Zaida experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaida experience
    Hi ji members Mere Khayal Se trading Mein Hamen experience zyada loss uthane se Aata Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaida experience

    G han dear members apne she bat ke hy hmra experience ase zada ho sakta hy jb hum learning zada se zada kary aur aone knowledge aur experience me bhe izafa kary hum jitna zada learning kary gy hmre ly he fada ho ga hmre experience me bhe izafa hota jye ga
    • #3 Collapse

      Re: Zaida experience

      Dear friend forex main ap ko chahye ziada say ziada expereanse hasel karen as main acha knowlldge hasel karen forex ak bahteren earning wala bahteren busnes hy as main ap ki mahnat aur ap ka expereanse hi ap ko as main kameyab banat hy as leye koshesh karen acha kam karen aur bahteren tareqy say forex ko kameyab banain yeh ak bahteren profet deny wala busnes hy
      • #4 Collapse

        Re: Zaida experience

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jiss k pass acha experience hota hey woh dusaron se acha profit kama letey hen aur forex trading men kamyabi ka daro madar experience pe ziyada hota hey iss liay pahlay demo account pe practice kar k basic trading experience hasil karen aur phir real trading men mehnat karen tu ziyada experience hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Zaida experience

          g hn dear ap ki bat them hu es me ap ko zada experience milta bhi tab hi hy jab ap ko es, me jitna zada, Kam kren gay working zada pratice zada learning zada to AP ka forex me profit bhi tab hi zada milta hu sur acha kam krnh kah leay acha kam krty rahen ap ko es mr acha reward Mily ga
          • #6 Collapse

            Re: Zaida experience

            Salam all forex members han g bro ap ny sahi baat ki ha hmy forex my bht zada time dy k bht zada struggle kar k demo account my bht sa work kar k hmy experience hasal karna chahiy kuk hm my jtna zada experience ho ga otni hi zada hm my knowledge ho gi r hm my kamiyab ho gy
            • #7 Collapse

              Re: Zaida experience

              Aslam o alikoum dear aap nay achi bat ke hai kay forex trading main jab aap ko trading main experience hasil ho jata hai too aap apni strategy say work krty hoo
              • #8 Collapse

                Re: Zaida experience

                Assalamau ALiakaum my dear bhai jan main ap se mutafiq hun bilkul forex main do tarah ke members kam kar rahe hote hain aik junior members or aik senior members jo senior members hote hain un ke pas acha or zayada experience hota hae q ke wo forex main bahut time se hote hain to with the passage of time un ko acha experience ho jata hae is main trading karne ka or yeh lazmi or zarori hae ache trading karne ke liye
                • #9 Collapse

                  Re: Zaida experience

                  jitna ho skay apny experience ko increase krain r ziada s ziada experience leny ki try krain tbhi ap kuch gain kar sakty hn q k trading men kamyab hony k kiay apko extra bht ziada zrori hota h ni to ap ko kuch bhi hath ni ata jitna acha experience utna ziada output mily gi apko
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaida experience

                    G Han dear members trading main Kam krty how AP op chahy k mehnat krain AP kiehnat r lagn AP ki kamybi hy AP ko chhay k Dil sy Kam krain r ek kamyb trade kr k ek accha experience hasip krny ki koshish krain take AP kamyab ho skain
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaida experience

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOINAFZAL پيغام ديکھيے
                      Hi ji members Mere Khayal Se trading Mein Hamen experience zyada loss uthane se Aata Hai
                      Jitna Jyada Ham logon ka experience badhta Jata Hai utna Jyada Ham logon ka loss kam Hota Jata Hai Ham Logon Ko market ke bare mein pata chal jata hai aur ham log loss se bajana shuru kar dete Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaida experience

                        Jitna Achcha experience Hoga market ki movement ko easily understand Karke Kamyab reading kar Payenge Apna experience level improve Karen..
                        • #13 Collapse

                          Re: Zaida experience

                          jitna experience ho ga utna hi ap ka acha kaam ho ga ap ki earning uti hi zeya dhoo gi ap kio acha akam karne ka pata chale ga is liey bus mehnat karaain l;earn karaain uar earning pe dehan n adain kyon ek gred ho ga to ap ko loss ho ga is liye bus mehant pe hio focus karain ayur earning khid hi ho jaye gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Zaida experience

                            forex trading main knowledge r experience forex trading ko zeyda time dene sy hota hai agr hum daily baise py forex ko time den r zeyda sy zeyda demo account py practice krn tu humre experience r knowledge main ezafa hota hai R loss humri ghaltiyun ki wajha sy ho ta hai loss sy hum forex main hone wale ghaltiyun py qabo pa skte hn r loss ko control krn ki koshash krte hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zaida experience

                              welcome to forex. agar aap ko forex pay ziada experins chahiye to aap koshish kare forex pay ziada se ziada time day. q n ke aap bagair time dye forex ko sekh nahe sakte hay. aor aap forex pay sahi mano may kamyabi hasil nahe kar sakte hay.forex may kamyabe ka raz bhe yahe hay. ke aap forex pay apna qeemte time spend kare.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X