Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary
    Zhaida tr hum log trading karny k liey cell phone use karty hain q k Ap jha b o is se operate Karna asan a lekan Jb Ap ne koi trade lgani o aur khas tor pr chart ko study karna o to PC ya laptop ka use kary q k us ke screen bari hoti a jis se se Ap chart ko achy se study kr skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

    G dear ap n thk kaha hy k trade open krny se phly chart ki study lazmi hy agr ap chart ko study nhn kr sakty to ap ko trade open nhn krni chahiya balky ap ko chahiya k ap phly achi trh se chart ko study krna seekhy phr as k mutabik trade ko open kry
    • #3 Collapse

      Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

      G bhai sai kaha hybapne chart ko smjhne k liye hmen laptop kinzaroryt huti hybis liye hmen chahye k hm bht acha work krne k liye chart ka istanal kren aur chart jo sai treke se prkhne k liye hmen bhtbziada work krne k liye laptop ka istamal krna chhaye
      • #4 Collapse

        Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

        Yar ap chart sy kiya nikalty hu, ap har post ma chart ka zikar karty hu, chart learn karny sy asa kiya ho jata hai, kya trading auto sy ho jae gi, khuda k lae kuch alag topic use kar lo, kuch new lekh lo, har thread ma chart ma zikar ni karty mere bhae,
        • #5 Collapse

          Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
          Zhaida tr hum log trading karny k liey cell phone use karty hain q k Ap jha b o is se operate Karna asan a lekan Jb Ap ne koi trade lgani o aur khas tor pr chart ko study karna o to PC ya laptop ka use kary q k us ke screen bari hoti a jis se se Ap chart ko achy se study kr skty hain
          aapane theek Kaha chat ko understand karne ke liye computer ya FIR laptop ya Achcha hota hai mobile per analyses itne acche Nahin hote hain aur na Hi Chart ko thik tarike se understand Kiya Ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

            Ji aapane theek kaha hai hi Forex Mein Kamyab hone ke liye chat ko acchi Tarah Se study Karen Forex Mein kamyabi ke liye learning ko increase Kare knowledge or experience shasan Karen Hamen lalach se kam karna chahie Forex Mein acchi quality ki post create Karen
            • #7 Collapse

              Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

              Forex Mein Trading karte waqt chart ko study karna zaruri hai Kyon K Chart ko dekh kar Ham pairs ki movement ka acchi Tarah Jaiza Le sakte hain aur Market ko bhi acchi Tarah analysis kar sakte hain ab swal yah Hai Ki aya Chart ko cellphone ya PC ya laptop per dekhna chahie to usmein Jo chiz aap ke pass available hai aur net ki speed Jahan Tez ho aur screen per chart Jahan clear Nazar a sake aap voh Device use Karen ta ke Ham acche tarike se trade kar sakain aur Forex Mein Acha profit bhi Hasil kar sakain aur Loss se bach skain.
              • #8 Collapse

                Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                Zhaida tr hum log trading karny k liey cell phone use karty hain q k Ap jha b o is se operate Karna asan a lekan Jb Ap ne koi trade lgani o aur khas tor pr chart ko study karna o to PC ya laptop ka use kary q k us ke screen bari hoti a jis se se Ap chart ko achy se study kr skty hain
                PC ya laptop se posting karna hamare liye bahut hi faydemand sabit hota hai jo log post chahat ko analyse karne ke liye PC ya laptop ka istemal karte Hain vah log market ki acchi tarah se prediction kar lete hain aur jo log market ke analyses mobile phone per karte Hain vah kabhi bhi sahi tarike se market ko analyse nahin kar sakte hain aur jab tak ka market ko sahi tarike se analyse nahin karenge tab tak Ham kabhi bhi successful nahin Ho payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                  bilkul janab Agar aapane analysis karna hai to aapko fir aap badi screen dekhni padegi aapke computer per ya fir aapko laptop per Hi Kam karna padega mobile per analysis karna bahut difficult hota hai vah tab bhi hi mumkin hai ki agar aapane computer bhi dekh liya hai aur aap ek position ka wait kar rahe hain to Agar mobile per aapko position najar a jaati Hai to fir aap vahan se entry Le sakte hain lekin otherwise agar aap fresh analysis karna chahe to fir mumkin mushkil Hai Mera
                  • #10 Collapse

                    Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                    Dear aapane acchi baat kahi hai agar Ham market ka acchi Tarah Se analysis karna chahte hain aur charge ko learn karna chahte hain To Hamen PC ya computer Ka istemal Karna chahie Kyunki isase Ham bahut acchi Tarah Se market ko avsar kar sakte hain mobile per Hamen observe karne mein problem ho sakti hai isliye Hamen analysis ke liye laptop yaar tab istemal Karen Taki Ham acchi kamyabi ke liye Achcha analysis aur acchi learning kar Saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                      forex aik international business hain hum is ka kam pc py kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher hehum acha bonus kamas aky gy forex aik online business hain hm is mai raat mai be kam kari saakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hot hain forex jasa koi or business nahi hain is mai hmara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                        Chart ko watch krny k leye PC zyada bhtr rhta ha ku k ap jhan b hoty hain wahan ye mobail to ap k pas hota ha dosry kam b kr skty hin or chart b watch market kr skty hain west bilkul free ho kr skon sy trade kia kary tk k ap achi position sy buy sell kr skty or acha learning or experience with earning
                        • #13 Collapse

                          Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                          forex market ki achi anlyzing sirf pc ya laptop pay he hoti hai mobile par kabhi bhe ap analysis nahi akr sakty hain kyon ky uss ki screen choti hoti ha jis ki waja say ap sab tools apply nahi kar sakty hain ju tools ap bahir say apply karty hain mobile par wo nahi kar skty hain es lea ap ko analysis pc par he karny chahea achi taar say market ki samjh ati ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                            G bilkol aisa hi forex trading main agr trading krni hai tu pc ya laptop sy hi krni chae kiun k Mobil py hume mobil ki screen choti hone ki wajha sy samjh nahi ati us waqt jab hum forex market ko analysis krte hn hum market ki movement wazhe nazar nahi ati es leye hume chae k hum forx main professional traders ki trah laptop ya pc ka use krn ta k hum forex main trading krn tu hume forex market ki achi trah samjh lag ske.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Chart ko achi tara study karny k liey PC ya la lap top use kary

                              hamy chart ko achy sy watch kar ky use karna chahey hamy market ky up or down ko dekh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham isy apna life time professional bana sakty hain yai kabe be band an hony wala aik best business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X