What is the difference between trader and analyzer...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the difference between trader and analyzer...
    Analyzer are the person who analyze the market. Traders just trade with the market. An analyzer can be a trader but a trader is only a trader. I think every trader should be analyzer first then making trade will be more easier for him.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    in main bhut eh ziada difrence huta hai,.tarder wo huta haiju k medaan main utar ker ub kuch huta dekhta ha,.jub k analyzer wo huta hai j k apna andaza bayan kerta hai,.
    • #3 Collapse

      success inside foreign exchange comes to you laboriously. nothing that easily inside reaching effectiveness, almost all needing procedure in addition to occasionally.
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum trader aur analyzer me bhai jan yehi difference hey key her trader analyzer nahi hota hey aur na he her trader analysis kar sakta hey lakin her analyzer aik acha trader be hota hey.
        • #5 Collapse

          forex trading mein trader wo hota hai jo ke trade karta hai aur analyzer wo hota hai ek jo jsut market ka analysis karta hai but us pe trade nahi karta.
          • #6 Collapse

            gee bhai trader forex trading mein trading krta he aur analyzer trading market ko analysis krta he aur trading ke lie trader ko guide krta he keh is trah se trading kro aur ab trading ke direction kia he aur trading ke signals analyzer deta he
            • #7 Collapse

              trader aur analyst mai koi fark nahi hota bhai.dono ko trade kerne hote hai.bus yeh samjh lein ke dono jo hai woh naam hai aik he cheez ke.trader aur analyst.market mai trade kerne yeh kaam hota hai hai.
              • #8 Collapse

                her trader aik analyzer hi hota hai. agre wu market ku analyze na ker saky tu aik profitable trade kysy open ker sakta hai. trader ku learning man ye sub sikhna hota hai k market ku kysy analyze kerna hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  analysis kar kay kam karty hain to market main kafi asan ho sakti hay agr humain success hasil karni hay to dmeo ko use karna ho ga jis ki base say market main kam karna ho ga is main indicators ko use karna ho ga ta ay mraket main kam karna humain asan ho sakay or loss b km say jkm hasil ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X