Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte
    Assalamu Alaikum Mere Aziz dost my dear seniors and juniors. Kaise hain aap karte hain ki aap sab khairiyat se Honge? Mera question doston ke liye hai Joker Apne time ko Jaya Karte Hain? My dear bro ko share Karen ki Apne Kisi bhi Pal Ko sataya Na Karen Kyunki Jo Pal Guzar Jaate Hain vah Kabhi Laut kar Nahin Aate so UN Tamam Doston Se Yahi request hai ki Pakistan Forex ko join karne ke bad vah Apne time Ko Kisi bhi Surat Mein zaya Na Karen. Kyunki my bro Yad rakhen Gaya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata so aaj waqt hai mehnat Karen aur Pakistan Forex ke is bhry online International Business mein best trader bn kar acchi se acchi Nahin Karen right my dear seniors?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

    Kesi be condition me time ko zaya na kia karen agar kesi ne Forex business ko join kia howa hay to un ko learning me apna time spend karna chaye time ko zaya hony se bachaye, hamara aaj ka time bahot keemti ban sakta hay, aur jen logo ne Forex business ko join nahi kia howa un ko be chaye key wo apna time zaya na karen aur Forex business ko join kar key apny time ko keemti banaye, learning esi karni chaye key es me traders ka agar bahot se time spend ho be jaye to ye learning un key future me kam ana chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

      assalamualaikm Han ji dear bilkul Jo log forex forum per apna time waste kerty Hain aur wakt ki kadr nhi kerty to phr wakt b unki kadar nhi kerta is Lia AP sb ko chahea k AP forex per time waste na karain aur balke us ka eik eik mint keemti bnien aur us se apni kamyabi ki rah hamwar karain ..lekin jab AP wakt ki kadar nhi Karin ge to wakt b apki akdar nhi kre ga aur AP kbi kamyab nhi hn ge..
      • #4 Collapse

        Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

        g han hamain market main kamyayb hony k liye learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main kam kar k hi um achi trade karein gay aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora karin gy aur markt main bi kam kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain is main mind ko fresh kar k hi hum achi trade karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

          g bilkul jo log hamesha time ko zaya karty hain wo kabhi bhe kamiyab nahi hoty hain just loss he bear karna parta hai ..kamiyab hony k liye bhot zeada mehnat karni parti hai ..hamen cheye k hamesha fazol kamon sa dur raha karen or loyal ho kar he kam kia karen tabhi hum kamiyab bhe hongy or acha nam bhe banaen gy ...
          • #6 Collapse

            Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

            G aisy e ha jo log time ko waste karty hain or kabi kamyaab nhi ho sakty q k life me jo log mehnat karty hain wo hi es me kamyaab ha or or khushgawaar life guzaar rhy hain or jo log susti karty hain wo nakaam hoty hain es lye humy chaiye hum hard work kren or forex ko apna business bana k es pe investment kren or apni life ko kamyaab banaen.
            • #7 Collapse

              Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

              wslam G bilkol aisa hi forex trading main time zeyda nahi krna chae humsha hum time ki qadar krni chae r koi bhi time zeya baghair hume forex main dil laga k mehnat krni chae ta k hum forex main kamyab ho ske es leye hum forex main kam krne kelye ak time table bnana chae ta k hum forex main usi time k mutabik kam kr sken agr hum time table k mutabik forex main kam krn gy tu jald kamyab ho jaen gy
              • #8 Collapse

                Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                G.bhai aisy hi bt ha. Jo time ko zeya krty hain wo kabhi kamyab nahi hu skty ha.ma apki bt sa itifaq krta hu. Ap ny bilkul thk kaha ha. Pakistan forex forum business aisa platform ha.jis k Zarya sa hum bht zeyada tariki kr skty ha .r apna time zeya krny sa bach skty ha .r mehnat k Zarya sa kamyabi hasil kr skty ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                  G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko Apna time zaya nahi krna chahy AP ko chahy k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasip krny ki koshish krainvr accha trade krny k gur seekhain AP ki mehnat r lagn AP ki kamybi hy.
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                    g han bhai jan ap ny bikul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt karta hun forex tradng main jo log apny time ko zya katy hain wo kbbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye kamyab hony k liyez arori hai k hum mahnat karen or dil lga kar trading ka expiernce gain karen jitna hum expiernce gain karengy otan he hum apni trading main kamybhi ahsil kar skty hain or kamyab ho skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                      ji han bilkul Hamen is form Mein kam karte hue waqt ki Kadar karni chahie aur time Waist na karte hue Hamesha mehnat ke sath kam karna chahie aur jo log waqt Ko ahmiyat nahin dete Hain aur time ko Waist karte rehte Hain to vah kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Hamen time West na karte hue kam jari rakhna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                        Je friends jo log apney time ko zaya kartey hain or mehnat nhi kartey to wo forex main kamyab bhe nhi ho saktey is laiy hum ko forex main ziyada say Ziyada mehnat ki zaroorat hoti ha tab hi ja kar hum forex main kamyab treadar ban sakain gey or kamyab hoin gey
                        • #13 Collapse

                          Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                          G bilkul apne theek kha jo insan kam chor hote hn unhn kahin b kamyabi ni milti. Hameen forex ho ya koi b kam ho hameen kam chori sa parhaiz karni chahya ta k ham kamyab ho sakn. Forex hameen tym zaya karne sa bachata hai is lya hameen apna tym forex ko dena chahya ta k ham acha bonus paa saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                            yes you are right i agree with you time ko jo log waste krty hn kbhi bhi kamyab ni ho sakty time unko peechy chor k chla jata h isi liay hmesha aony time ko worth bnaen r apny time ki khud qdr krain tbhi ap kamyab hn gy r kuch gain kar sakty hn ni to kuch bhi pana bht ziada mushkil h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jo log time ko zaya Karte Hain wo Kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

                              Ji dear Forex member aap ne Sachi Baat kahi hai jo log Apna time Zaaye Karte Hain voh Forex Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Agar Ham Forex Mein kamyabi Chahte Hain To Hamen forex ko full time Dena chahie aur knowledge Hasil karna chahie Na knowledge Se Hi Hamara experience improve hota hai aur yeh sab Kuch Acha time Dene Se Hi possible hai dosto aap ka time bahut costly hai isase zaaye mat Karen bal ke is se fayda Hasil Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X