jo bhi ho jai himat nhi harni

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo bhi ho jai himat nhi harni
    Asalam o Alakum Dear friends hamain kabhi bhi forex main mushkilaat ane par himat nhi harni chahye hamesha sabar se kaam karte rehna chahye jab ap himat se kaam karte rhian ge ap hamain bhi loss hone par preshan nhi hon ge pur loss ko jlad rrecover bhi kar sakian ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

    Je forex himmat or hoslay sy kam karny walo ka business hai, forex ma kio or apki us tarha madad ni kar sakta jetna ap apni khud madad kar sakty hu, but es k lae apna skill level barhana ho ga, ye ik din ma mumkin b ni hai, es k lae lagatar mehnat bhot zaruri hai, ik din mehnat karny wala apni manzil py ponch he jata hai,
    • #3 Collapse

      Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

      Dear brother forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k her haal men apni mehnat aur himat ko jari rakhtay hen kiun k forex trading aik business hey iss men loss aur profit hota rahta hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay tu phir kamyab traders ban saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

        G han dear members apne she kha hy jo bhe ho jye hume forex me himat khbe bhe nhe harne chye blke Mehnat ke sath kam karna chye aur hume himat khbe bhe nhe harne chye jo insan himat har ke bhaat jata hy who khbe bhe kyamyab nhe ho sakta hume himat khbe bhe nhe harne chye
        • #5 Collapse

          Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
          Asalam o Alakum Dear friends hamain kabhi bhi forex main mushkilaat ane par himat nhi harni chahye hamesha sabar se kaam karte rehna chahye jab ap himat se kaam karte rhian ge ap hamain bhi loss hone par preshan nhi hon ge pur loss ko jlad rrecover bhi kar sakian ge.
          Bilkul aisa hi hota hai Forex per kam karte waqt Ham Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai Jab ham log workhard Karte Rahte Hain To Ham log kamyabi ki taraf Chale Jaate Hain Jo Marzi Ho Jaaye Ham Logon Ko manage karna Nahin chhodana chahie
          • #6 Collapse

            Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

            g baai agar hum is may kabhi loss karthay hay tho is say hamay pqreshaan nahee hona chahiay kionka is mah aap ko loss be hotha hay our profit be lekin agar loss ho jaaye tho os may hamari koi na koi gbalathi zaroor hothe hay is liay himath nahee harne chahiay our apne mistakes ko kill karna chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

              payar dosto bhot achi bat ki hi jo bhe dost mehnat krta ha allah us ki mehnat rafa nhe krta mehnat me azmat hoti hai jo dost dil vo jan se mehnat se kam krta hai wo kamyab zooror hota hai or apni life me agya ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                himt karni ho gi tab hi hum suces sho skaty hain aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karine gay aur hamain is forum main bi kam karein gay tab hi hum suces shon gay aur hamain market main bi kam karien gay tab hi hum perform karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain mrket main bi trend ko use kar k hi hum run karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                  G bilkol aisa hi hai forex trading main bahut si mushkalat ati han mgr hume himat nahi harni chae humsha hosla r himat sy kam krte rahna chae kiun k forex main agr hum himat nahi haren gy tu hum zaror kamyab ho jaen gy jo log forex main hemat har jate hn wo forex main kabhi bhi kamyab nahi hote es leye hume chae k hum forex main mehnat r lagan sy kam krte rahen
                  • #10 Collapse

                    Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                    forex hae he himmat walon ka kam yeh acha business hae is main hamen pata hae ke hamen loss bhe ho jae phir bhe hum is main himmat nhe haren ge q ke is main hamen ache earning hote hae to hamen pata hae yeh acha business hae is main agar hum dil laga kar mehnat karte hain to hum is main ache earning bhe kar sakte hain or is main hamen agar loss bhe ho jata hae to us main loss recover karne ka option hota hae to hamen is main cahiye ke hum himmat kabhe bhe na haren
                    • #11 Collapse

                      Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                      Bilkul agar AP ne acha kaam Kar hai to himmat nahi harni chahiye agar loss ho Jaye to phir AP ko again practice karni chahiye loss to hota hai lekin agar ham acha kaam karna chahte Hain to phir ham trading mein loss ko cover Kar sakte Hain emotional discipline buhat eham hai agar emotions na ho to ham kabhi earn nahi Kar sakte rules ko follow karain aur then AP acha kaam karain
                      • #12 Collapse

                        Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                        Han g aisa hi krna sahi hota hay jo log jldi har maan jaty hain wo nkam hoty hain achy jzbay say kam krna hi feda bhi deta hay loss to sab ko hi hota hay or us loss say bach ker trad krna hoti hay or is loss say kisi ko bhi kmzor nhin ho jana chaiye balky is say lern ker k or bhi sahi trha kam krna best hay
                        • #13 Collapse

                          Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                          g han ap nay thk kha hai so hamain is k bary main planing ka rk hi hum achi trade karien gay aur hamain is forum main ifnormation achi ho gi tab hi hum real main trader banany say pahhly is k bary main ansley karni ho gi tab hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain himat say kam lean ho ga tab hi hum achy say trde kar k hi hum run karien gay it is best job
                          • #14 Collapse

                            Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                            Bilkul Himmat Nahin Harni chahie apni struggle ko continue Rakhna chahie work Karte Rahe koi bhi kam hai Waqt Ke Sath Sath samajh mein a Jata Hai time dete Rahana chahie kamyabi Mil Hi Jati Hai. .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jo bhi ho jai himat nhi harni

                              Dear friend g han ap thewk kahrahy hain k hamain forex trading main JP bhi ho jaey hamain hint nahi harny chahay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X