Forex Is Easy To Join but very Difficult To Leave

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    han bhai ismen koi shaq nahe , q ke sab achi trhan jaante hen ke forex trading aik world wide or reliable business he or ismen profit bohat zyada he ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      yes dear apnay sai farmaya may kal say lagaatar posting karaha ho beacause kisi topic pa apna view dena ka apna hi maza hey :) bht acha lagta hey jab hum posting kartay hey
      • #753 Collapse

        yes dear you are right forex mai enter hona asaan hai magar is mai jo bhi ak baar ajata hai wo chor nahi pata...qk forex mai hamen bht zada asaaniyan milti hain jiski wajah se ham forex ko bhrt pasand karte hain
           
        • #754 Collapse

          yes aap nay bilkul theek kaha hai kay forex ko join kerna bohat easy hai per is main earning kerna kafi mushkil hai per is kay bawajood hum isko chortay nahi hain kiu kay ye itna zayada intrusting work hai main is main 2 years say hun mera isay chordnay ko dil nhi kerta hai
          • #755 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: work2 پيغام ديکھيے
            JE ha ma is bat sa zamat ho k forex ko karna asan ha ; ager ap ko is forex ke adat ho jay to ap ya work asani sa kar sakty ha.
            yes friend aap ne sahi kaha hai forex ko join karna bhut easy hai lekin chor na bhut muskil hai kyun ke forex me bhut zyada hard work kara hota hai aur profit ke saath bonus bhi mill ta hai ise me chorna bhut muskil ho jata hai
            • #756 Collapse

              yes my dear ya bat bohat fit message hai sub ka liya ka forex trading is a very easy as compare to other working so i advise to all my dear please join to this working because this is very easy for every one and you can earn very easy form this web site of forex trading.
              • #757 Collapse

                forex mn sb apne intrest ke waja sy he aaty hn, esy join krna bhe aasan hy esay ap jitna zeyada arsa tk krty rahen gay utna he ap k ley esy chorna difficult ho jata hy forex mn work krny ka apna maza hy.mujhay bhe es ke kafe aadat ho gae hy.
                • #758 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                  i think forex ko join karna to bht easy hai laikin aik baar jab forex trading ki aadat hojati phr hum ise chor ni paate kiu ke ye hame achi lagne lagti hai...your views???
                  g haan jab ham aik baar is me daakhil hoty hain to ham barey khush hoty hain k ham profit kamaengy mger jab hmen loss hota hai to hmara dil isko chorny ka soch he ni skta is lea ham forex ko ni chor patey...
                     
                  • #759 Collapse

                    forex ko join kerna asaan hota hai aur jab iss ki aadat ho jae to issay chorna waqai main bohat mushkil ho jata hai , kiyun ke ye bilkul nashe ki tarhan hota hai aik bar lat par gae to chorna mushkil ho jata hai
                    • #760 Collapse

                      To leave own job is completely depend on ones will. it is easy to join in the Forex and it also easier to leave. it is fully depend on owns intention. it is also a step of being freedom.
                      • #761 Collapse

                        g bhai ap ne sahi kaha jab mene forex shoro ki thi to mein is k bare mein kuch nahi janta tha is liye mein is ko like b nahi krta tha lekan ahista ahista meri dilchaspi is mein kafi ziada hoo gi ab shahid mein issey kbhi na chor paoon
                        • #762 Collapse

                          dear kia baat kahi hai aap ne forex trading ek esa tijarat hai ke agar aap ek baar es me aye to ap ko ye etna enteresting lagega ke aap es ko chorr nahi sakenge . es kee waja ye hai ke es me ek to earning hai aur dosra es me ek nasha se hai ke trading karne wala es ke bina nahi reh sakta
                          • #763 Collapse

                            han forex join krna bht easy he is main jioin hote waqwt apko kuch beh invest ni krna parta he islye ye bht easy lagta he magar isko leave krna bht muskil he q k is main apki bht ziada mehnat lagi hoti he or apko is se itni achi earning hoti he k ap isko kbi beh chorna ni caho. yes my dear forex trading men ana bohat asan he lekin isko chordna bohat mushkil he forex trading jesa attractive business mene aj tk nahi dekha jis ko kbi chordne ko dill nahi krta .
                            • #764 Collapse

                              je han dear forex ko join karna boht he easy he ham log forex ko easy se join kar sakty hen per is se profit hasil karna boht muskil he us time tak jis time tak ham forex ka knowledge or experience hasil nhi karty hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                Dear forex trade koi mushkil job nahe hay isy mehnat kar k learn kia ja sakta hay lakin jab ham ko ghar may he baith kar profit milna start ho jata hay to phar koi bhe trader is job ko nahe chorna chahta balkah vo zyada say zyada profit hasil kar k apni life ko behtar treeky say guzarna chahta hay
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X