greediness sa loss k chances ziada hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: greediness sa loss k chances ziada hotay hain

    G Han dost greed is a curs. Lalch aik buri bala h. Hmain is se avoid krna chahiay q k lalch hmaray profit ki dushman h. Hmain Forex main soch smjh kr zror trade krni chahiay lekin lalch nhi krni chahiay. Aksar hmari trade profit main hoti h or hm lalach ki wja se ziada profit k chakr main trade close nhi krtay jis ki wja se market change ho jati h or hmari trade loss main chli jati h or hm hath hi maltay rehtay hn. Is lia friends lalach se avoid krain or achi trade krain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: greediness sa loss k chances ziada hotay hain

      Ji han aapane Sahi kaha hai agar Ham lalach Karenge To Hamen nuksan hone ke chances jyada ho Jaate hain lekin kabhi kbar hamen Achcha profit bhi ho jata hai lekin vah achha profit Kabhi kbar hota hai agar Ham long term profit Hasil karna chahte hain To Hamen parks trading Mein planning karna Hogi Jitna Achcha plan Karenge utna Achcha profit Hasil kar Sakenge
      • #18 Collapse

        Re: greediness sa loss k chances ziada hotay hain

        Ge bilkul Jo lalch krte Hain wo hmesha loss uthate Hain q k lalch krne wale log knowledge hasil nahen krte na he wo Demo account par sekhte Hain agr sekh bhe lete Hain to lalch me as KR lot size bara lga dete Hain or account me bulance Kam hota Hy to wo apna account wash kra bethte Hain es lye trade open krte waqt lalch bilkul bhe nahen krni chahye Bal k save we Kam Lena chahie
        • #19 Collapse

          Re: greediness sa loss k chances ziada hotay hain

          Is Baat Mein Koi shak Nahin Hai Ke lalach Buri Bala hai, isliye aapko kabhi bhi lalach nahin Karni chahie jo aapko chahie ki aap Hamesha Himmat ke sath aur confidence ke sath kam Karte Rahe aur Hamesha mehnat se kam Kiya Karen Kyunki aap Jitna Jyada mehnat se kam Karoge aap ko utna. Hi jyada fayda Hoga aur aap ko utani hi acchi earning Hogi
          • #20 Collapse

            Re: greediness sa loss k chances ziada hotay hain

            Je lalach ma nuksan k chances barh jaty hai jsy he ham profit double karny ka sochty hai kuch dair bad hasil karda profit b hamary hath sy nikal jata hai, trading sy pehle ik profit margin zehan ma rakh lyn or usk hasil hony py trade sy out hona he behtar hai
            • #21 Collapse

              Re: greediness sa loss k chances ziada hotay hain

              g han dear humko lalach se loss hota ahi to humko chahye k hum lalch ko chor kar is par buht mhnt se kam karen ta k humko nakami na ho or agar humko forex mn kamaybi chahye to humko is mn buht mhnt karni hogi mhnt se hi forex mn kamaybi milti hai ... Ji han dear forex forum buht hi best business hai among all businesses in the world humko chahye hum us mn buht zada mehnat kar k kamaybi hasil kar len keun k kamaybi k liye forex mn buht zada mehnat krna buht zaruri hai forex trading mn humko chahye k hum full motivation k sath kam karen ta k hummko kamaybi hi ho agar humko forex mn buht zada success chahye to humy us mn buht zada hoosh k sath kam krna hoga bins mhnt k kuch bhi nhi milta hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: greediness sa loss k chances ziada hotay hain

                Han jee bilkul apki baat se main sehmat Hun k lalach bhot buri bala ha jo apko loss dati ha is liye apko soch smjh kr or dihaan se trade krna chahiye or sb se zruri ha k apko sabar krna pry ga lalach nai aram aram se hi pr ap profit ly skty

                اب آن لائن

                Working...
                X