Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.
    Dear friends hum sab ko chahaye k hum forex pakistan mein jab bhi apna kaam karein tu koshish karein k wahan par zyada shoor sharaba na ho aur wahan par hum ko beth k kaam karna chahaye jahan par pur sakoon mahool ho es tarha hum es forum mein acha aur best kaam kar sakein gey aur es forum mein agey bhar sakein gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

    Pur sakoon mahol mei he trading achi hoti hay hamesha chahay aap ney forum pe kaam karna hay ya forex ko time dena hay bhtreen trading kay liye pur sakoon ho kar kaam karnay ki bahtreen value hay aap ko chahiye achi trading aap relax ho kar he karain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: imranshaah پيغام ديکھيے
      Dear friends hum sab ko chahaye k hum forex pakistan mein jab bhi apna kaam karein tu koshish karein k wahan par zyada shoor sharaba na ho aur wahan par hum ko beth k kaam karna chahaye jahan par pur sakoon mahool ho es tarha hum es forum mein acha aur best kaam kar sakein gey aur es forum mein agey bhar sakein gey.
      Agar Ham forex ka kam sakun maholmain karenge to tab hi Ham is profit gain kar sakenge jab bhi Koi trader fresh mind hokar kam karta hai tab hi vah is business se kuchh nahin kar pata hai agar aap fresh mind hokar Kam nahin karte Hain to tab aap kabhi bhi ismein successful nahin ho sakte hain isliye jaruri hai ki aap use waqt kam Karen jab aapko bilkul hi Pur Schoon hon
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

        G thek kaha.. Forex m posting hamen pur sakon mahol m beth k karni chahiye.. Ta keh ham apna knowledge achy sy deliver kr sken.. Jis ka reader ko faida b ho.. Shor m hmara mind distrect ho ga or ham apna 100% delever nhe kar sken gy..
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

          G han brother ap thek kah rahay hain hamain trading k doran aisay mahol main rehna chaheay jis main hamain koi disturbance na ho aur ham sakon k sath kam kar sakain aur sara focus market k analysis par kar sakain q kah es tarah ham achi achi trades open kar sakain gay jis say hamain achi earning hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

            G dear ap n thk kaha k hum jb bhi forex p kam kry to humy pursakoon mahool m baith kr aur fresh mind k sath kam krna chahiya jb hum aesa kry gy to huny zaroor achi learning ho gi aur as k sath sath hanari earning bhi achi ho gi to kbhi bhi ghabeana nhn chahiya
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

              Ge dear forex forum main Kam Karny Kay achi invorment bohat zurari hai kion ka is ap ke sari tawaja apnay Kam ke taraf ho ke or AP pur sukan ho Kar Kam Kary gay jis sc best result meet Kar saky ga.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                G ha bilkul thek kaha hy apny, forex mn hamien work persakoon mahool mn karna chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy aur pher ham is mn ik achy earning bhi to kar sakty hn so hamein chaye ky ham quality work karein aur pher is mn ik achy earning bhi karien
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                  bilkul agar ham ache mahol mein kaam karani ge to hmain acha feel ho ga ham acha kaam kar saken ge aur ham quality pe focus de skaen is liye agar ham aik time set kar lain pir us time aur koi kaam na krain to phir ye buhat best ho ga ke us time ham disturbe nahi hobn ge aur am apna kaam kar saken ge uis liye acha kaaam karneke liye sakoon buhat hi zarorui hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                    G han apki baat theak hy forex mn hamen kam pursakon mahol mn beath ky karna chiy hamara kam acha hoga hamen posting karty wakht bhi pur sakoon mahol mn beathna chiy ham sy posting achi hogi aur hamen trading karty wakt bhi pursakon mahol ka entkhab karna chiy taky ham achi trading kar saken aur achi earning kar saken.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                      ji han aapki baat bilkul theek hai Hamen forex form Mein kam karte hue post sakoon mahool mein baithkar posting karni chahie kyunki Agar Ham acche mahool Mein baithkar kam Karenge to Ham acche mind ke sath achcha kam kar sakenge aur jab Ham achcha kam Karenge tu hmhara bonus bhi achcha aaega
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                        ham sab ko hamesha Forex mein itihaas ke sath aur sabra ke sath kam karna chahie kyunki jab tak ham Forex mein subah ke sath aur hidayat ke sath Kam Nahin karenge tab tak hamen kamyabi hasil Nahin hogi aur na hi ham success hasil kar payenge isliye ham sab ko chahie ki ham sab hamesha acchi Tarah se hardworking Kiya Karen aur acchi Tarah se Dil lagakar Forex mein kam Kiya Karen taki ham kamyab ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                          G bhai apki baat 100% drust hai keh hum ko forex ka work pur sakoon mahool main baith kr krna chahiye taky hamara kaam quality per ho saky dosra hamara kaam jald complete hota hai jab jum pusakoon jaga per beth ker kaam krty hain. to ye dono sharait lazmi dhayan mein rakh ker k kaam kiya karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                            Agar aap Forex Mein kaam karte hain to aapko chahie kya aap acchi Tarah Se Dil Laga kar Forex Mein kam Kiya Karen aur acchi Tarah Se hardworking Kiya Karen Taki aap apna knowledge bhi increase kar sake aur Apna experience we increase kar sake to aapko Hamesha sakoon Ke Sath Hai Forex Mein kam karna chahie aur acchi Tarah Se hardworking Karte Rahana chahie aur demo account per practice Karte Rahana chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein kaam humein pur sakoon mahool mein beth k karna chahaye.

                              hun chahay hum posting ker rahy hon ya trading ker rahy hon tu humain chahaiy k hum comfotable mahool main kam karein aur fresh minded ho k kam karein jis ka result bht acha ata ha aur ager hum disterbance main kam kery han tu is se humara akm acha nhi ho sakta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X