tmam trader ek dosre ki help krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tmam trader ek dosre ki help krein
    dear forex memembr mein sb se yaeh gozarish kroin ga k tmam memebr ek dosre ki help kya krein wo kisi sorat mein bhe knolwij k itbar se ho ya phr tjrbe k lehaz se ho ya phr thanks k hawale se h hr trrah se ek dosre k sath help krni chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tmam trader ek dosre ki help krein

    Asslam.o aalikum..g han dear ap li baat thik hy pakistan forex ik ach aur kamyaab bsuiness hy forex .min treading karty hoy hamin ik dosry ki help karni chaye hamin chaye ka hum forex min jitny bhi achy treader hain hain markeey ko aynalize karty hiy markeet ki movent ko samjhty hain isi lia who treade baqi forex min aony jinior treader ki help kary agr koi acha signal hi to apny treader ko saher kary q k jitna acha kniwledgw aur experince saher kay ga otna hi baqi treader bahit ziyada sy ziyaad faida hi ga ..
    • #3 Collapse

      Re: tmam trader ek dosre ki help krein

      Dear frinD apny bahht hi achi bat ke hi ky ham sary mil kar ak dosry ke mahnat karin aur ham agar forex ky bary malomat rahkty hain hain to ham apny joniour ko isky bary main batain aur unke madat karin forrx main ham sary jitna raletiv rahin gy utna hi hamain fuda ho ga agar hamin forex ke malOmat ho ge ham xiada sy ziada kam kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: tmam trader ek dosre ki help krein

        g han dear apke at belkyl tkj ny forex men hunenb chaia keh hum sab ek dosry kie help karen gy tab he hum forex men achi kamyabi hasil klar saken gy forex men jab tak hum achi nmehnt sy acha kam naia karen gy forex men dill laga aky lam nia kraae gy forex men achi kamyabai hasil nai kar saken gy forex men zeada sy zeada sy zeada mehnt sy kam kaerna he achi kamyabi hy
        • #5 Collapse

          Re: tmam trader ek dosre ki help krein

          Forex ko na hamen team work ki tarah karna chahey or is business men tamam traders ko chahey k ak dosray ki help karen kion k jab hum ak team ki tarah kam kartay hyn to hamara farz banta hy k team k dosray members b is say faida uthayen tak wo bi iski opportunities ko catch kar saken or apnay lifestyles ko forex k zarye better bna saken ta k wo financially strong hojayen is lye hamen dosray tamam traders ki help karni chahey
          • #6 Collapse

            Re: tmam trader ek dosre ki help krein

            forex me trade k liye zrori hi k woh trade k doran jitna ziyadaa expert honge utne he woh paise kma sken is liye hmn achi trade k liye forex me seniors se help leni chahiye aur seniors ko bhe chahiye k woh barde dil ka muzahira karte hove apne juniors ko skhen take forex me kamyab ho sken
            • #7 Collapse

              Re: tmam trader ek dosre ki help krein

              dear friend forex trading aik family business ki trh ha is mn kam krnay walay tmam traders ko chayay k woh aik dosray ki help kren aur jo bhi achhi strategy ho jis sa apko achha profit mila ho to apko usay dosron k sath share krna chayay to k dosray log bhi us sa fayeda utha sken
              • #8 Collapse

                Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                Salam dear all pak forex members ap ki baat bilkul thik hai kh is plateforum par kaam karne waky treader ko chaye kh woh aik dosry ky sath coprate karein jetna ilm wo aik dosray k sath sahre karein ge utna he donon ko faida hai kyu kh ye aisa business hai jis men shareing se aik dosrey ky baham mashwaray se ye business hamein is qadar hairat angaiz faiday de sakta hai jis ky bary men hum soch nahi sakty treader ko chaye un ky pas jetna knowledgr hai woh utna sher karein aur jo bhi experince hai wih bhi share karein ge to business peak level par best way ky sath ho ga jis se hum sub ko kamal ka faida hasil ho skta hai agr hum aik dosray ki help nahi karty to is ky buray asarat muratab hon ge jis men new treader kp treade lagany ki na he samjh ho gi na wo best treade kar sakein ge ulta bouness low ho kar loss men chala jaye ga hum sub ky leay behtar yahii hai kh hum aik dosray ki help karein
                • #9 Collapse

                  Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                  thanks main samajhta hoon dene chahiye aur hmain help zaror karni chahieye magar un ko thanks dena chaiye jin ka banat ahi is liye jis ne acha kaa kiya haia p ko pasand atya hai to ap thansk do kisi pe pabandi nahi hai ke agar ksiis ko post achi nahi lagi to bhi us ko thansk ayue ga ya nahi ap ne daikha ahi is month bhi buhat ache thanks dnee au lene alon ko hi acha bonus nahi mila to phir ye bat to wazeh hai ke ye koi meyar nahi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                    Gee haan mere bahi tamam trader ko aik dosry ki help krni chahiye aur Pakistan forex forum is lye bnaya gya hai taqy hum yahan apna experience share kr skein aur aapka knowledge threads ke zareye logon tq Poncha is lye yahan Jo masla ho thread post krein
                    • #11 Collapse

                      Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                      G bhai jan hum mo forex main treading kartey wakt ik dosrey ki madad karni chahiay or agar kisi koi koi mushkil horahi ha to us ki help zaroori karni chahiay is say ik to hum ko madad karney ka moqa miley ga or ap ko loss bhe nhi hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                        dear ap ke bat se mein bhe agree kerti ho jitne bhe kamyab trader han un tmem member se mri bhe yehe guzarish ke wo aik dosre ke zror help keryn kuin ke dosre ke help se sab ko achi kamyabi mil sakti hy es liye mehnat hamsha apni hone cheye likn senior ke help se mazeed acha profits kama sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                          g dear achi trade tab he hum sub member kar paen gy acha profit un main tab he hasil kar paen gy jab hum pak forex trading main jab ap mil kar trade karen gy ak dosary ki help karty howy trade karen gy tab he ap acha profit hasil kar saken gy is liye ak dosary ki trading main help karen ak dosary sy mashwara ly kar he trade karen
                          • #14 Collapse

                            Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                            ji han yh bat theek hy bhai ager kisi ky pass bht ziyada knowledge ho to us ko chahiay kh wh apna knowledge dosron ky sath zaror share kary q kh is sy ap ka knowledge kam nh ho ga bulkh berh jay ga or bhai is sy dosron ka bhi faida ho jata hy ager ap ko kisi pair main ya bhir kisi or kam main kamyabi hovi hy to ap apna experience share karin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: tmam trader ek dosre ki help krein

                              G Han tmam trader ko chahie wo ik dosre ki help kren tb hi sub ko profit hoga agr hm sabr mil KR Kam krte hn ik dosre ki hlep krte hn to hmen I'm dosre SE mshwra letter hn to hmen kamybi milti h hmen strong signal milte hn ji SE hmen lost ka khtra km hota hn hmen khud bhi koshish krni chahie hm ache see Kam kren hm zyda Se zyda mhnt kren forex ko smjhen demo account pr hmen he waqt practice krte rhna chahie ik ache trader ki nishani h would kbhi mhnt krna Ni Chita he waqt sabr see Kam krta h

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X