Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach kerain gay too loss bhi ho ga
    Dear fellows and senior members forex main trading kerty hoay ager aap lalach kerain gay too loss bhi ho ga iss liay ager aap achy oor mayari kaam kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main ager achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain warna loss hi hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

    dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn jo log profit ka lalach krtay howay baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn unhen ziada tr loss he hota ha isliay apko chayay k hmesha soch smjh kr trade lgayn ta k loss sa bach sken
    • #3 Collapse

      Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

      g haan hamay chahiay k is may kabhi be lalich na karah kionka lalich ka anjaam hamesha bura hotha hay our jo ziada lalich karthay hay oskay account be wash hothay hay our jo is may lalich nahee kartha our apnay bonjs ko zaaya honay say bachatha hay osay zaroor profit miltha hay is liay lalich nahee karna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

        g asa aie ap forex trading my laluch ni kerni chayh ap is my laluch kery gyh to ap ko lose ho gha ap ko forex trading dehyan sy market ky hisab sy kerna chayh yeh akh best business hain or ap raat din is my acha kam ker skty hain or is my time ke koi papendi ni hain or ap ko forex trading business ky tore per use kery na ky game ke tra asy ap ko zyda laluch ky chker my lose ho gha.
        • #5 Collapse

          Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

          G han dear friend hum ko chahiye ky Pak Forex trading mn kabhi bhi lalach na Karen kiun ky jo log Pak Forex trading mn lalach karty Hain un ka loss hi hota hy Pak Forex trading asa online business hy jis mn success achieve hoti hy mhnat Sy struggle sy aur Aman dari sy hum ko chahiye ky Pak Forex trading mn ziyada say ziyada time spend Karen aur market ko achy Sy sekh len aur ziyada lot size use na Karen kiun ky agr hum asa krty hain tu hum ko loss bhi ho sakta hy but humara luck asa hy tu porfi bhi ho sakta hy hum ko chahiye ky Pak Forex trading mn kum sy Kum lot size use Karen ziyada ky chkur mn asa na ho ky loss ho jaey aur harmara mahnat waste ho jaey tu hum ko chahiye ky Pak Forex trading mn ziyada lalach na Karen es sy hamara account wash bhi ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men sub se ziyada loss lalachi logon ko hi hota hey aur unn ka account jaldi wash ho jata hey kiun k woh ziyada profit k lalach men bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay jitna ho sakay lalach se perhez karen aur kam profit pe bhi khud ko satisfied karen
            • #7 Collapse

              Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

              wsalm G Bilkol forex main hume chae k trading krte waqt ak acha trader ban kr taring krn r market k rules k0 bilkol bhi na bholen forex main market main bari samjhdari r achi strategy k sath trading krn r kisi kisam ki lalach na krn kiun k agr hum forex main ak asool k sath business krn gy tu hum forex main kamyab rahn gy
              • #8 Collapse

                Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                G Han DERA ap ny Sahi Kaha hai Forex trading main agar ham lalach Karen gy Tu hamen loss Hoga Jo log Forex main baghair LaLaCh k trading karty Hain wahi log expert Bantu Hain Tu agar apko aik Acha trader bnna hai Tu apko Chaheay k Forex trading main sabar aur tahamul Ka muzahira Karen jaldbazi na kren forex ko jitna ho saky time den aur is main kamyab ho jain
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                  Pakistan forex main hamin kisi tarha ko lalch ni karni chihye is main hum kabhi bhi kisi bhi waqt apni marzi k mutabiq kam kar sakty hain is main hamin kisi time table ki bhi zaroort ni hoti ghar main baith kar kia jany wala busnes h is main jitna experince barhta jaye ga hamin utna faida ho ga aur agr lalch karin gay tw loss ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                    correct bahi jan,,agr hum forex trading my thek sy kam kr rahy hoty hn or ik din he hum lalach kry to ye humy bohet bara nuksn b krwa sakta hy.likn agr hum is sy bachna cahhey to hum simply is my lalach na kry.q k agr hum is my ik bar lalach krty hn to profit ho jata hy by chance likn dusri martba humy ismy nuksan b ho sakta hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                      G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k forex pakistan mein agar hum lalach karein gey tu loss bhi ho ga q k dostu kehtey hain k lalach bahut buri bala hai ju loog es mein partey hain un ka kuch nahi bach jata hai who lalach mein apna sab kuch ganwa deitey hain es leiye hum ko lalach se door rehna chahaye dostu.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                        g han ham jab greed karain ge to hmain loss hi ho ga earning nahi ho sakti hai is liye agar ham chhatehain ke kaam karain aur earn karain greed ko control karain jo bhi ho jaye jo ap ne soch liya hjai jo ap ne faisla kiya hai us kpe hi kaim rahen tabn hi ap ko kameyabi ho sakti hai ayur greed se abch sakte hain result jo bhi ho us ka masla nahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                          Asalam alikum g dear apne thiik kaha hay jab ham koi post jaldi meen karte haen or lalac karte haen to hamare woh poste galat ho jate hay or hamare woh poste delet ho jate hay ir ham bahote he loos meen cale jate haen or hamara bohot nuksan ho jata hay lihaza ham jo tread karen to us meen lalac se kaam na len
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                            Ji aap tjeek kahan hai ki Hamen Forex Mein lalach Nahin Karni chahie Hamen lalach Se Bachkar kam karna chahie hamen nuksan bhi ho sakta hai Hamen Lal Karne Se Bachana chahie paarak se paste online business hai Forex Mein Hamen bohat ityaat se kam karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach kerain gay too loss bhi ho ga

                              G haa bilkull dosto agar ham loss se bachnaa chahte hai to hame work acha karna chahiey dosto hame chahiey keh ham lalach se bhi Bache aor jitnaa hoo sake ham mehnat Kare tabhi ham aek Barra profit kmaa sake ge.
                              PRACTICE MAKES MAN PERFECT

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X