Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

    Asslam o alikom ji bhi ma ap say ya pochna vhahta hon kah koi asa member hay jois forex ma mahna kay bawajood nakami mili ho han agr hay to maray piyaray bhi hum say ho galti ho gai ho gi to humin usi tarah mahnat karni chahiya agar hum bhut mahnat kartay rahain gay to hum to hum nakam nahi ho saktay is forex ma hum bhut mahnat mra kay kamyab ho saktay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

      hmy ghltiibkr k experience ho Jata hy
      Or hm smjh jaty hay K aagy AISA kch nhi krna . Agr hm dusro K sath knowledge Shara krenge tu or b bhrega ..or mehnat krenge tu zarurt kamyab hongy
      • #18 Collapse

        Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

        mehnat ke bawajod Nakam dear mehnat Ke bawajood Nakam Koi Nahin Hota Agar trader main hardworking ke liye determination hoti to woh apni mehnat ke bawajood Kabhi Bhi NaKam Nahin Hota Forex trading Mein Hamesha zyada mehnat Karne Ki wajah se Kamyab Hote Hain Forex trading Mein Hamesha zyada mehnat Karne Wale trader he ka Kamyab Hote Hain Jo trader Forex trading Mein hardworking Nahin Karte unko na Kami milti hai lekin hardworking karne ke bawajood Bhi Koi Nakam hota hai to ismein uska fault Hota Hai Kyunki woh Forex trading Mein interest Le kar Kam Nahin Karta Jiski wajah Se Usko loss hota hai Forex trading Mein Kamyab trader wohi Hote Hain Jo zyada interest Le kar kam Karte Hain interest Le kar Kam Karne Wale traders Kamyab Hote Hain Forex Mein Full focus ke sath kam karna chahiye Ham Sab Logon Ko Kyunki Jab Ham Full focus ke sath kam Karte Hain To Ham zarur Kamyab Hote Hain
        • #19 Collapse

          Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

          G bilkol forex trading main koch log bahut zeyda mehnat krte hn mgr forex main unhe hr waqt nakami ka samna krna parta hai aise log forex main mehnat k bawaajud kiun nakam hote hn wajha kea hai jo log forex main forex rules ko follow nahi krte r apni marzi sy forex main trading krna chahte hn r forex main bahut jaldbazi krte hn aise log forex main mehnat k bawajud bhi nakam hi hote hn.
          • #20 Collapse

            Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

            g han ham ni bhot si logon ko dekha ha ki mhnat kar ki bhe nakam hote han is ko hamen apni kismat ka likha samajh lina cahihye is ki waja y bhe ha ki mhnat to zaror karte han magar dil aur tawaja se nh karte hamen apna kam mhnat ki ilawa tawajase bhe karna cahihye tab he ham kamiyab ho paen ge
            • #21 Collapse

              Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

              aisa nahen hota kay jis nay mahnat ke ho wo nakam huwa ho lehaza mahnat karnay wala kabhi bhi nakam nahen hota is lea ap forex trading main jitni mahnat karain gayy utna hey ap forex trading ko sekhain gayy. or achay say ap trading kar kay profit bana saktay hain. Mahnat main azmat hai chahay ap koi bhi kam karain.
              • #22 Collapse

                Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                bhai main ap sy yh pochna chahti hon kh kia koi aisa member hota hy kh jis ko mehnat ky bawajood bhi nakami hoti hy bhai ap ko chahiay kh ap mehnat karin or ap ko kamyabi mily g bhai ager kisi ko mehnat sy nakami mili hy to is sy hun sy koi mistake ho jati hy lakin hmain apni mehnat jari rakhni chahiay
                Forex per bahut se log kaise Hote Hain Jo ki mehnat bahut jyada karte hain lekin is mahine ke sath UN Logon Ko reward uthana Nahin Milta aur vah log na kam ho Jaate Hain iski Badi bajaya ho sakti hai ki vah right direction ke andar Kam Nahin kar rahe
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Kia koi mehnat ky bawajood bhi nakam hoty hn???

                  Aslam o alikum kasy hu ap sb log tu umeed krta hu sb khariyt say hungy tu ab bt krty hy point ki tu bat krty hy mahnt k aesa bilkol nahi huskta ka koi log mahnt karay aur unko phal na mily mahnt ka jo log mahnt say km krty hy es forum mai mahnt karty hy tu wo kbhi bhe nakam nahi huskty ku ka mahnt krny wala bnda kbhii nakam nhi huta

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X