Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

    w.salam Gee bilkul jo trader jald bazi main trade open karte hai wo kisi ka kuch nai karte balke apna hi loss karte hai buri jaldi bazi k sath achi jaldi bazi b hoty hai achi jald bazi wo hoty hai jis main apnay account loss se bachaya jata hai is liay kab b zaida lalch ban kar jaldi jaldi trading na kare balke sabar k sath market main achay chance ka moka daikh kar hi trading karny chayie phir forex ka asal faida ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

      gee han hmain jald baazi nahi karni chahiay balakay sabar or sakoon kay sath or fresh mind kay sath tradong karni chaiay ..trade close karnay main jald bazi nahi karni chahiay balkay thora wait kar lena chahiay..magar dheyaan rhay zyada lalach bhi bohat zyada nuqsaan de sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

        Dear ap ki bat bilkul sae h hamin hamesha trading k liye experince aur knowldge ki bhut zaroort hoti h hamin chihye forex ka knowldge hasil karin aur trading karny sy pahly market ko analys zaroor kar lain tw k ap ko acha bonus mil saky is sy hamin market main trading karny main asani hoti h aur kbhi bhi jald bazi main trade open n karin is sy loss ho sakta h
        • #19 Collapse

          Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

          han g bilkul sahe kaha hae ap ne hamen kabhe bhe trade open karne main jald bazi nhe karne cahiye q ke yeh mera experience hae ke esa karne se ap nuqsan main rahen ge balke apko cahiye ke ap is main ache entry point ka intezar karen or use right time par he ap trade open karen take ap is main kamayab ho saken or is main ap ache earning hasil kar saken or yeh forex hae is main agar apko kamayab hona hae to apko cahiye ke ap kabhe bhe jald bazi na karen is main
          • #20 Collapse

            Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

            jald bazi me trading karne se forex traders ka account wash ho jata ha kyu kay jald bazi me jub ap trading kartay hain tu ap forex market me analysis kay doran complete rules ko follow nehi kar patay hain jis se analysis bhi ap ka forex market me effective na honay ki waja se ap ko loss hona start ho jata ha isliey discipline kay complete rules ko follow kartay huey trading karni chahiey
            • #21 Collapse

              Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
              Asalm o Alakum
              dear friends jab ham forex main trade open karne lagte hain our is ke sath jab ham forex maun jald bazi main trade open karen ge to is ka hamaun bhot zyada nuqsan ho sakta hai ye nuqsan hamain loss deta hai our aksar oqat hamara account wash ho jata hai.
              Trading Hamesha Soch samajhkar Karni chahie Kabhi bed reading karte hue jaldbazi Nahin Karni chahie Agar Hamen jaldbaji Karke Kam Nahin Karenge to hamare trading acchi Hogi Kyunki Jab Ham Soch Samajh Kar kam Karenge Tu Ho Hamari planning bhi bahut acchi Hogi
              • #22 Collapse

                Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

                Bilkul theek Kaha Hai aapane Mere Sath Kahi Bahar Aisa ho chuka hai ki vah jald Bazi ke andar trade open kar deta vah trade Sahi about Ke Upar Upar Nahin Hoti Jiski vajah se mere ko bahut jyada loss ho jata hai aap log kabhi bhi jald Bazi ke sath Upar na Karen
                • #23 Collapse

                  Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

                  G han dost hum ko es forum mein apni koi bhi trade jaldi mein open nahi karni chahaye warna es tarha hum apna hi nuksaan karein gey aur hum es forum mein phir profit nahi utha sakein es leiye hum sab ko es baat ka khaas khiyal rakhna chahaye aur hum ko laparwai nahi karna chahaye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jald bazi main trade open karne se ap ka apna hi nuqsan hai

                    Walaikum Asalam.
                    Jald bazi mere nazar mai lalach ki hee dusri iksam hain. Kiyo k lalach ki hee waja say hum jald bazi mai ek dum hee bhut see trades ek sath open karlyty hain phr jis ka capital par acha khasa asar parta hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X