Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?
    Dear friends forex trading men wesay tu seniors k pass acha knowledge aur experience hota hey aur woh achi trading kar letey hen lekin practice se banda perfect trader banta hey aur seniors ko bhi daily demo zaroor use karna chahiay aur apni new strategy ko pahlay demo pe improve karen tu real men jaldi kamyabi mil sakti hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

    M dear friend agar ap ko full experience hai to ap demo use na krain agar ap ko experience nai hai to phir demo Ka use karain w kh yay apnkay layay faida mand hai aur ap is ko Achi Tarah say chalain agar ap nay kamyaab huna hai to ap ko chayay bus mehnat karana hai agar ap nay mehnat Kar Kay kaam Kar Lia to ap kamyaab Hain ap Kay muqably Ka koi nai hai bus ap mehnat Karo us Kay baad Kamyab ho jao gay
    • #3 Collapse

      Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

      ji han bilkul senior members bhi demo account ka use karte hain kyunki Forex trading ek aisa business hai jismein hamare pass jitna bhi achcha experience hoga Ham utani acchi trading kar sakenge isiliye Hamen achcha experience Hasil karne ke liye demo account ka use karna chahie aur achcha experience Hasil kar lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

        Jiii jiii dear apkiii baat sahii haii kt kiaa hmaary seniors ko demi account usee jrnaa chahiyee..dear jb seniirs hmarii jghaa p thy hmary waly door mainnthy forex main jiasy ab hum uss time unhon ny bhe demo account usee kiaa thaa aur achii trhaa sy kiaa thaa unhin ny uss sy achaa learn aur achaa tajarbaa hasill kiyaa thaa jiss kaa unhain aj bhee bhot faidaa hoo rhaa haii
        • #5 Collapse

          Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

          G han dear kiyu nhi ager senior bhi kam kartye hain demo pay tu un ka bhi kafi faida ho jata hai na es mai kiyu kay ap nay es mai kam ka test zaroor karna hai apni stergty ko chek kar kay he apna kam jari rakhain aur ap es mai faidaye laitye rhain tu senior kaliye bhi zaroori hai na demo pay kam karna
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

            Of course dear friend senior ko bhi demo account use kran cahiey senior cahiey jitna bhi expert treader Kiun na ho us ky pas Pak Forex treading ky related phir bhi ziada information nh hoti hain jitna bhi hum demo mn practice kren gy tu hamary successful hony ky chances bhi ziyada hon gy hum ko chahiye ky Pak Forex treading mn mahnat sy Kam Karen achy experience aur knowledge ky sath Kam Karen lalach na Karen
            • #7 Collapse

              Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

              Forex business mein achi kamyabi senior joiner ko dekhne se nahi balke jo member expert or experience yafata hote han sirf wo Acha kama sakty han es liye pareshan hone ke zrorat nahi hy balke kam Kerne se hi achi success milti hy khud ko kam Kerne wala banye ge to kamyab bhe hon saky ge
              • #8 Collapse

                Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                Demo trading accounts aur practices junior aur seniors dono types kay traders kay liye he yaksaa faida mand hain. Demo trading mai traders apni strategies ko check ker saktay hain aur real trading say pehlay unhain demo mai apply ker kay unhain verify ker saktay hain. Iss liye demo say junior kay saath saath senior traders ko bhi aik jaisa izafa he hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                  dear friend seneor kleye bhi practes karna lazmi hy as leye hamesha new strastgy aur analeses ko demo par practes karty rahen aur demo parpractes karny say ap ka knowlldge kam nahi hota bal k ap ka knowlldge bharta hy as leye koshesh jkaren hanmesha achi earning karen aur demo pr practes karty rahen yeh ap ki kameyabi hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                    bilkul dear demo use karna koi wastage of time nhi bl k is sa apko trading ki achi parctice milti rehti ha is liay senior members ko b is par regular kam karna chaiay ta k real trade ma un ko acha faida ho aur un k experience ma mazeed izafa hota rahay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                      hmy apny expeirece ko best banny ky liye demo acount maai kam karrna chaey pher he hum learning or earning gain kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part itme be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kari sakaty hain hum is mai out off cost account bana kar be asane sy km kar sakty hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                        demo main hamy 1 saal tak dail 2 yai 3 ganthy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham is main apny boss ap hi hoty hain yai aika sa business hain jis main hamara koi be boss nahi hota yai ak king business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                          g han demo pe to har kisi ko kaam karna chahiey agar ham acha kaam karain ge to hi hmain achi earning mile gi iske liy hmanmehnat ki zaroorta hai agar ham mehnat karain gelearn karain ge demo pe kaam karain ge to hi ham kameyab ho saktehain aur tab hi hmainearning ho sakti hai experience key hai market ki to ye hmian demo se hi mie ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                            Je han bhai jaan jis tarha jonior members forex main kamyab hona hona chahte Hain or wo bhe demo account par Ziyada say Ziyada mehnat kartey hain isi tarha seniors bhe kamyab hona chahte Hain unko bhe chahie k wo bhe demo account par Ziyada say Ziyada mehnat kar k kamyab treader ban jain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya seniors ko bhi demo account use karna chahiay?

                              seniors ki bhi demo account use karna chaiye senior Ko bhi demo account use karna chahiye kyun k seniors demo account jab tak use nahin Karenge unke pass experience nahin aayega aur jo most senior Hain woh demo account pahle use karte hain aur wah trading ka experience hasil karne ke liye bahut zyada practice karte hain jis ki wajah se unka bahut zyada fayda hota hai aur wah apne juniors ko bhi demo account use karne ka kahte Hain demo account per practice karne se Hamen bahut zyada fayda hota hai Hamen demo account zyada se zyada use karna chahiye kyun k demo account hamari practice ke liye Hi Diya gaya hai demo account ko use kar ke Ham trading ka experience hasil kar sakte hain aur trading ke bare mein bahut zyada detail mil jati Hain demo account hamare liye bahut zaruri hai is se Hamen bahut zyada fayda hota hai demo account per Ham experience hasil karne ke liye trading karte hain aur is real account per trading karne mein hamare pass pahle se Hi experience hota hai demo account per trading karne ka jis ki wajah se Hamen koi problem nahin hoti trading karne mein real account per

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X