posting aur trading sath sath

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posting aur trading sath sath
    friends hmain forex ma kam kartay huay apni posting regularly kartay rehna chaiay aur trading karnay k chakar ma posting ko bhool na jaen q k in sa hi hmain acha bonus hasil hota ha jisay hm trading ma utilize kartay hain agr posting nhi karain gay to trading karna mushkil ho jay gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posting aur trading sath sath

    Yes forum ki posting ko trading k lae kbi ni chorna chahe, es sy bhot nuksan hota hai, agr month k end ma acct wash ho gya to posting na karny ki waja sy next month bonus ni mele ga, jis sy ye bat sabit hoe k posting ko chor dena acct ko insecure kar deta hai,
    • #3 Collapse

      Re: posting aur trading sath sath

      G han brother ap thek kah rahay hain hamain posting aur trading sath sath karni chaheay phr hi ham es main kamyab ho sakain gay but kuch traders bonus anay par posting chor detay hain aur sirf trading kartay hain but loss honay par account wash ho jata hay aur next month bonus nai ata q kah uno nay posting nai ki hoti aur es tarah woh market say baher ho jatay hain.
      • #4 Collapse

        Re: posting aur trading sath sath

        Posting r trading ko sath ly k chlain jitna ziada mehnt krain gy posting p apka bonus utna ziada barhta jay ga hmesha bs mehnt krain tbhi ap kamyab hn gy r bht zuada gain kar sakty hn jitna ziada mehnt kro gy utna ziada apko faida hoga
        • #5 Collapse

          Re: posting aur trading sath sath

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
          friends hmain forex ma kam kartay huay apni posting regularly kartay rehna chaiay aur trading karnay k chakar ma posting ko bhool na jaen q k in sa hi hmain acha bonus hasil hota ha jisay hm trading ma utilize kartay hain agr posting nhi karain gay to trading karna mushkil ho jay gi.
          ji han dost agar ap trading kar rhian hain to is ke sath sath ap ko forum par posts our threads ka kaam bhi jari rakhna chahye is ka ye faida hota hai ke ap trading ke lye acha khasa bonus bana lian ge is lye trading ke doran sirf trading nhi posting bhi karni chahye.
          • #6 Collapse

            Re: posting aur trading sath sath

            posting aour trading mein donu hi hamin faida hoga yeh to hmarey liy bht hi achi bat hy iss mein hmari liy bhter yhi hy keh ham posting bhi kerty rahin aour sath trading ko bhi dekhty rahin iss trah to ham markeet key sath attach rahin gy to ham trading bhi achy treky sey krein gy aour time per trade open and time per hi close krein gy.
            • #7 Collapse

              Re: posting aur trading sath sath

              g han kar skaty hain but hamain markt main kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bachs akty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum kamyb ho skaty hain aur hamain marke tmain bi trade kar k hi hum achi trade karny main b i ko iprblm na ho saky gi aur hamain markt main bi greed ko avodi krana ho ga ta k earn ho
              • #8 Collapse

                Re: posting aur trading sath sath

                dear friend ap na bilkul theak kaha ha k tmam memberan ko chayay k woh trading k sath posting ka aml bhi jari rakhen keun bonus k sath trade krnay walay doston ka kbi bhi account wash ho skta ha agr ap posting lgatar krtay rhen to next month bhi achha bonus hasil kr sktay hn
                • #9 Collapse

                  Re: posting aur trading sath sath

                  Kuch logon k pass acha balance hota hey tu woh sara focus trading pe kartay hen aur posting bilkul nhi kartay aur jab account wash ho jata hey tu phir posting pe zor detey hen iss liay pahlay hi apna time adjust karen aur posting aur trading ko equal time den ta k acha bonus bhi hasil kiya ja sakay
                  • #10 Collapse

                    Re: posting aur trading sath sath

                    posting or threading Ek sath ji Sahi Kaha aapne Hamen posting aur threading Karni chahiye Forex trading Mein kamyabi ke liye posting aur threading Ek Sath karna bahut zaruri Hota Hai Kyunki isse Hamen bahut Acha bonus Milta Hai Jiski wajah se ham Kamyab Hote Hain Forex Mein mehnat karne wala hi Kamyab hota hai mehnat karne se kamyabi milti hai Forex Mein Acha bonus Hasil karne ke liye zyada Se zyada mehnat karna bhi zaroori Hota Hai Kyunki jab tak Ham Main Nahin Karte To isse Hamen kamyabi Nahin milti Forex trading Mein posting bhi Karni chahiye isse bahut Acha bonus Milta hai aur iske sath sath Hamen apni quality ko bhi improve karna zaruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: posting aur trading sath sath

                      My dear friends ap nay thk kaha hay kh humin forex main posting k sath sath thread bhi kerni cahiya ager hum srf thread kerty rahy aur posting ko bhool gay to humin bahot sara nuqsan ho ga to humin cahiya kh forex main mehnat kerin aur achi kamiyabi hasil ker sakin to huminposting k sath sath thread bhi kerny cahiya jis say humin faida hasil ho
                      • #12 Collapse

                        Re: posting aur trading sath sath

                        Yehi krna sahi hota hay k post bhi krty raho or us k sath sath trad ko bhi jari rakho is trha dono hi kam aik sath hoth jaen gay or dono kamo ko alag say waqt nhin dena pary ga isi trha sab hi membrs ko krna chaiye is trha kam bhi pora ho jata hay or us k sath sath nafa bhi gain ker liya ja skta hay
                        • #13 Collapse

                          Re: posting aur trading sath sath

                          G Han dear jab AP ko bonus mil jata Hy to AP ko Chey kay traidng kau sath sath apni posting Lazmi krna chye kyun Kay es sy AP ki monthly a stage achi rehty hy AP Ko es me kam krny Kay leay ap ko es me mayari Kam krna chye taa Kay AP ko acha traidng Kay leay acha bonus mil saky Jo mayari Kam sy hi mumkin ho skta Hy
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: posting aur trading sath sath

                            jub hum trading karte hain tau posting be sath sath karte hain hum chahte hain ke hum dono sy achy faida hasil karsakain agar hum sirf trading karain ge tu hum bonus nahi hasil karsakty aur agar hum sirf posting karain ge tau earning nahi karsakty so posting aur tarding sath sath hai dono lazmi hai hum ko dono mein mahnat karna hoge tub he hum kamayb hosakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: posting aur trading sath sath

                              ASSALAM O ALIKUM g bilkul hum postings or tradings ko sath sath he kar sakty hain or bhot achi earning gain kar sakty hain ..hamen postings ka target bhe pura karna cheye is k sath he hamen trading bhe karty rehna cheye ..hum donon kam ek sath kar k bhe kamiyabi gain kar sakty hain or expert bhe ban sakty hain ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X