Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...
    Forum per log mouyari work ki bat kerty hain per akser informative threads dekhi jaen to un per replies boht hoty hain mean log aesi threads ki bat to krty hain pr comment un threads pr krty han jo unhy asaan lagen jis main aam baten ho phr bonus bhi isi waja se kam ata hai dear hmy informative threads k jwab na aty ho pr unhy read lazmi kia jay is se info bhi milti hai r reply bhi samjh ajata hai bs quantity pr focus na kiya jay balky bhi mouyar dekha jay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

    dear forum per sub members new trdaers hoty han unkay pass knowledge aur information bht kum hoti ha trdaing k bary main wo tukky se trdaing tu ker rahy hoty han mger samjh kisi bhi bat ki nhi hoti jitni bhi members k pass knowledge hota ha tu wo usy apni posting main share kerty han.
    • #3 Collapse

      Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey lekin jab forum pe aesi threads hon tu phir majboori hoti hey unn ko reply karna kiun k hum logon ne apni posts ki limit ko poora karna hota hey aur agar thread achi quality ki nah ho tu hum posts tu achi quality ki kar saktay hen kiun k hamen tu achi quality ki posts ka acha bonus milta hey
      • #4 Collapse

        Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

        g han jo achi threads hain hmain unjko reply karna chahiey asan ke chkar meni anhi parna chahiey asan hi hai yahan koi msuhkil cheez nahi hai aur agar ham mazed asan dhoondhain ge to hmara apna time zaya ho ga uar ham acha akam nahi kar payuyen ge oiis liey mehnat jahan kar rahe ain wahan ap ko chahiey ke manage bhi krain kaam
        • #5 Collapse

          Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

          Dear ager hum acha bounce gain karna chtya hya to hum ko thread or post sub say alag karni ho gi jiss may hum ko achi sek milya jo sub kartya hya in mya or ap may kuch defrent hona chya iss liya sub say alalg thread or post kiya karya iss say ap ko bouncre bhi acha mil sakta hya.
          • #6 Collapse

            Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

            G dear apne bht hi achi bt share ki h mne bht dekha h mostly bhai easy thread pe post krte hain lkn tough thread ko read tk ni krte uska nuqsan h qk easy thread delte ho jati h r jb k tough ni hoti r knowledge b milta hai to plzzzz all thread ko ghor c prha kren
            Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
            • #7 Collapse

              Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

              hamain makret main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur forum main trend ko use kar k hi hum achi trade karien gay aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain is k bary main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is main greed ko avoid kar k hi hum kamayb ho sakty hain tab hi hum real main trade karin gay
              • #8 Collapse

                Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                Sahi keh rahe hain aapke is mostly zaida members asan asaan thread hi use karte hain per Kuchh thread bahut Mushkil Hoti Hai Un per jawab sirf senior member Si de sakte hain is wajah Se zyada members un thread ko churein hein
                • #9 Collapse

                  Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                  agar ham acha bonsulena chahte hain to ham har achi thread ko repoly karna chahiey ta ke hain acha bonus mil skate lekin agar esa nahi hai to hmian phir bonsu ke liye mehnat nahi karen ki zaroroat kyonke hmain bonus nnhi aye ga uiis lieybus mehnat karain aur cha kamakaarain take ap ko acha knowledge ho ayu ap acha bonus le saken qauality achi rakhe
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                    hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai broker ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy is main meyare threads replay karny chahey hum aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain yai aik aam job sy bahtar hain yai aik wase business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                      g apny yeh bat theak kahi hai aisyt bhot sary members hain jo hamesha yehi try karty hain k wo asan threads par he postings kia karen magaraisa karny k pichy he wajuhat ho sakti hai shayd unko informative threads samjh main nahi ati or mushkil lagti hungi magar mery khyal sa unko cheye k wo try karen us informative threads ko samjhny ki or phir he samjh kar reply dia karen taky ilm main bhe izafa ho saky ...
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                        Fox 1 best online business hai is Mein Ham mehnat Karke Kamyab ho sakte hain aur X Mein Hamen Lal Se Bachkar kam karna chahie lalach se nuksan hota hai aur X mein Hamen naalige se bharpur post thread create karne chahie Forex per Ham daily ki 50 post kar sakte hain aur Hamen daily ki 50 post Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                          G dear ap n thk kaha hy k hr shaks bs unhi threds p reply krta hy jo bht hi easy hoti hy mtlb wohi baty jo hr waqt repeat ho rhi hy to koe bhi mehnut nhn krta aur jo threds thory technical hoty hy un p koe bhi reoly nhn krta to hamary kam ka mayar bht hi low hy to hum sb ko chahiya k apny aony kam ko bhtr kry
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                            Forum per log mouyari work ki bat kerty hain per akser informative threads dekhi jaen to un per replies boht hoty hain mean log aesi threads ki bat to krty hain pr comment un threads pr krty han jo unhy asaan lagen jis main aam baten ho phr bonus bhi isi waja se kam ata hai dear hmy informative threads k jwab na aty ho pr unhy read lazmi kia jay is se info bhi milti hai r reply bhi samjh ajata hai bs quantity pr focus na kiya jay balky bhi mouyar dekha jay
                            Iski Ek reason yahi hai ki is per jitne bhi member hai koi bhi Unse professional Nahin Hai jinko John Si post 64 red easy Lagti Hai vah Uska reply dete hai jonsi thread Mushkil Lagegi difficult Lagegi vah usko live kar denge isliye unke replies kab Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum per Mostly yehi dekhny main ata hai ...

                              Thread new aur informative current Forex ke related jitni informative work Karenge new to utna hi best Rahenge best work karna chahie..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X