sub apni trade karny ka method shere karen ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sub apni trade karny ka method shere karen ...
    ASSALAM O ALIKUM guys ap sub k pas aj tak ka jitna bhe experience hai trading ka wo sub he shere karen .....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

    bhai mera yh method hy kh jub main kisi pair ky achy signal daikhti hon to us ko lga dani hon lakin main us ky resistance or sports level ko bhi daikhti hon bhir lot size money managment ky hisab sy use kerti hon bhai mera to yhi experince hy or currency pair per trade kerna achi bat hy
    • #3 Collapse

      Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

      G dear sb members apna apna experience hum s share kre tk hum b aap ke experience s kuch na kuch faida hasil kr saqee or hum b aak qaimyab traders bn saqee q k aap Tamam seniors ke experience humary ley both s asani Paisa krta hee trading krny m
      • #4 Collapse

        Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

        Dear friend forex trading men aik acha sa pair select karen uss ka acha knowledge aur experience hasil karen aur phir small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur acha profit bhi mil jata hey
        • #5 Collapse

          Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

          Bhai jaan hai trading karne ke sath ki Apne aur alag alag method hote hain jo aapko chahie ke aap apna Ek style banaen aur apne Ek acche unique style set reading karna sikhen Kyunki jab tak aap Udhar demo account per acchi Tarah Se practis Nahin Karenge aur jab tak aap real account mein trading Nahin Karenge tab tak aap ko Apna Ek style Nahin milega
          • #6 Collapse

            Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

            Main tu khud pairs ki price ko observe krta hon jb dekhta hon kisi currency pair ki price boht down ho jaye tu main buy ki trade open kr leta hon jb kisi aur pair ki price boht up ho jati hai tu sell ki trade open kr leta hon yeh method secure bhi hai aur trading mein profit bhi hota hai kionkeh market ka analysis krna boht mushkil hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

              Bilkul all members ko chahie Ke Apna trading experience share Karte Rahe Sab Mein Baat ke paas different strategies Hoti Hai all member Jab Apna Apna knowledge share Karenge to Ek dusre ke knowledge increase Honge Is Tarah all members easily working kar Sakenge members ko chahie ki Apna trading method share Karte Rahen. .
              • #8 Collapse

                Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

                Salam all members tread lagany k liy sb sy phyly hm ko market ka analyses karna zarore hta h jb mj ko siganl mlta h my tread laga lata ho Money management kar k par hm ko siganl ka wt ni khd apny hi experience k st tread lagani chahiy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: sub apni trade karny ka method shere karen ...

                  Acche trade karne ke liye Hamen market ki history ko acchi tarike se upsarg karna chahie vah dekhna chahie ki last Mein market kya kar chuki hai aur next market kya kar sakti hai isliye Jab Ham market ko Chaitra learn kar lenge to hamare liye apni trade ko profitable banana aur acche Naresh ke sath Apne train coach entry point per open karna bahut Aasan ho jaega Na Mujhe pareshan kar lenge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X