay pass koi achi strategy hay to aap thori amount say bi zyada earn kar skty hain . Demo account aik best source hay jaha aap apni strategy ko bana skty hain aur un mian changes kar skty hain .
                            • #104 Collapse

                              han bilkul bohot ziada bonus honay kay bawajood agar luck ney sath na dia to bonus doob sakta hai.Magar luck par depend reh kar har kam nahe kia ja sakta balkay aik acha plan ya koi acha tarz.e.amal apko kamyab banany mai bohot aham kirdaar ada kar sakta hai.Lehaza qismat par yaqeen rakhna munasib hai magar is k sath sath aik achay plan kay sath kaam krna bohot zruri hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                ji han strategy bana lene se or strategy ke sath kaam karne se he insaan kamyab hota hai is business me jab tak hum mehnat se practice kar ke kaamyab nahi ho paty tab tak hum is business me perfect nahi ho pate hain jitna ho sake hum ko strategies ki help se apni trading perfect banani chahiye .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X