Trade half close kis tarhan kinjati hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade half close kis tarhan kinjati hay?
    Agar hum log chah rhay hein k hum apni trade ko half
    Close krdain to ye kis tarhan hoti hay koi bandah please details mein bata dai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade half close kis tarhan kinjati hay?

    Dear ye is tarah hota hai jb aap aik se ziada trades open krty hein tu kabhi loss ki waja se half trades close kr dety hein tah k account wash na ho jaye agr trades profit mein hon tu half trades close krty hein tah k ye loss mein convert na jo jaen trades ko close krna market ki movement pe depend krta hai nis mein woh favour mein ya against move kr sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trade half close kis tarhan kinjati hay?

      Dear agar ap ki trade open hai jis ka lot size 0.02 hai aur ap chahty haen k us ko half close kar diya jaye tu ap aisa karaen gye k trade ko close waly options pe jaen gye. Aur jab close wali tab open ho jaye tu oper lot size mein lot change kar daen 0.01 kr daen aur neechy close waly option se close kar daen es trha ap ki half trade close ho jaye ge aur half open reh jaye ge.
      • #4 Collapse

        Re: Trade half close kis tarhan kinjati hay?

        Agar aap trade ko half close karna chahte hain to uske liye aapko acchi Tarah Se mehnat Karni chahie jawab jab tak acchi Tarah Se mehnat Karte Rahoge tab tak aap bahut acche trader Ban paoge bahut acchi earning kar paoge Aur Is Tarah Se aapko bahut fayda bhi Hasil Hoga aur aap ko bahut Achcha bonus bhi Hasil hoga to aap ko chahie ki aap acchi Tarah Se mehnat karte raho
        • #5 Collapse

          Re: Trade half close kis tarhan kinjati hay?

          Je walekum salam bohat acha thread post kiya hai aap ne wesay jb trading close karni ho tu wo is tarah kar sakty hain k aap force close kar dein jis se apko jo profit aur loss hoga wohi milay ga
          Lets Help each other, give me thanks
          • #6 Collapse

            Re: Trade half close kis tarhan kinjati hay?

            Jab aapko Lage ki aap log janseva Apne kam per focus karna chahte hain to aapko Apne kam per focus kar lena chahie agar aap Logon Ko Yahan per garden mein rahi hai to aapko chahie guideline ke sath apne husband ko generate kar lena chahie Jaise Jaise aap log kam Karte Jaenge vaise vaise aapko Ko Pata Lag Jaega kar rahi hai aur aap Yahan per kaise kar sakte hain agar aap apne kam per focus Nahin Karenge to Kaise generate Karenge
            • #7 Collapse

              Re: Trade half close kis tarhan kinjati hay?

              hum trade laga kar acha mnfa kaama sakty hain forex aik acha business hain hamy expeirnece gain kar ky kam karna ho ga pher he hm pasia kaa skay gy forex aiak amm business ke nisbat acha business hain hum is ai free account bana kar be kam kar sakty hain forex jsaa koi or business nai hain hamy is mai soc samj kar trade palce karne ho ge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trade half close kis tarhan kinjati hay?

                Dear sir aap ko pahlay to lot size kam say kam rakhna hota hay agar aap 10 usd ki lot size rakh rahay ho to phir aap ko iss ka masla bi ban sakta hay agar market tayzi say again chali jaati hay tab iss liya lot size ko hi kam rakh lo to aap ko half trade close kar nay ka masla hi nahi rahta hay or agar aap half trade close karna chaltay ho to iss kay liya ap jab trade ko close kar rahay ho to wahan par aap nay close kar click karna hay phir us may aap nay lot size ko kam kar dayna hay or ab jab aap close karo day to phir jitna aap nay rakha hay wo hisa close ho jaata hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X