Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Dear main to abi new hun or just post kar rahi hun. mujhy abi tak trading ka koi exprince ni ha. but mery khyal main humn lalach ni karna chahy kun k jo hamri kismat main likha hota ha wo humn mil jata ha is lie ap jo trade phly shuru kar daty ho usi par constrate kia karo. lalch sy kuch hasil ni hoya jo a raha hota ha wo bi chahla jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      app forex main bikol lalach mat karen warna app loss kar sakhten sab se phle app forex markit ko samjh per kam karen taka app loss na karen phle sekhn per karen
         
      • #123 Collapse

        han g lach buat buri bala hai par lalich tu har admai karta hu especially money k matter mien thora aur thora aur kar k ya tu zyda earn karta ya sare he loose lalich buri bala hai is bachna chaye par thora baut lalich bi zaroori hai par buat kam log jinta hai pe sukkar kar laiay hain zyda lalich kartay hain fitri bat koi sirf ap k sath nae hai dear
        • #124 Collapse

          Sir g to apnay emotions par contril karo. Kiun keh ese appki hawis main izafa hoga or apka kaam sahi nahi hopayega. Toh lalach karna chor den.
           
          • #125 Collapse

            loss kay chances ziyada hote hain hume trading karte wqt apni greed and emotion ko control may rakh kar hi trading karni chahiye. karo gay to buhat nuksan pao gay isi liye behtar hai k waqt k sath sath kam kartay jay aur without knowledge kisi cheez ko na karey.
            • #126 Collapse

              yes in forex greed i there when we make good profit at first time then we come in greed that we have to make good profit than first one.so by this which we are able to make our har work goes in loss.
              • #127 Collapse

                lalach to har insaan ki fitrat main shamil hoti hai ager koi apni trading kay beech main lalach ko lay ata ha to us ko loss bhi ho sakta hai aur acha trader wohi hota hai jo apni trading se greed ko duor rakhay phir he woh acha earn kar sakta hai.
                • #128 Collapse

                  Hard work aur knowlexge jitna faidamand hai greed yanee laalach utna he bura hai forex trading mein is say jitna door raho utnaacha hai aur issi meinforex ke kaamyaabi ka raaz chuppa hai.
                   
                  • #129 Collapse

                    ji bahi forex ma ap ko apni greed par control karna bophat zaroori ha ager ap apni greed ko control nahi karo gay to ap ko boaht ziada loss ho sakta ha is liye aik position ko close karby k bad ap ko wait karna chaye or market k trend ko dakhna chye or analysis k bad hi next position lani chaye
                    • #130 Collapse

                      greed na sirf forex per balki har us chez men loss deta hai jisme ap greed karte ho greed ki waja se fundamental rules ko follow nahin karte or result main hamri desires pure hone ke bajae destry ho jati hain forex men zyada earn karne ki greed men bht bar loss bhi kar dete hain........
                       
                      • #131 Collapse

                        i have't start trading yet but i think forex is the name interest and greed and greed takes you down and greed takes you....
                        • #132 Collapse

                          my dear la lach buri bala ha jo k ap ki puri ki puri mehnat py pani pher dati ha.. jb ap kisi b kam main la lach krtay hain to aik to ap ko bohat zaida nuqsan ka samna krna parta ha aur dosra ap ka dil uss kam sy uth jata ha aur jo kam dil sy na kiya jaey wo kam kabhi k kamyab ni hota.. isi liye main to yehe kahon ga k trading main kabhi k la lach na deakho.. aur honestly kam karo aik na aik din ap zroro kamyab ho gay.
                          • #133 Collapse

                            ji haan jub aap ko lalach hona shuro hota hain jub hi to aap ko loss hona churo ho jatahain agar aap minimum profit par razi ho jaay to aap ziada kama lay gay ba nisbat ziada profit ki lalach main.
                            • #134 Collapse

                              jee main be ap sy agree kerta ho ky forex tarding main lalich bohat zayda hoti hai is ke main waja is main zayda money hai but ager ham greedy kerna chor dy tu profit hasil ker sakte hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                kn kag iojglkdsj lkjskfjlsut kdjglkuart kjlksytsj lkkkjlkj soiknlk yoijiopj.kds ytg sh isy lkajslk fjlksj ghsiy gklj lkjklsu tsjtlk jlkjskljlks ursjoi uyskdje ktysi kjglkydt iojoe oiwjpw joijlikygsj knoij hojoit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X