Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

    Sahi kaha hai aapane ke Kuchh traders mehnat Karne Ko taiyar Nahin Hote woh Kahate Hain Ki Hamen bus aise hi profit mil jaaye To Aisa Nahin Hota Paisa Kamana Koi Aasan Kam Nahin Hai iske liye mehnat karni parati hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

      G Han Jo mehnat nahi karna chahte vah sirf loss karte Hain aur agar koi loss hi karna chahta hai to market Mein jarur aana chahie kyunki yahan itna loss hoga ki bahut pareshan ho jaega Agar earn karna hai to pahle mehnat karni paregi agar practice karenge aur learn karenge to hi acchi earning karenge Agar in mein se koi ek chij bhi nahin hogi to alag nahin hogi experience ki Hai market ki agar experience nahin Lena to market Mein Mat ao
      • #18 Collapse

        Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

        Ji mehnat ke bina kamyabi Mumkin Nahin Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Hamen daily ki 50 post aur thread create karne chahie Hamen acchi quality ki post Karni chahie Taki dusron ke knowledge mein chhapa ho aur Hamara Achcha bonus aee
        • #19 Collapse

          Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

          Han ji kafi saray traders esay hyn jo bilkol b mehnat karnay ko tiyar ni hotay wo chahtay hyn k kisi tarah bgair mehnat k wo trading men kamyab ho kar bahot zada profit kama len but esa momkin ni hy trading men kamyab honay k lye bahot zada mehnat karna parti hy kion k yh ak esa karobar hy jo k bahot e mehnat talab hy agar koi bnda mehnat ni karta to sawal e ni oeda hota k wo kamyab hojaye
          • #20 Collapse

            Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

            Bahut Sare traders Aise Hote Hain Jo mehnat karne ke liye taiyar Nahin Ho To Aisi traders apni life mein kabhi successful Nahin Hote aise hi tractor se jinko loss ka Samna karna hota hai aur uske sath aise hi traders ke account watch Ho Jaate Hain Agar Hamen Apne account ko watch hone Se Bachana aur acchi kamyabi Koi Jagah Nahin banana hai To fir Hamen mehnat Karni Hogi apni mehnat ko control Mein rakhne ki koshish Karni Hogi isliye Sab Ka maja bhi kharab hai.
            • #21 Collapse

              Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

              dear ye he koi bat howe ager profit hoga tu kam karen gy warna chor den gy asy ager har business main ap k sath howa tu keya ap har busi8ness ko chor den gy dear loss or profit tu har business mai hota rhta hy tab he tu log achi kamiyabi hasil kar paty han q k jab wo busines main new hoty han tu unhen acha expirence ni hota jis ki waja sy wo bhot sare mistak kar jaty han jis ki waja sy pher unhen loss bhe hota or jab unhen is sub k bary main acha expirence ho jata hy tu ye he member kamiyab member ban jaty han is liye dear forex trading main bhe har kabhe na many chye kitna los he ap ko q na ho jaye
              • #22 Collapse

                Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

                Dear friend g han forex main kou member mahnat nahi krty hain woh forex main nakam hoty hain hamain forex main ziada sy ziada mahnat krny chahay hamain forez main acha air high quality wala kam krna chahay
                • #23 Collapse

                  Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

                  bilkul ese log bhe pare hain jo is main mehnat nhe karte hain balke wo is main sirf cahte hain ke humko mehnat bhe na karne pare or hum is main ache earning bhe hasil kar saken to ese log invest karte hain or group join kar lete hain jo signals provide karte hain lakin wo members us main kamayab nhe ho pate hain q ke wo khud se trades open kar lete hain jin par un ko loss bhe ho jata hae to hamen cahiye ke hum is main pehle trading ko seekhne mehnat karen tab he hum trading karen
                  • #24 Collapse

                    Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

                    Aslam o alikoum my dear sweet brother aap nay kafi achi bt ke hai you are right
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Kuch traders mehnat krny ko tiyar nhi hoty

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                      Dear forum members kuch aisy traders bhi hoty hein jo samjhty hein trading mein agr profit hua tu trading krengy agr account wash hua tu chor dengy aisy traders zindgi mein kisi bhi muqam pe kamyab nhi ho sakty kionkeh nuka mehnat krny wala mind nhi hota is liye woh aisa behave krty hein.
                      forum per Kam Karne Wale to Forex trading Mein Jab kam Karte Hain To mehnat to karte hi nahin hai yahi vajah hai ke yahan se bonus Banane Wale bahut Sare member Se Apna bonus se milane ke Ek week ke andar ki saree amount lost kar dete Hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X