everyday market ki movement pichli movement se different hoti ha isliey ap ko chahiey kay ap daily practice karay takay market ki koi condition aisi na ho jis me ap ne trading na ki ho kyu kay ap kay pass agr market ki har condition ka exprience ho ga tu ap market ki hard or tough condition me bhi strong analysis kar ke profit earn kar sakte hain is kay liey zarori ha kay ap market ki har condition me trades open kar ke exprience hasil karay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим