confidence'''vs knowladge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1651 Collapse

    bhi jan mai aap se ye khna jahti ho k agar insan me knowledge ho ga to confidense ay ga wesy to is kam mai knowledge or confidence dono hi ki zarorat hai is liy agar knowledge nahi to confidence bhi nahi is liy agar knowledge hahi to confidence b nahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1652 Collapse

      my friend forex trading mein dono hi cheezen apni apni jaga pe important hein aur mera khial hae k agar in dono maense koi aik cheez bhi kam aur miss ho jay gi to ap ko forex tradiind mein success mushkil ho jay gi. is liay dono ko khoob hasil kar k trading start ki jay.
      • #1653 Collapse

        yahan pa dono bht he zarori hny yahan pa confidence be zarori hy or knowledge be zarori hy ager app confidence ho kay kam kaor or ap ki knowledge ache nae ho to app yahan pa kuch nae kar sakte ho is waja sa app kay lia dono bht he zarori hy yahan pa kam karni kya lia
         
        • #1654 Collapse

          mere khayal mein forex forum mein knowledge or confidence bohut xaruri hai q ke aghar hum confidence ke sath treading karengy to hum profit hasil kar sakty hai or knowledge ke bagher hum tyreading kar hi nahi sakty
          • #1655 Collapse

            Confidence ziyada important hy q ky agar confidence ho ga to phir e knowledge ko express kar sakty hann smtime bohat se logo kay pass knowledge to hota hy but wo khud ko express ni kar patay to koim unka knowledge kisee kam ka ni rehta so confidence very important
            • #1656 Collapse

              dear mery khyal main to knowledge zyada ahm hy agr hmy pass knowledge he nahi hoga to confedenc b nahi aye ga jb hmary pas knowledge hoga tb hm pory yaqen sy kam kr skty hn....
              • #1657 Collapse

                ap k pas valid knowledge hogi tu ap k pas confidence aye ga.Es leye zaida important ap ki knowledge hai.Without knowledge ap k pas kabi b confidence nahi aey ga or jab confidence nahi hoga tu ap achi trading kabi nahi kar sakty hian esl eye Forex mai knowledge or confidence dunu k combination se ap achi tradin
                • #1658 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabia555 پيغام ديکھيے
                  dears members kia ap samjhty hen k confidence knowledge se important hy ya phir knowledge???????
                  dear member knowledge or confidence dono hi bht important hotay hain kisi bi buisness k lie knowledge jitna acha ho or zyada ho to sahi rehta hai lekin over confidence se kabi kabi nuksan bi uthana parta hai specialy forex main...................!!!!!!!!!
                  • #1659 Collapse

                    confideice better hai aap mein trade alganay ka kitna confidene hai aur sath mein knowlege be ho toh aap sucess ban saktay ho aur achi eanring kar skaty ho
                    • #1660 Collapse

                      i think the knowledge is that best think in the forex trading if you have the knowledge then you have the skill to increse you capital and also make teh profi to ge tthe money............
                      • #1661 Collapse

                        confidence hona chaiye aur forex mein success hasil karnay kay bahot tarekay hey lekin is kay liye ap ko time spend karna hoga aur ap ko kafi mehnat bhi karni hogi aur ap ko six month tak demo trading karni hogi phir ja kar ap ka experience good hoga aur ap trading kar sako gyn knoweldge bi important hai .
                        • #1662 Collapse

                          bhai jaan basicaly is business mai humay knowledge gain karna hota hai and hum is mai expert hojaye to humay confidence b hojata hai
                          • #1663 Collapse

                            yesh exactly ... Jab ap k pas valid knowledge hogi tu ap k pas confidence aye ga.Es leye zaida important ap ki knowledge hai.Without knowledge ap k pas kabi b confidence nahi aey ga or jab confidence nahi hoga tu ap achi trading kabi nahi kar sakty hian esl eye Forex mai knowledge or confidence dunu k combination se ap achi trading kar skaty hain jis se trader ko acha benefit milta hai k woh zaida earning or experience hasil kar sakay.
                            • #1664 Collapse

                              My dear brother forex readi g me knowlege abot hee zarori hai agar hamare pas forex tradi g me knowlege nahi haj to humare pass co fidence bee nahi hoga kioke confidence knowledge rakne se barrta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1665 Collapse

                                aslamu alaikum:meray bhai meray hayal mein dono chezien apin apni jaga important hain aur dono ka hona hamray lia zarori hai ini ki bina ap hum achi trade kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X