aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.
    forex may hamay kaam is liay karna chahiay k hum is say acha paisa kama sakay kionka aaj k dhor may paisay ke he izath hah our log ose ke izath karthay hah jis k pass ziada paisa hotha hah is liay hamay is may paisay kamanay k liay mehnath karne chahiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

    Dear Forex forum me kesi be fazul topic ko discus nahi kia ja sakta hay app ko esa platform dia gia hay jes key base par aur posting kar key apny knowledge ko app increase kar sakty ho aur Forex business se related hi app ko topics discus karny ki zarorat hay es key badly me app ko bonus be dia jata hay aur knowledge agar increase ho ga to ye trading me be faida deta hay kabi be es forum ka ghalat use karny ki koshish nahi karni chaye hamesha achi posting aur esi business se related key karny chaye.
    • #3 Collapse

      Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

      G bilkol forex trading ak bahut hi acha business hai forex sy hum bahut sara paisa earn kr skte hn r apni life main bahut change la skte hn kiun aj k dor main paisa bahut zarori hai jis k pas bahut sara paisa hai usi ki ezat hai agr hume zeyda paisa kamna hai tu ye siraf forex py hi momkin hai kiun forex bahut kam investment main bahut sara profit deta hai es lye hume forex trading krni hai r bahut sari earning krni hai
      • #4 Collapse

        Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

        I agree with your statement aapane bahut acchi baat ki hai ki aaj kal jiske pass paise Hain sirf usi Ki ijazat hai jiske pass paise nahin hai uski ijjat nahin areas aapko chahie kya aap Forex use karke paise kamaye aur apni ijjat banaen jaise aap bhi sukhi rahenge aapki family bhi acchi rahegi jiske pass paise nahin hote logon ko Salam Tak nahin karte lekin Forex forum hai jo aapko standard bnany k mwaky detta h
        • #5 Collapse

          Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

          Hai to kuch aesa hi magar haqeeqat ye hai ke paise se izzat mustakil nahi hoti jab Paisa khatam ho ga to izzat bhi chali Jaye gi magar Jo izzat AP ne apne kaam mein mehnat Kar ke naam bana ke hasil ki hoti hai us ka paise se koi talluk nahi hota hai is liye mehnat hi hai Jo AP ko kameyab karta hai Jo AP ko knowledge deta hai is liye bus mehnat karain learn karain ta ke AP ko acha bonus bhi mile aur AP trading bhi achi ho
          • #6 Collapse

            Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

            The forex 1 best online business Hai ismein Hamen bahut Itihaas se kam karna chahie Hamen trailer gane Se Pahle a market ko Jarur analyse karna chahie ok Ham loss se bachake
            • #7 Collapse

              Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

              G han ap thek kah rahay han aj kal jis kay pass passy han wo hi kamyab han aur passy kamna bhi koi asan kaam nahi is kay liye ap kay pass acha experience hona chahiye aur ap bohat mahnat karty han aur tab ja kay ap achay passy kama sakty han
              • #8 Collapse

                Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                Forex trading bahut hi Achcha business hai ismein earning bhi acchi hai struggle Karen Apne knowledge ko improve Karen aur Kamyab bane. .
                • #9 Collapse

                  Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                  asalam alikum g dear membars ap sub kase haen umeed karta hon kah ap sub thik honge g dear apne thik kaha hay aj kal duni meen ose ki izat hay jis ke paas paiaay hote haen agar hamen apne izat karwne hay to hamen forex ko join karna hoga or kohb mahanat karne hoge
                  • #10 Collapse

                    Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                    g han dear bilkul forex business mein mehnat ke bagir kamyabi hasil kerna possible nahi hy es liye aj kal ke zamne wqi piase walo ke bhot ezat hy es liye ager paise ke waja se mashre mein itashar piada hota hy jis ke waja se ameer gareeb alag alag tabke mein bat gye han es liye jalsi ke waja se kamyabi nahi le skty han
                    • #11 Collapse

                      Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                      forex may hamay kaam is liay karna chahiay k hum is say acha paisa kama sakay kionka aaj k dhor may paisay ke he izath hah our log ose ke izath karthay hah jis k pass ziada paisa hotha hah is liay hamay is may paisay kamanay k liay mehnath karne chahiay.
                      Main aapki baat se aagrah karta hun aajkal Jiske Paas Hai Jyada Paisa hota hai Usi Ki log Ijjat karte hain Chahe bahut Jisme tarike se Banaya Gaya Ho hamen bhi chahie ki Ham Forex trading Mein itne acche tarike se kam Karen ke yahan se bahut acchi earning kar Saken
                      • #12 Collapse

                        Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                        dear aghr apko yah bat lgti hai tu pher aysa he hoga esi liye tu forex trading aik online earning bsuiness hai es liye es main ap kam kar k achi earning lay skty hain or apni life main izat hasil kar skty hain bhai jan forex forum aik asya palt form hai jahan apko sirf forex ko he doscus krna chahye fazool posts or thraeds sub delte ho jati hain es liye apny kam ko bahtr karen aghr ap es ko time de he rahy hain tu
                        • #13 Collapse

                          Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                          Ji Haan dear ap bilkul right kaha Hai k aj kal jis Insan k pass paisa Hai sb us ki izzat krty hain or jis k pass paisa Nahin us ki koi izzat Nahin es leye izzat sirf paisy ki hain Insan ki Nahin or ye bht hi buri baat Hai...
                          • #14 Collapse

                            Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                            G haa mere piarey dosto aj ke is modren dor me jis ke pass ziadaa Paisa hai log usi ki ziadà izzat karte hai magar hame hasad nahi karna chahiey balkeh mehnat karni aor mehnat Kar ke hi hame haqhalal ka rizq kamana chahiey aor apni life me thoori bht change Lani chahiey.
                            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aaj kal jis k pass paisay hay ose ke izath hay.

                              my dear ap ny bilkull shi bat ki aj kall kes k pas paisa hy osi ki hi ezat hy aj kall too aam logoo ko janta bhi koi nhi hy jes k pa paisa nhi hy woo pak forex ko join krey taa k es sy acha paisa kama skey or apny rxperence ko increse krey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X