Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren
    Dear forex members aksar dekha gya hy k aksar members aik he bat ko toor maroor kr pesh krty hen jis se unko bad m bonus kam aany ki shikayat bhi rehti he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

    Dear brother forum pe new members threads create kr rhy hein jin k pas forex ka knowledge aur experience nhi hota aur woh bar bar wording change kr k aik jaisy threads create krty hein jiski waja se dosron ki mehnat bhi zaye ho jati hai kionkeh us thread pe jo member post krega woh thread k sath delete ho jayegi posting krny mein ehtiyat krein tu delete bhi nhi hoti aur bonus bhi acha milta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

      Gi han dear members ak hi thread ko bar bar nhi rpeat kk krna chahey hmen thread soch smajh kar karni chahey r forex sy related karni chahey r achy achy thread karny chahey jis mn hmary members ko bhi asani ho r hmen bhi ap ny thek kha hy kh ak hi thread ko toor mroor ka pesh nhi karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

        Je han bhai jan hum ko ik hi tread ko woard change kar k dobara dobara pesh nhi karni chaihiay balke new treads karni chaihiay rozana jis say sub k knowledge main izafa ho or wo kamyabi hasil kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

          Haha.
          Sbb sy achhi bat aj ki ap ne ki hy bht acha thread hy apka.
          Aj kl asa he ho rha hy 1 he thread k gird tmam threads ghoom rhy hain or tqreebn 1 jesy he hain un mein post krna b bht mushkil hota hy or ye b dr hota k same posts delete ho jayen gi.
          Tmam members sy request hy k thraeds asy bnayen jin sy memebers ko faida ho 1 he trhan k threads sy faida nhi hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

            forex aik acha business hain hum is mai aik din mai 4 thread bana sakty hain hamy muktalif thread banny chahey q ky aik thread ko bar bar banny ka koi fida nai hain forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik asa business hain jo hamy learning be dta hain or yai business hamy ache earning be deta hain
            • #7 Collapse

              Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

              forex aik acha business hain hum is mai aik din mai 4 thread bana kar acha binus kama sakty hain forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time talbe bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning or earning be ddeta hain
              • #8 Collapse

                Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Abbasmadni پيغام ديکھيے
                Dear forex members aksar dekha gya hy k aksar members aik he bat ko toor maroor kr pesh krty hen jis se unko bad m bonus kam aany ki shikayat bhi rehti he
                Forum per bahut Sare member se treads ko Bar Bar repeat karte hain ek hi baat ko Bar Bar repeat Kiya Jata Hai Bus Pahle Se Dekhi Hui thread Mein Do Char wording ko change karke thread create kar di Jaati Hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Aik he thread ko toor maroor k pesh na kren

                  forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai freee account bana kar be kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar tukak sytem sy kam kary gy to amy loss ho jy ga is mai makret ka balm nahi hota

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X