aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

    Je bilkul sai kaha ap ny aj kl jis k pas pesa hai us ke izat hai jis k pas pesa nahi hai us ke izat kui ni krta to ham sb ko chaiy k ham forex ke hilep sy pesa bhe kma skty hen or boht kuch hasil kr skty hen or apni izat brkrar rkh skty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
      forex may hamay kaam is liay karna chahiay k hum is say acha paisa kama sakay kionka aaj k dhor may paisay ke he izath hah our log ose ke izath karthay hah jis k pass ziada paisa hotha hah is liay hamay is may paisay kamanay k liay mehnath karne chahiay.
      Aajkal respect Gaon Mein Kaise Ke Saath Ho Gaya Hai Jiski Jiske pass Jitna Jyada Paisa Hota Hai Log Usi Ki respect karte hain aur Jiske pass Paisa kam hota hai uski respect koi nahin karta isiliye Ham day by da na kam Hote ja rahe hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
        forex may hamay kaam is liay karna chahiay k hum is say acha paisa kama sakay kionka aaj k dhor may paisay ke he izath hah our log ose ke izath karthay hah jis k pass ziada paisa hotha hah is liay hamay is may paisay kamanay k liay mehnath karne chahiay.
        Ji Bhai Jaan yah Baat bilkul theek hai jo log bewakoof hote hain Wohi Aisa karte hain Paise Wale Logon Ko Jyada value Dete Hain lekin Asal Mein Aisa Nahin Hai agar aap Islamic Taur per Dekhen to aapko Aisa nahin karna chahie lekin ab Logon Mein Islam Baki raha he kahan hai
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
        • #19 Collapse

          Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

          aj door hi isa hai paisy valy ki izat hai agar ap bhe paisa kamana chahty hain to ap ko chahi hai k ap forex main dill laga kar kam kary or apna roz ka trget roz complete kary is traha ap bhe yahan sey ik acha paisa kama skty hain or ap bhe apni value dosro ki nazar main behater kar skty hain or forex main ap apney boss khud hoty hain .
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • #20 Collapse

            Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

            Dear sir aap ki bath sahi hay laykin yahan par ya bath hay kay agar aap kay paas zayhan hay or paysa kamanay ka tarika hay to phir aap kay paas izat hi izat hay laykin ya bath bi hay kay agar aap kay paas paysa bi nahi hay to aap School teacher ho ya phir kisi Musjid may daras daytay ho to bi aap ki bohat ziyada izat hoti hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

              aj kal jis ka pass paisy hain os k izat hain agr jis ka pas paisy nh hain os k izat nh hain koi bh os insan k izat nh karta hain jis ka pas paisy na ho ham jitni bh mhant kary gy hamy otna hi faida ho ga our ham jitna bh acha bonus hasil karna chahy gy hamy otna hi bonus apni mhant say our kamiybi say hasil ho gi forex ak best job hain ham is main agr mhat kaary gy to hamy kamiybi ho gi our hamri earning bh ho gi our hamri izat bh ho gi forex main hamy ziada say ziada mhant karni chahy our achi earning hasil karni chahy taky ham achi life bna saky

              اب آن لائن

              Working...
              X