Forex Main Money Se Zaida Trader Ki Strategy Important Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes brother aapne blkl thek kaha kyu ki agar hamari strategy thek nahin hogi to hum trade thek se nai karenge or eventually hum loss men ja sakte hain is liye hume apni strategy banane ke skill ko strong karna chaiye...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
      Jaisa ky hum janty hain Forex mai investment kafi zarori hai lekin us se zaida trader ki strategy important hoti hai jo woh base banata hai jab strategy k kis tarha Forex mai kamyabi or kis tarha Nuqsan se bacha jaey tu Investment se zaida Strategy important ho jati hai.Acha trader humesha achi strategy ko banata hai jis se woh thori b investment karta hai tu us ki base pay woh kamyabi hasil kar sakta hai
      Ap Tamam mebers ki achi opinion zarori hai jis ki madad se har newbie and old trader es thread se aik acha sabaq hasil kar skaay.
      ;):cool:;)
      i think yes ,the strategy is the more important then the money if you will do the trade in the forex with the good strategy then friend you will and you can earn the good amount rather then otherwise the knowledge is important but the strategy is more important
         
      • #78 Collapse

        Trading karty hoye Money or Strategy apni apni jaga important hai ku kai agr kisi achy trader kai pass passy nahi ho gai to vo apni limit balance sai kasay achi strategy bana sakta hai iss liye trading mai Money or Strategy ki apni apni improtant hai.
        :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
        • #79 Collapse

          jee janab bilkul forex trading business main ap ki investment say ziada important ap ki strategy ziada kam aati hai kun k jitna ziada ap ka experience ho ga utni ziada ap money earning kr skty hian.
          • #80 Collapse

            g bikul forexa k bht risky trding site ah js ma p ko easily loss hosakta ha forex am money sa zarure strategy ha agra p ki strategy ache ho ge to ap easily earn krs akty hyn.
            • #81 Collapse

              ji ha bilkul aap ko forex per investment say pahle aap ko pahle koi earning ka tariqar banana chahiye phir us ke bad aap ko pasay invest kerna chahiye agar aap asay hi invesment karo ge to aap ka nuqsan ho sakta hay is lye pahle aap ko demo account per tariqaqar banana chahiye phir aap ko pasay invest karne chahiye.
              • #82 Collapse

                yes i agree whit u . agar forex trading main app k pass kinta be bara account kiyoo nahee ho . agar app ko forex trading main knowledge or experience nahee hain tu app koch be nahee kama sakty ho .or agar app k pass ek chota account hain or app ko forex trading main experience ho tu app ek acha profit bana sakty ho
                   
                • #83 Collapse

                  yes, i also think that. which trader trade in main money and he loss that it strategy for him. so, after invest main money well trading with demo practices on forex broker. and main money loss possibility
                  • #84 Collapse

                    ye bhot zrori hai k hame k agar hamari strategy mazboot hai to hum bhot kam investment say bhot zyada profit hasil kar satay hain so hame is cheez ki tension nahi leni chahye k hamari investment kam hai.
                    • #85 Collapse

                      Jee haan aap ne thek kaha. Agar hamari strategy achi ho to hum choti si amount se bhi acha profit kama saktay hain. Jin logon ke pass acha plan nahi hota wo apnay zayada capital ko bhi achi tarah use nahi kar patay. Aik na aik din loss kar kar ke un ka sara balance khatam ho jata hai aur sab kuch khatam ho jata hai.
                      • #86 Collapse

                        g haan.strategy boohat important hai achi earning karny kay liey.agar aap kay pass achi or winning strategy hai to aap zyaada kamma sakty hain.forex market main kaam karna easy hai or agar hum learn karny kay baad is main kaam karty hain to hum is business main apna career bana sakty hain.
                        • #87 Collapse

                          han g bilkul yeh bat apki kafi had tak sahi hey aur forex main waqqai agar hamarey pas achi strategy hey to phir hum forex se achi trha se earning kar saktey hain aur apni money ko double trouble kar saktey hain.
                           
                          • #88 Collapse

                            g bilkul kyon ke forex markeet mein learning aur experience buht hi aham cheezain hain jis ke pass jitna zeyada knowledge ho ga wo utni achi strategy bnae ga aur achi trading kare ga us ke loss ke chances km hoon ge
                            • #89 Collapse

                              yes dear i am agree to your view point an d i also think that we all should try our best to gain more and more profit from forex trading and i think that we all should try our best to make a successful stretegy to gain money from forex and to become a good trader in forex trading buisness
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: rameez12345 پيغام ديکھيے
                                Jee haan , bilkul, main aapki is baat se hundred percent agree karonga k forex main trader k liye money se ziada zaroori cheez hoti hai uski market strategy. Believe me market strategy is the key to success.
                                that is the right that the important thing in the forex not the money it is the strategy if you will do the work in the forex with the good strategy then it is the more good then the money so i think you should invest small money but with the good strategy
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X