Forex ma La lach bahot hota ha muj sa
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1681 Collapse

    Greed is very harmful for our trading business. It destroys our knowledge and experience. traders want to earn fast and greed in trading also they decrease their capital.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1682 Collapse

      Forex mai hanmay paisay jald se jald kamanay ka bohat he ziada lalach hota hai lakin hmay is ko control krna nhe aata hai is leay hamay jb 2 se 4 dafa loss hota hai to hm is bat ko smajh jaty hian
      • #1683 Collapse

        forex main yar lalach buhat zrori or eham bemari mani jati hai ager ye ap ko lag jay to ya ap ko pehly se ho to ap is se door rahoo to mery bhai
        ap is se bach nai sakty yar
        • #1684 Collapse

          Dear friend aap ne thk kaha hai mai aap ki baat sai agree krta hon aap ne kaha hai k Forex ma La lach bahot hota ha muj sa to mai is baray main youn kahoonga k aap ne thk kaha hai
          • #1685 Collapse

            forex ak busines shai main sab se to pata nahi laken maer bhi muj se be lalich buth hota hai is main main ne lalch per to kabo pa lai hai laken ab main is mian emotional ho jata hao aur emotin ho kar main ne kafi loss be kaia hia ab main is main care full reahna chahata hao kabi bi big lot size use nahi karta hoaon
            • #1686 Collapse

              tou phir ap meri ye advise lay agar apne lalach me ajate ho tou ap ko bara loss hosakta hai is liye meri ap ko yahi advise hai ap lalach sey bach k raho or apne nafs par kabu rajh na..........
              • #1687 Collapse

                forex man agr start man he greed dekhaya to profit ki bejaya loss ka samna karna pra ga aor acha trader ki neshani yhi ha k wo apni trading ko ling term k lya rakha ga agr ksi point pa ya lga k hum sa galtiho gye ha to nexttime man trading krta hua usa repeat na kra
                • #1688 Collapse

                  dear ya serf ap k sath nahi hy ya her ek ka sath hy jab be ap dako ho k ap profit mil rah hy k or mil trade band nahi kart ho or laaach ma par k wo be profit hum se chale jate hy is lite lalach na he kar tu best hy
                  • #1689 Collapse

                    main kahna chahun ga k haman kabi b forex k buisness main laluch nai karna chahiye balkey hamesha he sabar aur tahaml k sath aur thori profit par he guzara kar lena chahiye to wo behter hai kiu k agr ham zyada lalch karan gay to haman thori b earning nai balkay loss ho jayay ga
                    • #1690 Collapse

                      if we want to measure the market trend indicator bollingers then use the Bollinger Bands Bollinger,, you will know the real movement towards market,, which is when the crocodile's mouth wide open, then the price will rise or fall with keatau followed bollingerbands line ... that's when you can see the trend is trending and vice versa when the price was sideway bollingerbands shrunk.
                      • #1691 Collapse

                        Forex trading mien agar koi greedy nahi karta tu mien yeh samjhti houn key us sey acha trader koi hai he nahi ap us mien jitna greedy karengy utna he ziada ap ko loss hoga mere sath khud key sath yeh he problem hai mien kabhi fear tu kabhi greedy kar jati houn.
                        • #1692 Collapse

                          ap ko chaiye k ap apni trading strategy or planning develop krain. . .market ko analize kr k long term trading krain. . .aisa krny sy ap ka masla hal ho sakta hy. . . is k ilawa ap ko chaiye k ap trade open kr k take profit or stop loss order ka istemal krain or secreen per sy uth jaayen zyada dair tk market watch krny sy b aisa he hota hy
                          • #1693 Collapse

                            agar aap forex business mein ziada se ziada lalach karengey to is se apko apna hi nuqsan hoga aur aap is maaain kabhi bhi kamiyab nahin ho sakengey aur always aap is main fail hongey.
                            • #1694 Collapse

                              nai bahi ye tu boht galt way hai. es trha tu ap time k sath sath apny skill ko b waste kar rahy hain. apko tahmul mizaaj k sath gradually working krni chaheye or greed ko jitna ho saky door rakhin ye apky or apki investment both k leye sahe hoga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1695 Collapse

                                agar aap forex business mein ziada se ziada lalach karengey to is se apko apna hi nuqsan hoga aur aap is main kabhi bhaai kamiyab nahin ho sakengey aur always aap is main fail hongey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X