Spread aor commision mai kai faraq hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread aor commision mai kai faraq hai?
    Dear hum jab account par trade lgaty hai to kuch pairs par humri trades par commision aa raha hota hai magar kuch pairs par spread aa raha hota hai ais mai koi faraq hai ya dono same hi hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

    der forex men jo spread or comosion ek ek he chaen hy q keh fotex men ye alag alag baroakr ka rolls hotaa hy kpoy barkor zeadatex leta hyy koy barokar kam tex letye hy \hu men chaia keh hum kam sy kam tex waly barokar par kam krana chaia taklen hum ajci klamyabi hbe hasli ho or humen chaaia keh hum forex men zeada tex ada karny sy bhe bach saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

      dear maray khyal main spread tu jub bhi hum koi trdae lagaty han tu us pe jo commition broker lata ha wo hota ha aur commision un charges ko khaty ahn k ager humari trdae koch dinon tak swing rahy tu phir ya charges hoty han wo bhi ager humara acount swapp wala ho tu ager swapp free acount hota ha tu ya charges nhi hoty.
      • #4 Collapse

        Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

        Bhai mjhe experince ni h is m lkn apki thread dekh k bht khushi hue qk aisi thread zrur lgani chahye ta k hm jsay new members k knowledge m izafa hona chahye thanks brother
        Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
        • #5 Collapse

          Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

          Dear commision to swap account main hota hai r jab ham trade lagaty hain to her broker apna alg spread deta hai spread jo hai wo currency pair main bid r ask price k between difference ko kehty hain her eik ka apna alg spread hota hai hamy us broker ko choose kerna chahye jo swap se bilkul free ho
          • #6 Collapse

            Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

            spread or commision main fark hota hain buy or sell ky darmeyan jo fark hota hain is ko spread kaha jata hain hamy apne learning ko best bana kar kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain yai student house wife ky liey bohat ache job hain hum gar bath kar is main part time be kam kar sakty hain hum aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

              Brother kisi b pair me Jo spread hota a wo he broker ka commission hota a, Ap Jb b Koi trade open karty hain to broker Usi time Apna commission Kat leta a aur Ap ke trading loss se start hoti a trading ke Zaman me us ko spread kehty hain wo drasal broker ka commission he hota a
              • #8 Collapse

                Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

                hamy spread ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kakm kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learnng ky kam kary y to hamy loss ho jy ga is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

                  Ek hi baat hai spread kohi commission bolate Hain agar aap oil trader Hain to aapko pata hoga ke vahan per spread nahin Hai vahan per commission kata Jata Hai joke broker ki earning hoti hai yah isliye hai ki zero spread hamare liye benefit Hota Hai market Mein humne Jo take profit aur aur stop loss lagaya hota hai vah apni jagah per hit ho jata hai spread Agar laga Ho to pahle vah nikalta Hai to fir hi hamari TP yah stop loss hit Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

                    g Han dear spread market ka commission hota Hy jab AP ky broker ka commission aur hota by AP ko ye smjh kar trading krna chye Kay AP big spread waly pairs par tradign hamesha soch smajh kay karna chye kyun Kay es me AP ka Kam hamesha acha hona zaorri hoti Hy jan, Tak, AP focus krna chye
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

                      Forex is best online business hai is Mein Mel aur female donon kam kar sakte hain yah jobless Logon ke liye best business hai vah ismein mehnat Karke kamyabi Hasil kar sakte hain forex Mein Hamen Daily ki 50 post Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

                        Mere bahi forex trading mein apke broker pr depend krta hai apka broker ap se jitni spread leta hai humara instaforex aik acha trading krny ke lye broker hai is sirf 3 spread aapki loss mein jati hain apko baki profit deti hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

                          G han dear forex market mein hr pair ka aik spread hota hai jisko commission ya charges bhi kehty hein ye brokers k hoty hein jinko woh hr trade mein hum se charge krty hein hum jaisy hi koi trade open krty hein tu woh spread ki waja se loss mein run krti hai jb woh us loss ko cover krti hai tu woh loss broker k pas chala jata hai ye spread woh apni service provide krny ka lety hein.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Spread aor commision mai kai faraq hai?

                            Mere haath se Agar Dekha Jaaye to donon Mein Hi Hamari amount cut Hoti Hai Commission Mein Hamari Taraf Jane Se cutting Hoti Hai Jab ke baad mein Hamari trade open hi utpann last Mein Hoti Hai Jitna vahan se prapt hota hai spread gold pair per Hota Hai Jab Ke Commission oil ke pair per hota hai isliye Hamen ismein confused Nahin Hona chahie Apne trading per focus karne ki koshish Karni chahie.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X