Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai
    Dear forum members main ye kehna chahta hon k trading mein risk sirf small investors k liye hota hai ya phr kam experienced trader ko kionkeh unko loss aur account wash kisi waqt bhi ho sakta hai jbkeh big investors is chez se mehfoz rehtyhein kionkeh big capital unko support deta hai jis mein unko loss nhi hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

    G dear ye bat tu hai kiyu kay un ka account he chota hota hai tu un kay risk mai ye kam hota hai kay wo ager es mai zayda risk laitye hain tu un kay account wash honye kay khtra bhi tu hota hai na es waja say un kaliye kafi zayda risky hota hai es mai riak laina
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

      dear g nahi is main ham sabk deuty hay k ham ko agar kamyb hona hay to ham ko is main kam say kam risk ko ley kr he agay ki janib berna chye is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko karein is main ham ko mind main kisi bhi kism ki jaldbazi ko set kr k hurry up nahi karna chye agar ham chatay hein k ham ko forex main achi success hasil ho to .
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

        Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain likin agr forex trading main kamiyab ho na hain to kam sy kam risk lina chahey or ziyda risk lan aay gy to ap ko loss ho sakta hain or ap ka acount wash bhi ho sakta hain is liy kam lot size trade opne karni chahey soch samjhe ky trading karin suber ky sath ka ky forex main acha profit earn kar saky
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

          Dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay kehnat krain AP ki mehnat rclahn AP ki kamybi hy AP ko chahay k Dil sy kan krain r ek kanyb trade kr k ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP kamyb ho skakin.
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
            Dear forum members main ye kehna chahta hon k trading mein risk sirf small investors k liye hota hai ya phr kam experienced trader ko kionkeh unko loss aur account wash kisi waqt bhi ho sakta hai jbkeh big investors is chez se mehfoz rehtyhein kionkeh big capital unko support deta hai jis mein unko loss nhi hota.
            g han apne theek kaha small invester ke lye risk is lye zyada hota hai kyun ke kaam blance hamesha jald wash ho jata hai agar ap big invesment karte hain to is ka ye faida hota hai ke ap ko loss bhi ho jain to ap ka account itni jald wash nhi hota.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

              G bilkul apku bt thk h trading mae risk sirf small investesr ko he jota h q k on ka account chota hota h r agar wo big capital ko use kerte hn to unko loss hota h is small capitals mae bhe unko risky trading krne hote h on ko blnce k hisab se mtlb agar inka blncw kam ho to os hoisab se r account k hisab se onko trade lgane hote hh thanks
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

                G han dear bilkul trading mein jin member ka account small hota hy un ko bhot pareshani se guzrna prta hy kuin ke small account se trading krne mein mushkil hoti hy kuin ke ager kam loss bhe ho jeye to account khaali hona shro ho jtaa hy es liye ap cheye ke phly apne account par zeyda tawjo dein or acha balance hone par trading keryn ge to ap ko acha profits hasil hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

                  hamain trader banany say aphly is k bary main learning karni ho gi aur invest kar k hi hum achy say trade karien gaya aur hamain markt main bi mind ko fresh kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain risk ko avoid kar k hi hum achy say trade karien gay aur hamain market main bi mind ko fresh kar k hi hum real main bi trade karien agy ta k loss km ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

                    G han apki bat theak hai small account per risk k chance waki boht ziyada hoty hain small account per trade kerny main kafi problems ko face lerna parta hai is liye apna account grow ker k phir trade ki jay per aesa nahi hai k big account per risk nahi hota yahan bhi risk to lazmi hota hai beshak ho to small account ho ya big account hamy trade soch samjh ker hi kerna hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

                      is me koi shak nehi ha big capital walay ko loss kam hota ha or wo loss agr ho bhi jaey tu capital big honay ki waja se asani se recover kar letay hain kyu kay un kay pass free margin hota ha new order open karne kay liey small investors me risk ko kam kar ke trading kar sakte hain wo is tarah kay wo. market ka knowledge or exprience hasil kar le jis se un ka wining ratio increase ho jaey ga or risk ka factors bhi kam ho jaey ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein risk sirf small investors k liye hota hai

                        hamain si main invest kar k hi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien agy aur hamain market main anlsey karien gay tab hi hum market main kam karny k kabil ho sakty hain aur hamain emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess ho skty hain aur hamain is k bary main ansley karni ho gi ta k earn ho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X