Forex Factory ki news ka impact

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Factory ki news ka impact
    Asalamu Alaikum
    Forex factory kon kon follow Kart hain??
    Or is ka result Kitna percent suchi or sahi hoti hain ??
    Or kis tahra is ko follow karna chaia??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Factory ki news ka impact

    forex factory sy hum new ko dahk sakty hain forex aik acha business haian hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari skaty hian hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss h jy ga is mai market ka balm nai hota forex aik asa busines shain jo hamy learning be det ahain or hamy ache earning det ahain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Factory ki news ka impact

      G han dear es mai jo news atye hain wo direct he market ki atye hai jis kay bad ap ko pta ho ga kis tarha say market usi side pah move kartye hai tu mai samjhta hun kay forex ki news mai kafi dum hai tu ap news pag ager trading kartye hain tu ap es mai kafi achi trading kar saktyr hain yaqewn manye atna mushkil kam nhi hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Forex Factory ki news ka impact

        Forex factory Ek website Hai Jahan Hamen Forex trading ki updating ke bare mein bataya Jata Hai Hamen vahan Forex trading ki news ka bataya Jata Hai Ham vahan Forex trading ki news cal read kar sakte hain aur vahan Se andaza Laga sakte hain ki market kis Taraf move kar sakti hai aur ham Achcha analysis Karke acchi trading kar sakte hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex Factory ki news ka impact

          Forex factory bahut hi Achcha Rasta Hai Jahan per Ham Marg Tarak market se relevant news ko Hasil kar sakte hain aur use dauran apni trading co avoid Kar Ke Nasir Apna account varshon se bacha sakte hain balki uske sath sath Ham yah dekh sakte hain ki news ka market par kya effect hota hai aur Kis Tarah Se Ham news ke dauran trading Karke Apne Ko profitable Banakar acchi apni Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex Factory ki news ka impact

            G han shi kha apne forex factory sy hm news ko dekh skty hain ye aik website h jahan hume forex trading k update k bary main btaya jata h forex online buht acha business h es main hm ksi bhi time kam kr skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex Factory ki news ka impact

              wese to bahut se websites hain jo forex ttading ke news provide karte hain magar sab se best forex factory hae jo hamen ache or correct news dete hain to hamen cahiye ke hum is main news ko follow karna cahiye han g bilkul news koi bhe hote hae uska apna impact hota hae market par to hamen cahiye ke hum is main news ko dekhte rehna cahoye trading ke dauran q ke yeh hamare trading ko effect karte hain bahut
              • #8 Collapse

                Re: Forex Factory ki news ka impact

                ager hum trdaing se pahly forex factory main us pair ko analyse ker lain tu is se huamin bht ach priofit ho sakta ha jis pair pe hum trdae lagna chaty han tu us pair main ager koi high impected news han tu humain un news ko igonre nhi kerna chahaiy q k ager hum unhin ignore ker k trade laga daity han tu iska market pe gahra asaer parta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Factory ki news ka impact

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                  Forex factory kon kon follow Kart hain??
                  Or is ka result Kitna percent suchi or sahi hoti hain ??
                  Or kis tahra is ko follow karna chaia??
                  Sar Agar Ham trading Karte Hain To trading karne se pahle Hamen news ko dekhna chahie jo ki Ham news ka app download kar sakte hain jo ki play store mein hota hai aur Forex factory kehlata hai agar Ham vahan per jakar use download Karte Hain To Hamen news ke bare mein aasani se Pata Chalta hai aur ham trading bhi Usi tarike Se Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye main aapse Yahi kahunga ki aap Jab Bhi trading karen to news Ko Dekhkar trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Factory ki news ka impact

                    best trader Jo Hota Hai Main use time ko dekhta rahata Hai Kyunki market Mein Jab news ka effect hota hai to market ki movement bahut hi Tej Ho Jaati Hai newstime trading Nahin Karni chahie Agar karni hai to pending order Laga De news ka effect hone se pahle market Mein intry Lagaye Ja sakti hai..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Factory ki news ka impact

                      forex factory py hum news ko dahk sakty hain forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar skaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho j yga is mai market ka balm nai htoa forex aik international business hain hum is mi apne marze sy tiem table ban kar kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Factory ki news ka impact

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                        Forex factory kon kon follow Kart hain??
                        Or is ka result Kitna percent suchi or sahi hoti hain ??
                        Or kis tahra is ko follow karna chaia??
                        News ko dekhne ke liye bahut sari websites aur application hai lekin ek baat Hamesha Apne mind Mein rakhen ke jitne bhi applications Hai ine per Jo impact show ho raha hota hai vah real Nahin Hota Hamen analysis Khud karna chahie aur news ke impact ko Khud understand karna chahie
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Factory ki news ka impact

                          hamain market main news ko dekh k hi hum real main bi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is forum main bi trade karein gay tab hi hum run karin gay aur hamain forum main kam kar k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain news market k bary main information achi ho gi tab hi hum trend k isue kar k hi hum run karien gay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X