Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    humin is main risk to lyna hota hay is main hard work karna ho ga ta kay market main achi eraning hasil ho saky is main money ko mange kar kay kam karna ho ga jis say achi earning hasil ho sakay hard work karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      g bahi apny bohat achi post ki haiq k hmain risk se bhe bachna hai or apni maoney ko bhe manage karna hai es liye hmain en ka use karna chahye ta k hum loss se buchen or hmara bonus bhi acha bany
      • #1413 Collapse

        risk ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur phar hi hum sucess hon gay aur money ko mange karny k liye bi hamain experience hasil karna ho ga ta k acha earn karein it is best job
        • #1414 Collapse

          ye ak riski trading buisness hai is main experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur money ko mange karna is main must kam hai so is main learn kar k hi trade karni ho gi
          • #1415 Collapse

            risk ko utna hi lean ho ga jitna hamain is main experience hai warna avoid kar dena chahye boht say log is main risk lay kar nakam hoty hain aur hamain wo kam karna chahye jis ki islam hmain ijazat deta
            • #1416 Collapse

              G han forex trading mn ik achy professional reader k liay bahot zaroori hae k wo money management k sath apny account ko mange kry air jitna account ijazat dyta hae utna account ka risk rakhy air account mangae kr k chalaey tan wo acha trader sabit hoo.
              • #1417 Collapse

                G bhai apny bilkul thek kaha hai forex main agar koi trader successful bnnana chhta hai to usko chaye k apny risk or money ko manage kr k trade kry ta k isko apny kam ka pta ho
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #1418 Collapse

                  agar hum big risk leety hain to big loss bhi ho sakta hai.forex main earn karny kay liey kamm risk main trading karna he acha hai. aur money management to nahayat he ahm chez hay forex ki jo insan is main money is tarha manage karay kay loss ki koe gunjayash na rahay tab profit hota hay
                  • #1419 Collapse

                    ager ap ne risk money management ko achy treeky se sekh lia ho tu ap forex men apny account ko kabhi loss men nhi jany dein gay ap forex men us ko use ker k acha kam ker skaty hei or ap ko forex se tab hi zada faida ho ga jab ap forex men achy treeky se kam kerein gay
                    • #1420 Collapse

                      Jee dono bato ka taluq management se hai ap jitna zayada invest kr lain aur manag na kr sakain to es se ap apna bohot loss kr sakte hain apko pata hona chahye k ap kitni money invest kr sakte hain aur kitna ap bach sakte hain
                      • #1421 Collapse

                        money mangemint boht zaroore ha trading ma our is ma loss be hota ha our agr hum kam risk laty ha to hum ko kam loss our kam profit ho ga our agr big risk laty ha to big loss our big profit hota ha
                         
                        • #1422 Collapse

                          mary dost aap nay jasy un kay bary bta ha sab new ko is ki smj age ho ge our is ma ya dono he importand ha aap ko is ma kam risk saa trading karne cahy q is sa loss be kam he ho ga our aap ko knowlged ko ues karna cahy
                           
                          • #1423 Collapse

                            Forex trading mn money management bht zaroori ha risk factor bi bht zayada hota ha agr ap apni investment aur sani raqm ko aik management k sath istimal krte hn tu risk factor bht hi kam ho jae ga
                            • #1424 Collapse

                              Kisi bhi business main kamyabi ke ley risk bht zarori hai lekin agr ap ke pas knowledge aur experience hai tu ap apni money ko manage kr lety hein aur us hesab se risk lety hein jo kamyabi delta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                forex main jub hum planing karty hain or hum apni tradeing ko planinmg k according he set karty hain tu hmain achahye k hmain es main apny risk k factor or maoney ko bhi mange karna chahye ta k hmain achi earning mil sky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X