waqt ki kadr kro kamyab ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

    Hum ko waqt ka kahyal rakhna lazmi hai kiok agr hum Forex mein waqt ka kahyal Nahin karain gay tu hum Forex mein kaamyaab Nahin ho saktay Forex mein har kaam waqt par Karna ho ga hum waqt par posting kartay han tu hi Pak Forex forum se bonus hasil Kar saktay han aur Forex mein kaamyaab ho saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

      Waqt ki qadar jo nahi karta hai wo kabhi kamiyaab ho nahi Pata hai or forex wo business hai Sara ka Sara waqt pe depend karta hai. Agar trading session nikal ho jo trade Jan rahi thi or waqt pe wo trade nahi ki wo waqt nikal jata hai trade b hath se nikal jati hai. Waqt ki bohut ahmiyat hoti hai
      • #18 Collapse

        Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

        G bilkul dear hamen chaheay ky Forex main waqt ki qadar Karen waqt jab aik bar waqt hath sy Nikal jata hai Tu phir Kabhi hath Nahi. Ata hai Isle hamn chaheay k abhi hamara Pas Acha waqt hai time hai hamen Forex main Acha Kam Karna Chaheay waqt ki zaya nahin Karna Chaheay
        • #19 Collapse

          Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

          G bilkol guzra waqt phr kabhi waps nahi ata es leye hume chae k hum waqt ki qadar krn r forex main zeyda sy zeyda mehnat krn kiun k yahi waqt hai hume apne ap ko forex trading main kamyab krne ka kiun k agr hum es waqt ko zaya keye baghair mehnat ki tu hum forex main kamyab ho kr apni life change kr skte hn r forex trading kr k bahut sara paisa earn kr skte hn.
          • #20 Collapse

            Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

            Hm koi b kam krain waqt ki pabndi lazmi hai. aj ka kam kl py chorny waly log kbi kamyab nhi hoty . issliye jo b kam krain waqt ki pabndi lazmi hai . q k bad m pchtany ka koi faida nhi hai.
            • #21 Collapse

              Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

              Ji bilkul Hamen Waqt ki Kadar Karni bahut zaruri hai Kyunki Agar ham Waqt ki Qadar Karenge to hi Kamyab Honge Agar Waqt ki Kadar Nahin Karenge to bilkul Kamyab Nahin Honge Hamen pure Din Mein Koi Sa bhi waqt Mukarrar karna padega jismein ham Forex ko time Den aur Is Se zyada se zyada profit Hasil Karen
              • #22 Collapse

                Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                waqht ka qadr karo kamiyb ho gy agr ham waqht k qadr kary gy ham kam theek say kary gy to ham kamiyb ho sakty hain ham jitna bh ach work karty hain hamy otna hi faida hota hain agr ham kamiyb hona chahty hain to ham jitni bh mhant kary gy hamy otna hi faida ho ga frorex ak best job hain agr mhant say kam karty hain to ham kamiyb ho sakty hain ham jitna bh mhant kary gy hamy otna hi faida ho ga forex ak best job hain agr kamiybi hasil ho gi to ham apni best life ko guzar sakty hain our acha bonus hasil kar sakty hain
                   
                • #23 Collapse

                  Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                  G han dear ham sab ko waqt ke qdar krni chaiy or apny waqt ka khas khiyal rkhna chaiy or apny kam ko waqt pr he krna chaiy or jo log waqt khrab krty hen wo nkam ho jaty hen or jo waqt ke qdar krty hen wo kmiyab ho jaty hen
                  • #24 Collapse

                    Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                    Asslam o alikom ji han dosto humain ager is forex ma kam karna hay to humain apmay kimati waqt ki qadar karni chahiya to hi hum is forex treading kay kam ma kamyab ho saktay hain aur is bouniess ma hum hum bhut acha profit again kar saktay hain aur humain is forex ma proper time day kar kam karna chahiya to hi hum is bousniess ma kamyab ho saktay hain
                    • #25 Collapse

                      Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                      Ji bilkul Agar Ham Apne Waqt ki Kadar Karenge To Ham Kamyab Honge Forex trading Mein Basa liya kya kara Forex ko time Denge form per acchi posting Karenge To Hamen bonus Milega Agar Ham Ko time nahin Denge Nahin Milega Jitna Jyada karte hain itni acchi post Karte Hain To Hamen itna hi Achcha milega.
                      • #26 Collapse

                        Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                        g ha g time ka qadr karo our kamiyb ho jao ham jitna bh time k qadr kary gy to hamy otna hi faida ho ga froex main hamy ziada say ziada mhant our lgan say kam karna chahy ham jitna acha work kary gy to hamy to hmy otna hi faida ho ga ham jitna bh time ka qadr kary gy to hamy otna hi faida ho ga forex ak best job hain ham mhant say kam kary gy to ham kamiyb ho sakty hain our apni life ko achi trha bna sakty hain hamy is main mhant our lgan say our time ka qadr kar ka kamiybi hasil ho sakti hain
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                          G Han wakt ak neemat hi. Ager future ko acha bnany ka muqa Mila hi to is ko wast mat kro. Forex ko jaldi join kr k acha bonus hasil kr k jali sy errning start kro yeh na ho AP k forex k rules zeyada sakhet ho Jain aur AP errning na kr Pao.
                          • #28 Collapse

                            Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                            G gan ap ki bat bilkul theak h forex main waqt ki qadar karny wala hi kamyab hota h agr hum forex main mahnat karty hain tw hamin is ka bhut acha bonus milta h hamin forex main waqt ki qadar karni chihey is main hum online kam karty hain aur aik din main maximum 50 post kat sakty hain hamin mahnat k sath post complte karni chihey
                            • #29 Collapse

                              Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                              Dears sahi kaha hay k waqat ki qadar kro gy to kamyab ho jao gy bcoz jo waqat k sath chalta hay waqat bhi us ka sath deta hay aur jo waqat ko waste karty hain actual main wo khud ko waste kar rahy hoty hain aur asal main apna nuqsan hi ho raha hota hay is liy hamyn chahiy k ham waqat se seekhyn aur kam karyn nhn to phr waqat guzar jany k baad bahut hi ziada nuqsan hota hay...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: waqt ki kadr kro kamyab ho

                                Assalamu alaikum ji all member for business bahut achcha business hai ji han bilkul agar humne kamyab hona hai To hamen waqt ki Kadar karna jaruri hogi agar Ham waqt ki Kadar nahin karenge to Koi hamari Kadar nahin karega itni jyada main se Kam karoge utna hi jyada achcha experience hoga aur acche ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X