Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?
    Salam
    Dear members kaise haen ap umeed hai kh ap sub khariyat se hon gay main aj ye baat kehna chahta hon kh yahan pori duniya se loog is pak forex business par kaam kar rahy haen hum yahan jo bhi post karin woh apny andaz say ho aur miyari ho dosron ki naqal na karin is say post same ho jati haen aur hamain nuqsan hota rahe ga hamary leay yahi zarori hai kh hum khud se samjh bojh kar ky aik standard level ki post karin jis ka results bahot axhaa ho aur hamara profit bhi usii tarh bahot acha aye ga na kh dosron ki copy karny se apni mehnat apna miyar hi hamin successful bna skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

    Khud ka dmgh use kren dsru kk na dekhen woh loss m ja rha h ya profit m us c apka koe taluq ni h bs khud c mehnat kren sekhen r kaam krn
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

      dear g han ap nay sahe bt kahe hay ham ko chye k ham is main jo bhi kam ko karein khud say karein agar ham chatay hein k ham ko is main achay say kamybi hasil ho to is main ham ko chye k ham is main mehnat k at kam ko karein is k bad ham ko chye k ham agay ki janib bernay ki try karein agar ham is main aisa kertay rahein gay to ham is main kabhi bhi fail nahi ho saktay hein is main ham ko achay say kam ko kertay rahan ho g .
      • #4 Collapse

        Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

        bilkul Agar Ham dusron ko kafi karenge aur apna Koi sahi Kam nahin karenge to hamen Koi bonus nahin milega agar humne bonus Lena Hai to hamen quality ko achcha rakhna padega aur hamen high standard maintain rakhna padega Taki hamen achcha bonus Mile aur ham acchi trading kar saken agar aisa nahin hoga to hamen phone ko bhi yad nahin karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

          Wesay tu forex trading men seniors ko copy kar saktay hen aur seniors ki trading tips se faida utha saktay hen lekin hamesha k liay dusaraon ko copy karnay se kamyab trader nhi ban saktay iss liay khud achi trading seekhnay k bahd khud pe depend karen aur khud trade open karen tu experience bhi increase ho ga aur kamyab trader bhi ban saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

            g dear agar hum is may posts karthay waqth kisr our ko copy karthay hah tho oska buhut nuqsaan hotha hah is say aap ko kabhi be acha bonus nahee mil saktha lekin agar aap trading may kise expert member ko copy karthay hay tho ye ache baath hay is say aap ko faida mil saktha hay.
            • #7 Collapse

              Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

              Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain dosaro ki copy nhi karni chahey copy karny sy ap ko nuqsan ho ga or ap ka acount band ho ja aay ga is liy soch samjhe ky kam karin ta ky ap ko loss na ho or ap forum main acha bones hasl kar saky forex ky reletad knwoallge or information share karin or daliy ky base pr limat ko pora karin or forex ky ruls ko follow kar ky kam karin ta ky ap forex main kamiyab ho saky
              • #8 Collapse

                Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                doosron ki post ko copy kabhi bhool ker bhi na krein werna post bhi delet account bhi banned ap ki mehnat bhi zaya hop jaiy gi isbaat kja bhut zeada khyal rahkin or copy post sey door rahin albta ap post5 kerny sey phely post ko read zaror kreion takhe apko unwaabn ki expelantoin m,il saky ort apko informatoin bhi increase ho saky usk ilaawa ap sey ko mistakes bhi na ho post ko copy kerny waly mem,bers kamyab nahee hoty
                • #9 Collapse

                  Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                  Walikum asalm v good dear ap ne bilkul thek kaha kesi ki post be copy ni karni chahe ham agar dosre dosto ki post ko copy krte rahe ge to ic se kuch be ni sekh sgte kud krne ki himat or jazba peda kare kud me agar ap kud forum pe time dege ap ik bht ache forex trader bn sgte apni post ko ache se acha likhne ki kosish kare jo sab ko parne me be asani ho or knowledge provide be kare.
                  • #10 Collapse

                    Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                    Asalam o Alaikum dear fellows
                    G han dear bilkul theek kha apne forex main Hume dosron ki copy ni krna chahye es sy hume loss hoga or hmara mehnat zaya hoga hume koi faida ni hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                      Salam all forex members han g sahi kaha h hmy dusro ki copy ku karty hy kia hm khd kise sy km hy kia hmy dil my ya sochna chahiy k hm sb akr sakty hy agar hm khd mhynat kary gy oro sy zada experience hasal ho ga copy paste ya sb rules ko follow na karna loss data h
                      • #12 Collapse

                        Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                        g dear ap ny bilkul thek kha hy dear humen kabhe bhe trade dusary member ki coy kar k ni karni chye koshsh karn chye k khud sy market ko achy sy analysis kar k pair ko chose karen or pher os par khd sy he trade kare or ager humen kisi pair ki achy sy samjh ni arahae tu humen senior member sy os k bary main mashwara kar lina chye
                        • #13 Collapse

                          Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                          market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain copy paste ko use kar k hi hum is forum main information achi ho gi tab hi hum run karien gay aur hamain trnd ko use karien gay tab hi hum real main bi trader bannay say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum real main bi trader banany say pahly is k bary main earn ho saky gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                            G han dear ap ny bilkull theek kha kh fourm ph humy copy past Wala Kam ninkrna chye bilkah humy khud mayari Kam krna chye q kah mayari posts he achy bonus ke wija bnti hn tu dosto agr fourm pah kamyab hona ha tu khud herad working kro tbi kamyabi mly gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dosron ki copy na karin ye loss me jaye ga ?

                              G blkul dosron ki copy na krin apni post apni smjh aur knowledge Kay hsaab say ho to faida hoga is tra to ksi ki post ko copy krny se aik hi bat sb krin gy to asl mqsd ksi ko smjh nhi aay ga koshsh ki jay ky Forex forum ko read krin smjhin tbhi knowledge barhy gi aur achi aur mayari post krny m aasani hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X