Update rahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Update rahe
    Salam Doston Subh Bakhair forex mein Hamesha update rehna Chahye kyn k ye ek risky business hai Jis mein thori se bhe mistake ap ko acha loss dilwa sakti hai, forex per har ek Cheez ka impact parta hai Chahye wo news ho ya phir indicators ya phir trend in main cheezon ka impact forex per ziyadeh parta hai ise liye har time update rehna Chahye aur risk Kam Se Kam Lena chahye tbhi kamiyabi mumkin ho gye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Update rahe

    har lehaz se trader ko update rehna chaiye kyonke market menikch bhi ho saktah ai uar agar mehnat ki jaye to hi yahan kameybai hai apna system improve karte rahen aura pna knowledeg improve karte rahen is liye jitna ho sake ap mehnat arain aur acha kamakarne ke liye mehnat se trading seekhain gred ko control kaain ge tio hi ap kameyab hon ge
    • #3 Collapse

      Re: Update rahe

      G dear apki baat blkl theek hai hamin update hoty rehna chahiye q k ye zindagi tezi se guzar rahi hi agr hum khud ko dunia k mutabiq update ni kringyto hum pichy reh jaingy
      :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
      • #4 Collapse

        Re: Update rahe

        ji han bilkul brother Hamen is form Mein kam karte hue Hamesha expert rahana chahie aur update rahana chahie kyunki hamari thori si galti bhi Hamen bahut zyada loss dila sakti hain isliye Agar Ham expert hokar kam Karenge to Ham achcha kam kar sakenge aur loss hone se bhi bach sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Update rahe

          Ma ap ke bat sy bilkul itfaq karta hun hamen forex market ma har waqt in rehna chaye ta k ham halat o waqiat k sath update reh saken and market ma agar koi changing a rahe hy ya phir future ma kuch hony wala hy to hamen us ka pehly sy andaza ho is tarah ham kisi bary nuqsan sy bach sakty hen
          • #6 Collapse

            Re: Update rahe

            Jab Bhi Ham Khud Ko update rakhne ki koshish Karenge To Ham for accessories ki Business mein bhi acchi kamyabi Hasil kar lenge Kyunki uski main reason kya hai ki Yahan per daily basis per updates Aati rahti hai aur Hamari update se Hamen kamyabi ki taraf se kar ja sakti hai isliye Hamen chahie ki Khud Ko Hamesha Har Tarah Se update Rakhe Apna knowledge Apna experience Apne practice ko update rakhne ki koshish karen Taki Ham acche Din Ko possible bana le
            • #7 Collapse

              Re: Update rahe

              Ji han friend aap ne bilkul Sach kaha hai agar Ham Forex Mein kamyabi Chahte Hain To Hamen Forex Se Har Waqt touch Rahana chahie aur update Rahna chahie. Hamen Forex forum per aur trading ke Waqt Hamesha news aur trend ko check karna chahie aur Market ki movement se bhi touch Rahna chahie Kyon Ke bahut se pair ki movement Hamari Soch Se Bhi zyada change Ho Jaati Hai jin Ki vajah se Forex Mein Hamen bahut bara Loss uthana parta hai to is loss se bachne ke liye Hamen Forex per Har Waqt update Rahna zaruri hai.
              • #8 Collapse

                Re: Update rahe

                hamy news ko watch klarty rehna chahey is sy hamy market ki movement ka pata chalta hain or ham is main asani sy trade laga sakty hain or kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain han ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain ham isy apna life time career bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Update rahe

                  market main kam kar k hi hum real main bi trade karien gay aru har jeet tou sath sath hoti hia so hamain is main currency pair ko use kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain is k bary main phaly learning karni ho gi tab hi hum run karien gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi ta k earn karien gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Update rahe

                    forex aik acha business hain hum is mai kam kra ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasao ky account bana kar be kam kair skaty hain hum is mai part time be kam kari sakty hain hum is mai fult ime be kam kari sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Update rahe

                      Forex trading main update reh a chahiyey. Trading main aisey bohut se monkey miltey hain trading k liyey or wo miss ho jai to Pura din b zaya ho skta hai or jo mehnat ki ho wo b miss ho jai. Behtar k update karey forex main agar aap for main trading karna chahey hain to.
                      • #12 Collapse

                        Re: Update rahe

                        update Rahe ji han dear Hamen forex market se update Rahte Rahna chahiye Kyun k Jab Ham market se update rahte hain to trading ke Hawale se jo jo news Aati Hai wah Sabse pahle Hamen milti Hain is mein news mein jo bhi ho market k bare mein maloomat Hoti Hai wah Hamen market se update Rahne ki wajah se maloom hojati hai is liye Hamen market se update Rahte Rahna chahiye Forex trading main market se up to date is liye Rahna chahiye Kyun k is se Hamen market ke events ki detail mil Jaati Hai aur international level per Jo Jo hota hai wah Hamen is se pata chal jata hai awareness Aati Hai Hamen aur is se experience barhta hai Forex trading Mein Jab tak Ham market se update rahte hain is se Hamen bahut zyada fayda Hota Hai Kyun k Hamen Har Baat ki detail mil Jaati Hai aur Hamen is Baat se pura fayda uthana chahiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Update rahe

                          forex aik bohat bara business hain hum is mai night mai be kam kari sakty haian hum is mai day mai be kam krai sakty hain hum is ami agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nai hta

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X